Poet
Aalam Nizami
b. 1984
Poems
- آنگن کے درختوں کے لئے کچھ بھی نہیں ہےدنیا میں بزرگوں کے لئے کچھ بھی نہیں ہےāngan ke daraḳhtoñ ke liye kuchh bhī nahīñ haiduniyā meñ buzurgoñ ke liye kuchh bhī nahīñ hai
- اپنی خودی کو تم سر بازار بیچ کرزندہ ہو کیسے دولت کردار بیچ کرapnī ḳhudī ko tum sar-e-bāzār bech karzinda ho kaise daulat-e-kirdār bech kar
- ادب کو اتنا گرا رہے ہو کوئی سنے گا تو کیا کہے گاسخن کی عظمت گھٹا رہے ہو کوئی سنے گا تو کیا کہے گاadab ko itnā girā rahe ho koī sunegā to kyā kahegāsuḳhan kī azmat ghaṭā rahe ho koī sunegā to kyā kahegā
- اس سے پہلے مری خواہش مجھے رسوا کر دےعزت نفس کو خالق مرے زندہ کر دےis se pahle mirī ḳhvāhish mujhe rusvā kar deizzat-e-nafas ko ḳhāliq mire zinda kar de
- اس لئے تو بجھا نہیں ہوں میںبجھنے والا دیا نہیں ہوں میںis liye to bujhā nahīñ hūñ maiñbujhne vālā diyā nahīñ hūñ maiñ
- ایسا لگتا ہے وہ نادان سمجھتے ہیں مجھےجو بھی تفریح کا سامان سمجھتے ہیں مجھےaisā lagtā hai vo nādān samajhte haiñ mujhejo bhī tafrīh kā sāmān samajhte haiñ mujhe
- اے اندھیرے روشنی کی زد میں آنا چھوڑ دےآفتاب وقت پر انگلی اٹھانا چھوڑ دےai andhere raushnī kī zad meñ ānā chhoṛ deāftāb-e-vaqt par unglī uṭhānā chhoṛ de
- بیاں غیروں سے اپنا غم کریں کیانمک کو زخم کا مرہم کریں کیاbayāñ ġhairoñ se apnā ġham kareñ kyānamak ko zaḳhm kā marham kareñ kyā
- بے وفا اب نہ محبت کی دہائی دوں گازندگی بھر میں تجھے زخم جدائی دوں گاbe vafā ab na mohabbat kī duhā.ī dūñgāzindagī bhar meñ tujhe zaḳhm-e-judā.ī dūñgā
- ترے دماغ سے سارا فتور نکلے گامری وفا کا نتیجہ ضرور نکلے گاtire dimāġh se sārā futūr niklegāmirī vafā kā natīja zarūr niklegā
- تمام فتنوں سے خود کو بچا لیا میں نےمنافقین سے پیچھا چھڑا لیا میں نےtamām fitnoñ se ḳhud ko bachā liyā maiñ nemunāfiqīn se pīchhā chhuṛā liyā maiñ ne
- جانے کیوں محبت میں دل کشی نہیں ملتیدوست روز ملتے ہیں دوستی نہیں ملتیjāne kyūñ mohabbat meñ dil kashī nahīñ miltīdost roz milte haiñ dostī nahīñ miltī
- جس طرح بچے بزرگوں کے چرن چومتے ہیںہم محبت سے محبت کا بدن چومتے ہیںjis tarah bachche buzurgoñ ke charan chūmte haiñham mohabbat se mohabbat kā badan chūmte haiñ
- جس کی خاطر سارا زمانہ چھوڑ دیااس نے میرا فون اٹھانا چھوڑ دیاjis kī ḳhātir sārā zamāna chhoṛ diyāus ne merā fon uṭhānā chhoṛ diyā
- چاندنی رات ہے میں ہوں مری تنہائی ہےیاد ایسے میں تری دل میں چلی آئی ہےchāndnī rāt hai maiñ hūñ mirī tanhā.ī haiyād aise meñ tirī dil meñ chalī ā.ī hai
- چاہتا جو بھی ہے وہ کہہ کے گزر جاتا ہےدل حساس اس احساس سے مر جاتا ہےchāhtā jo bhī hai vo kah ke guzar jātā haidil-e-hassās is ehsās se mar jātā hai
