Poet
Faheem Jogapuri
Poems
- آنا تھا جسے آج وہ آیا تو نہیں ہےیہ وقت بدلنے کا اشارا تو نہیں ہےānā thā jise āj vo āyā to nahīñ haiye vaqt badalne kā ishārā to nahīñ hai
- آنکھوں سے کسی خواب کا رشتہ ہی نہیں تھااس آئنے میں عکس ٹھہرتا ہی نہیں تھاānkhoñ se kisī ḳhvāb kā rishta hī nahīñ thāis ā.īne meñ aks ṭhahartā hī nahīñ thā
- اپنے قدم کی چاپ سے یوں ڈر رہے ہیں ہممقتل کی سمت جیسے سفر کر رہے ہیں ہمapne qadam kī chāp se yūñ ḍar rahe haiñ hammaqtal kī samt jaise safar kar rahe haiñ ham
- اداس ہو گئی شبنم جہاں سحر آئیغم فراق سے پھولوں کی آنکھ بھر آئیudās ho ga.ī shabnam jahāñ sahar ā.īġham-e-firāq se phūloñ kī ānkh bhar ā.ī
- اگر ہو ظرف سے خالی تو کیا رکھا ہے دریا میںسمندر کو بھی میں نے ڈوبتے دیکھا ہے قطرہ میںagar ho zarf se ḳhālī to kyā rakhā hai dariyā meñsamundar ko bhī maiñ ne ḍūbte dekhā hai qatra meñ
- بیچ کر تہذیب دولت کے پجاری ہو گئےاس زمانے کے سخنور بھی مداری ہو گئےbech kar tahzīb daulat ke pujārī ho ga.eis zamāne ke suḳhanvar bhī madārī ho ga.e
- بے رنگ و نور چاند ہے یوں آسمان میںبھوکا فقیر جیسے خدا کے دھیان میںbe rang-o-nūr chānd hai yūñ āsmān meñbhūkā faqīr jaise ḳhudā ke dhyān meñ
- پریشانی کہاں کی اور سکوں کیایہی ہے زندگی تو سر دھنوں کیاpareshānī kahāñ kī aur sukūñ kyāyahī hai zindagī to sar dhunūñ kyā
- پڑھی گئی نہ وہ تحریر غم جبینوں سےجو پونچھتی رہی اشکوں کو آستینوں سےpaṛhī ga.ī na vo tahrīr ġham jabīnoñ sejo poñchhtī rahī ashkoñ ko āstīnoñ se
- جب بھی ہنستے ہوئے انکار کیا ہے اس نےدل پہ اک اور نیا وار کیا ہے اس نےjab bhī hañste hue inkār kyā hai us nedil pe ik aur nayā vār kyā hai us ne
- جس نے چھپا کے بھوک کو پتھر میں رکھ لیادنیا کو اس فقیر نے ٹھوکر میں رکھ لیاjis ne chhupā ke bhūk ko patthar meñ rakh liyāduniyā ko is faqīr ne ṭhokar meñ rakh liyā
- خفیف لب پہ تبسم رکا رکا سا لگےکہ کوئی غنچۂ نو رس کھلا کھلا سا لگےḳhafīf lab pe tabassum rukā rukā sā lageke koī ġhuncha-e-nau ras khulā khulā sā lage
- خود پی سکی نہ جب تو زمیں کو پلا گئیاک دودھ کے گلاس کو بلی گرا گئیḳhud pī sakī na jab to zamīñ ko pilā ga.īik dūdh ke gilās ko billī girā ga.ī
- خیال و فکر کا صدقہ اتارتے رہئےلہو پلا کے غزل کو سنوارتے رہئےḳhayāl-o-fikr kā sadqa utārte rahiyelahū pilā ke ġhazal ko sañvārte rahiye
- دعائیں مانگ رہے ہیں کئی خیال ابھیخدا کے گھر سے فرشتوں کو مت نکال ابھیduā.eñ māñg rahe haiñ ka.ī ḳhayāl abhīḳhudā ke ghar se farishtoñ ko mat nikāl abhī
- دل کی بستی میں برستا ہے وہ بادل کون ہےکر رہا ہے جو مری آنکھوں کو جل تھل کون ہےdil kī bastī meñ barastā hai vo bādal kaun haikar rahā hai jo mirī ānkhoñ ko jal thal kaun hai
