Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Pirzada Qasim

Poems

  1. āvāz meñ āvāz milāte hī rahe hamrotī hī rahī rūh so gāte hī rahe ham
  2. ab harf-e-tamannā ko samā.at na milegībechoge agar ḳhvāb to qīmat na milegī
  3. uṭh rahā hai āshiyānoñ se dhuāñ dekhegā kaunhai magar ta.abīr ḳhvāb rā.īgāñ dekhegā kaun
  4. adākārī meñ bhī so karb ke pahlū nikal ā.eke fankārāna rote the magar ānsū nikal ā.e
  5. us kī ḳhvāhish hai yahī harf vazāhat ke baġhairab koī ḳhvāb bhī dekhe na ijāzat ke baġhair
  6. ik sazā aur asīroñ ko sunā dī jā.eya.anī ab jurm asīrī kī sazā dī jā.e
  7. ek se silsile haiñ sab hijr kī rut batā ga.īphir vahī sub.h ā.egī phir vahī shām ā ga.ī
  8. be dilī se hañsne ko ḳhush dilī na samjhā jā.eġham se jalte chehroñ ko raushnī na samjhā jā.e
  9. jis taraf nazar kīje vahshatoñ kā sāmāñ haizindagī hī kyā ab to ḳhvāb tak pareshāñ hai
  10. jaise yād-e-imbisāt-o-ġham shakebā.ī ke ba.adder tak rote rahe ham bazm ārā.ī ke ba.ad
  11. chānd bhī bujhā ḍālā dil dikhāne vāloñ nekuchh uṭhā nahīñ rakhā dil dikhāne vāloñ ne
  12. charāġh hūñ kab se jal rahā hūñ mujhe duā.oñ meñ yād rakhiyejo bujh gayā to sahar numā hūñ mujhe duā.oñ meñ yād rakhiye
  13. hujra-e-zāt se bāhar to nikal kar dekhotum kisī dūsre paikar meñ bhī ḍhal kar dekho
  14. ḳhirman-e-jāñ ke liye ḳhud hī sharar ho ga.e hamḳhāksārī jo baṛhī ḳhāk basar ho ga.e ham
  15. ḳhud hī rūṭhe ho to phir us kā mudāvā kyūñ hoham na kahte the ke hāñ ranjish-e-be jā kyūñ ho
  16. ḳhūn se jab jalā diyā ek diyā bujhā huāphir mujhe de diyā gayā ek diyā bujhā huā
  17. dard hai ke naġhma hai faisla kiyā jā.eya.anī dil kī dhaṛkan par ġhaur kar liyā jā.e
  18. dil agar kuchh māñg lene kī ijāzat māñgtāye mohabbat zād tajdīd-e-mohabbat māñgtā
  19. rūh gar nauha kunāñ ho to ġhazal hotī haidil ko ehsās-e-ziyāñ ho to ġhazal hotī hai
  20. zaḳhm dabe to phir nayā tīr chalā diyā karodosto apnā lutf-e-ḳhās yād dilā diyā karo
  21. zindagī ko ek ḳhvāb rā.īgāñ samjhā thā maiñbe karāñ ta.abīr hogī ye kahāñ samjhā thā maiñ
  22. zindagī ke dāman meñ rang-o-nūr-o-nik.hat kyāḳhvāb hī to dekhā hai ḳhvāb kī haqīqat kyā
  23. zindagī ne jhele haiñ sab azāb duniyā kebas rahe haiñ ānkhoñ meñ phir bhī ḳhvāb duniyā ke
  24. sāneha nahīñ ṭaltā sānehe pe rone sehabs jāñ na kam hogā be libās hone se
  25. shikast-e-dil meñ bhī ik zindagī nazar ā.īdiyā bujhā to hameñ raushnī nazar ā.ī
  26. ajab haiñ ham ye kis kī sa.ī-e-lā hāsil pe rote haiñabhī zinda haiñ aur nākāmī-e-qātil pe rote haiñ
  27. ishq ne ham ko junūñ āsār aisā kar diyābasta-e-sāhil bhī rakhā aur dariyā kar diyā
  28. ayāñ ham par na hone kī ḳhushī hone lagī haidiye meñ ik na.ī sī raushnī hone lagī hai
  29. ġham se bahal rahe haiñ āp āp bahut ajīb haiñdard meñ ḍhal rahe haiñ āp āp bahut ajīb haiñ
  30. kār ḳhulūs-e-yār kā mujh ko yaqīn ā gayāitnā shadīd vār thā mujh ko yaqīn ā gayā
  31. kabhī huā to kabhī ḳhāk-e-rah guzar honāmire nasīb meñ likhā hai dar ba dar honā
  32. kudūratoñ ke darmiyāñ adāvatoñ ke darmiyāñtamām dost ajnabī haiñ dostoñ ke darmiyāñ
  33. kaun gumāñ yaqīñ banā kaun sā ghā.o bhar gayājaise sabhī guzar ga.e jon bhī kal guzar gayā
  34. koī hai jo shikast-e-zabt-e-ġham hone nahīñ detāmaiñ ronā chāhtā hūñ aur vo rone nahīñ detā
  35. ghar kī jab yād sadā de to palaṭ kar ā jā.eñkāsh ham apnī hī ḳhvāhish ko muyassar ā jā.eñ
  36. laṛkhaṛāte hue bhī aur sambhalte hue bhīus ke dar par hī ga.e ḳhvāb meñ chalte hue bhī
  37. lamha lamha mirā har ik se sivā jāgtā haimaiñ alag jāgtā hūñ dard judā jāgtā hai
  38. mirā jahāñ abhī merā jahāñ banā hī nahīñzamīñ banī hī nahīñ āsmāñ banā hī nahīñ
  39. miyān-e-kār-e-duniyā ham se dil nāshād kyā kartehameñ vo yād kab āyā use ham yād kyā karte
  40. miyān-e-kār fan lafzoñ kī qismat jāg uṭhtī haibahut masrūr rahtā hūñ bahut chehra sajātā hūñ
  41. maiñ kab se apnī talāsh meñ hūñ milā nahīñ hūñsavāl ye hai ke maiñ kahīñ hūñ bhī yā nahīñ hūñ
  42. nazar meñ nit na.ī hairāniyāñ liye phiriyesaroñ pe roz nayā āsmāñ liye phiriye
  43. na pūchhiye ke kahā kyā hai an kahī kyā haiazāb jhīl rahā hūñ suḳhanvarī kyā hai
  44. vo ek ḳhvāb jo dekhā gayā thā ujlat meñusī kā karb sameṭā hai āj fursat meñ
  45. hamārī tarah koī dūsrā huā bhī nahīñvo dard-e-dil meñ rakhā hai jo lā davā bhī nahīñ
  46. ham se na pūchh jā.egī hijr kī rah guzar kahāñshām huī to thī kahīñ sub.h huī magar kahāñ
  47. hai jabr vaqt kā qissa ajab sunā.e kaunmaiñ yād us ko karūñ aur yād ā.e kaun
  48. yād kyā dast-e-hunar hai ke sañvartā gayā maiñus ko sochā to use yād hī kartā gayā maiñ
  49. ye bhī kyā kam hai ke ham betāb hālat meñ raheban na pā.e kuchh bhī lekin dast-e-qudrat meñ rahe
  50. ye hādisa mujhe hairān kar gayā sar-e-shāmjo zaḳhm sub.h milā thā vo bhar gayā sar-e-shām