Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Munawwar Rana

Poems

  1. achchhā huā ke merā nasha bhī utar gayāterī kalā.ī se ye kaṛā bhī utar gayā
  2. achchhī se achchhī āb-o-havā ke baġhair bhīzinda haiñ kitne log davā ke baġhair bhī
  3. almārī se ḳhat us ke purāne nikal ā.ephir se mire chehre pe ye dāne nikal ā.e
  4. anā havas kī dukānoñ meñ ā ke baiṭh ga.īajīb mīnā hai shukroñ meñ ā ke baiṭh ga.ī
  5. aisā lagtā hai ke kar degā ab āzād mujhemerī marzī se uṛāne lagā sayyād mujhe
  6. bādshāhoñ ko sikhāyā hai qalandar honāāp āsān samajhte haiñ munavvar honā
  7. bulandī der tak kis shaḳhs ke hisse meñ rahtī haibahut ūnchī imārat har ghaṛī ḳhatre meñ rahtī hai
  8. bhalā pānā bahut mushkil hai sab kuchh yād rahtā haimohabbat karne vālā is liye barbād rahtā hai
  9. phir se badal ke miṭṭī kī sūrat karo mujheizzat ke sāth duniyā se ruḳhsat karo mujhe
  10. pairoñ ko mire dīda-e-tar bāñdhe hue haizanjīr kī sūrat mujhe ghar bāñdhe hue hai
  11. tumhāre jism kī ḳhushbū guloñ se ātī haiḳhabar tumhārī bhī ab dūsroñ se ātī hai
  12. thakan ko oṛh ke bistar meñ jā ke leṭ ga.eham apnī qabr muqarrar meñ jā ke leṭ ga.e
  13. judā rahtā hūñ maiñ tujh se to dil be tāb rahtā haichaman se dūr rah ke phūl kab shādāb rahtā hai
  14. chale maqtal kī jānib aur chhātī khol dī ham nebaṛhāne par patang ā.e to charḳhī khol dī ham ne
  15. chhā.oñ mil jā.e to kam dām meñ bik jātī haiab thakan thoṛe se ārām meñ bik jātī hai
  16. ḳhafā honā zarā sī bāt par talvār ho jānāmagar phir ḳhud ba ḳhud vo āp kā gulnār ho jānā
  17. ḳhud apne hī hāthoñ kā likhā kāṭ rahā hūñle dekh le duniyā meñ patā kāṭ rahā hūñ
  18. ḳhūn rulvā.egī ye jangal parastī ek dinsab chale jā.eñge ḳhālī kar ke bastī ek din
  19. dariyā dilī se abr-e-karam bhī nahīñ milālekin mujhe nasīb se kam bhī nahīñ milā
  20. duniyā tirī raunaq se maiñ ab ūb rahā hūñtū chānd mujhe kahtī thī maiñ ḍūb rahā hūñ
  21. dohrā rahā hūñ bāt purānī kahī huītasvīr tere ghar meñ thī merī lagī huī
  22. sārī daulat tire qadmoñ meñ paṛī lagtī haitū jahāñ hotā hai qismat bhī guṛī lagtī hai
  23. sahrā pasand ho ke simaṭne lagā hūñ maiñandar se lag rahā hai ke baṭne lagā hūñ maiñ
  24. sahrā pe burā vaqt mire yār paṛā haisab raunaq-e-sahrā thī isī pigle ke dam se
  25. ishq hai to ishq kā iz.hār honā chāhiyeāp ko chehre se bhī bīmār honā chāhiye
  26. kāle kapṛe nahīñ pahne haiñ to itnā kar leik zarā der ko kamre meñ andherā kar le
  27. kabhī ḳhushī se ḳhushī kī taraf nahīñ dekhātumhāre ba.ad kisī kī taraf nahīñ dekhā
  28. kuchh khilaune kabhī āngan meñ dikhā.ī detekāsh ham bhī kisī bachche ko miṭhā.ī dete
  29. kisī ġharīb kī barsoñ kī ārzū ho jā.ūñmaiñ is surang se niklūñ to āb jū ho jā.ūñ
  30. kisī ko ghar milā hisse meñ yā koī dukāñ ā.īmaiñ ghar meñ sab se chhoṭā thā mire hisse meñ māñ ā.ī
  31. ghar meñ rahte hue ġhairoñ kī tarah hotī haiñlaṛkiyāñ dhān ke paudoñ kī tarah hotī haiñ
  32. miṭṭī meñ milā de ke judā ho nahīñ saktāab is se ziyāda meñ tirā ho nahīñ saktā
  33. mujh ko gahrā.ī meñ miṭṭī kī utar jānā haizindagī bāñdh le sāmān-e-safar jānā hai
  34. mahfil meñ āj marsiya ḳhvānī hī kyūñ na hoānkhoñ se bahne dījiye pānī hī kyūñ na ho
  35. muḳhtasar hote hue bhī zindagī baṛh jā.egīmāñ kī ānkheñ chūm līje raushnī baṛh jā.egī
  36. masarratoñ ke ḳhazāne hī kam nikalte haiñkisī bhī sīne ko kholo to ġham nikalte haiñ
  37. maiñ is se pahle ke bikhrūñ idhar idhar ho jā.ūñmujhe sambhāl le mumkin hai dar badar ho jā.ūñ
  38. vo bichhaṛ kar bhī kahāñ mujh se judā hotā hairet par os se ik nām likhā hotā hai
  39. hāñ ijāzat hai agar koī kahānī aur haiin kaṭoroñ meñ abhī thoṛā sā pānī aur hai
  40. ham kuchh aise tire dīdār meñ kho jāte haiñjaise bachche bhare bāzār meñ kho jāte haiñ
  41. hañste hue māñ bāp kī gālī nahīñ khātebachche haiñ to kyūñ shauq se miṭṭī nahīñ khāte
  42. ye but jo ham ne dobāra banā ke rakhā haiusī ne ham ko tamāshā banā ke rakhā hai
  43. ye darveshoñ kī bastī hai yahāñ aisā nahīñ hogālibās-e-zindagī phaṭ jā.egā mailā nahīñ hogā
  44. ye sar buland hote hī shāne se kaṭ gayāmaiñ mohtaram huā to zamāne se kaṭ gayā
  45. ye hijr kā rasta hai ḍhalāneñ nahīñ hotīñsahrā meñ charāġhoñ kī dukāneñ nahīñ hotīñ
  46. us kī ungliyāñ hamesha sach boltī haiñbaṛā yaqīn thā use apnī ungliyoñ par
  47. ik bosīda masjid meñdīvāroñ mehrāboñ par
  48. chehre tamām dhundle nazar ā rahe haiñ kyūñkyūñ ḳhvāb ratjagoñ kī havelī meñ dab ga.e
  49. kal rātbārish se jism
  50. kyā zarūrī hai ke ham fon pe bāteñ bhī kareñkyā zarūrī hai ke har lafz mahakne bhī lage