- دوستی میں نہ دشمنی میں ہمکیا نظر آئیں گے کسی میں ہمdostī meñ na dushmanī meñ hamkyā nazar ā.eñge kisī meñ ham
- دیر کے ساتھ حرم آئے شوالے آئےآج چھن چھن کے اندھیروں سے اجالے آئےder ke sāth haram ā.e shoille ā.eāj chhin chhin ke andheroñ se ujāle ā.e
- دیکھتی ہے نگاہ پانی میںتخت عالم پناہ پانی میںdekhtī hai nigāh pānī meñtaḳht-e-ālam panāh pānī meñ
- ذہن جب تیرے تصور میں رواں ہوتا ہےتو بھی بولے تو سماعت پہ گراں ہوتا ہےzehn jab tere tasavvur meñ ravāñ hotā haitū bhī bole to samā.at pe girāñ hotā hai
- رات کا اب کوئی جادو نہیں چلنے والااک ستارا ہے اسے دن میں بدلنے والاrāt kā ab koī jādū nahīñ chalne vālāik sitārā hai use din meñ badalne vālā
- سمجھتے ہو جنہیں بے کار کے ہیںوہ پتھر بھی اسی دیوار کے ہیںsamajhte ho jinheñ be kār ke haiñvo patthar bhī isī dīvār ke haiñ
- شام خاموش ہے پیڑوں پہ اجالا کم ہےلوٹ آئے ہیں سبھی ایک پرندہ کم ہےshām ḳhāmosh hai peṛoñ pe ujālā kam hailauṭ ā.e haiñ sabhī ek parinda kam hai
- غم بھی صدیوں سے ہیں اور دیدۂ تر صدیوں سےخانہ بربادوں کے آباد ہیں گھر صدیوں سےġham bhī sadiyoñ se haiñ aur dīda-e-tar sadiyoñ seḳhāna barbādoñ ke ābād haiñ ghar sadiyoñ se
- فلک پہ ہنسنے لگے چاند تارے شام کے بعدہمیں اداس ہیں دریا کنارے شام کے بعدfalak pe hañsne lage chānd tāre shām ke ba.adhameñ udās haiñ dariyā kināre shām ke ba.ad
- قبول ہو گئی اس کی دعا تو کیا ہوگااگر وہ بن گیا اک دن خدا تو کیا ہوگاqubūl ho ga.ī us kī duā to kyā hogāagar vo ban gayā ik din ḳhudā to kyā hogā
- کچھ کوہکن جو وقف زر و مال ہو گئےتیشہ بدست ہو کے بھی کنگال ہو گئےkuchh kohkin jo vaqf-e-zar-o-māl ho ga.etesha badast ho ke bhī kangāl ho ga.e
- کون سا دل ہے جو شکار نہیںاے ستم گر ترا شمار نہیںkaun sā dil hai jo shikār nahīñai sitam gar tirā shumār nahīñ
- کیا کرو گے بچاؤ سورج کاجانتے ہو سبھاؤ سورج کاkyā karoge bachā.o sūraj kājānte ho sabhā.o sūraj kā
- کیا کوئی تصویر بن سکتی ہے صورت کے بغیرپھر کسی سے کیوں ملے کوئی ضرورت کے بغیرkyā koī tasvīr ban saktī hai sūrat ke baġhairphir kisī se kyūñ mile koī zarūrat ke baġhair
- گزرے تمام عمر عجب امتحاں سے ہمالجھے کبھی زمیں سے کبھی آسماں سے ہمguzre tamām umr ajab imtihāñ se hamuljhe kabhī zamīñ se kabhī āsmāñ se ham
- گھر بناتے وقت اس کا دھیان ہونا چاہئےدھوپ رکھنے کے لئے دالان ہونا چاہئےghar banāte vaqt us kā dhyān honā chāhiyedhūp rakhne ke liye dālān honā chāhiye
- مل نہ پائے کہیں تو حیرت کیاتم سمندر ہوئے نہ ہم دریاmil na pā.e kahīñ to hairat kyātum samundar hue na ham dariyā
- منزل نہیں سفر میں جنون سفر ملےنا معتبر خوشی ہے غم معتبر ملےmanzil nahīñ safar meñ junūn-e-safar milenā motabar ḳhushī hai ġham-e-motabar mile
- نہ پوچھ کیسے گنوائی ہیں انگلیاں ہم نےاک آئنے کی بٹوری ہیں کرچیاں ہم نےna pūchh kaise gañvā.ī haiñ ungliyāñ ham neik ā.īne kī baṭorī haiñ kirchiyāñ ham ne
- وہی شام کے دلاسے وہی صبح کے بہانےشب تار سے فراغت ملے کب خدا ہی جانےvahī shām ke dilāse vahī sub.h ke bahāneshab-e-tār se farāġhat mile kab ḳhudā hī jāne
- ہزاروں پردے میں پردہ نہیں ہےوہ جلوہ ہو کے بھی جلوہ نہیں ہےhazāroñ parde meñ parda nahīñ haivo jalva ho ke bhī jalva nahīñ hai
- ہیں مدتوں سے دیکھنے والوں کے منتظراحساس بے پناہ کی جاگیر اور ہمhaiñ muddatoñ se dekhne vāloñ ke muntazirehsās-e-be panāh kī jāgīr aur ham
- یاد کر کر کے تری یاد مٹانے نکلےلے کے گھی ہاتھ میں ہم آگ بجھانے نکلےyād kar kar ke tirī yād miṭāne niklele ke ghī hāth meñ ham āg bujhāne nikle
- یہ فقیری ہے قناعت کے سوا کیا جانےکون کیا دے کے گیا دست دعا کیا جانےye faqīrī hai qanā.at ke sivā kyā jānekaun kyā de ke gayā dast-e-duā kyā jāne
- بند کمرے میں ترا درد نہ بجھ جائے کہیںکھڑکیاں کھول کہ یہ آگ ہوا چاہتی ہےband kamre meñ tirā dard na bujh jā.e kahīñkhiṛkiyāñ khol ke ye āg huā chāhtī hai
- تمہاری یاد سے یہ رات کتنی روشن ہےنظر میں اتنے ہیں جگنو کہ ہم گنائیں کیاtumhārī yād se ye rāt kitnī raushan hainazar meñ itne haiñ jugnū ke ham ginā.eñ kiyā
- کتنے طوفانوں سے ہم الجھے تجھے معلوم کیاپیڑ کے دکھ درد کا پھولوں سے اندازہ نہ کرkitne tūfānoñ se ham uljhe tujhe ma.alūm kyāpeṛ ke dukh dard kā phūloñ se andāza na kar
- کسی کے در پہ سجدہ کرتے کرتےفہیمؔ ایسا نہ ہو سر ٹوٹ جائےkisī ke dar pe sajda karte kartefahīm aisā na ho sar ṭūṭ jā.e
- مرگھٹ پتھ پر دیکھ کے ہم کو جانے کیا کیا سوچیں وہآنکھوں سے کیا پنیہ کمائے ہونٹوں سے کیا دان ہوئےmarghuṭ path par dekh ke ham ko jāne kyā kyā socheñ voānkhoñ se kyā panya kamā.e honṭoñ se kyā dān hue
- ملن کے بعد آتی ہے جدائینرک بھی سورگ سے کتنا نکٹ ہےmilan ke ba.ad ātī hai judā.īnarak bhī svarg se kitnā nakuṭ hai
- نہ بات دل کی سنوں میں نہ دل سنے میرییہ سرد جنگ ہے اپنے ہی اک مشیر کے ساتھna bāt dil kī sinoñ meñ na dil sune merīye sard jang hai apne hī ik mushīr ke sāth
- واقف کہاں زمانہ ہماری اڑان سےوہ اور تھے جو ہار گئے آسمان سےvāqif kahāñ zamāna hamārī uṛān sevo aur the jo hār ga.e āsmān se
- ہم اہل غم کو حقارت سے دیکھنے والوتمہاری ناؤ انہیں آنسوؤں سے چلتی ہےham ahl ġham ko hiqārat se dekhne vālotumhārī nā.o unheñ ānsūoñ se chaltī hai