- حسین خواب دکھایا دکھا کے چھوڑ دیاکسی نے اپنا بنایا بنا کے چھوڑ دیاhasīn ḳhvāb dikhāyā dikhā ke chhoṛ diyākisī ne apnā banāyā banā ke chhoṛ diyā
- خانۂ دل کو سجاؤ گے تو یاد آؤں گاپیار کی شمع جلاؤ گے تو یاد آؤں گاḳhāna-e-dil ko sajā.oge to yād ā.ūñgāpyār kī sham.a jalā.oge to yād ā.ūñgā
- خودداریوں کی حد سے نکلنا پڑا مجھےماحول کی چتاؤں میں جلنا پڑا مجھےḳhuddāriyoñ kī had se nikalnā paṛā mujhemāhaul kī chitā.oñ meñ jalnā paṛā mujhe
- دانستہ کبھی ایسی حماقت نہیں کرتافنکار ہوں توہین محبت نہیں کرتاdānista kabhī aisī himāqat nahīñ kartāfankār hūñ tauhīn-e-mohabbat nahīñ kartā
- دل کیا دست ستم گر کے حوالے ہم نےآئنہ کر دیا پتھر کے حوالے ہم نےdil kiyā dast-e-sitam gir ke havāle ham neā.īna kar diyā patthar ke havāle ham ne
- راکھ ماضی کی کریدو گے تو کیا پاؤ گےکوئی چنگاری نکل آئی تو جل جاؤ گےrākh māzī kī kuredoge to kyā pā.ogekoī chingārī nikal ā.ī to jal jā.oge
- رنگ ایثار کے چہرے کا نکھرتا کیسےزخم احباب نہ دیتے تو سنورتا کیسےrang īsār ke chehre kā nikhartā kaisezaḳhm ahbāb na dete to sañvartā kaise
- زمانے پر عیاں میرا ہنر ہونے نہیں دیتانہ جانے کیوں مجھے وہ معتبر ہونے نہیں دیتاzamāne par ayāñ merā hunar hone nahīñ detāna jāne kyūñ mujhe vo motabar hone nahīñ detā
- سچائی کبھی اپنی صفائی نہیں دیتیمحسوس تو ہوتی ہے دکھائی نہیں دیتیsachchā.ī kabhī apnī safā.ī nahīñ detīmahsūs to hotī hai dikhā.ī nahīñ detī
- شرافت چھین لیتی ہے صداقت چھین لیتی ہےقلم کاروں سے خودداری ضرورت چھین لیتی ہےsharāfat chhīn letī hai sadāqat chhīn letī haiqalam kāroñ se ḳhuddārī zarūrat chhīn letī hai
- عشق میرا ہے اگر رات کی رانی کی طرححسن اس کا بھی ہے پھولوں کی جوانی کی طرحishq merā hai agar rāt kī rānī kī tarahhusn us kā bhī hai phūloñ kī javānī kī tarah
- عشق میں جاننا ضروری ہےکیا نہیں اور کیا ضروری ہےishq meñ jānnā zarūrī haikyā nahīñ aur kiyā zarūrī hai
- فرش مخمل پہ کبھی نیند نہ آئی مجھ کواتنی راس آئی مرے گھر کی چٹائی مجھ کوfarsh maḳhmal pe kabhī nīnd na ā.ī mujh koitnī rās ā.ī mire ghar kī chaṭā.ī mujh ko
- کبھی شفق تو کبھی گل کبھی جناں مہکےتمہارے نقش قدم بھی کہاں کہاں مہکےkabhī shafaq to kabhī gul kabhī janāñ mahketumhāre naqsh-e-qadam bhī kahāñ kahāñ mahke
- کسی کے ذہن میں کیا ہے نظر نہیں آتامزاج پڑھنے کا سب کو ہنر نہیں آتاkisī ke zehn meñ kyā hai nazar nahīñ ātāmizāj paṛhne kā sab ko hunar nahīñ ātā
- کہاں تمام ابھی کربلا کا منظر ہےہمارے ساتھ نئے حوصلوں کا لشکر ہےkahāñ tamām abhī karbalā kā manzar haihamāre sāth na.e hausloñ kā lashkar hai
- کیا بتاؤں کسی کو ہے کیا دوستیہے غم زندگی کی دوا دوستیkyā batā.ūñ kisī ko hai kyā dostīhai ġham-e-zindagī kī davā dostī
- کیا خبر تجھ کو او دامن کو چھڑانے والےاور بھی ہیں مجھے سینے سے لگانے والےkyā ḳhabar tujh ko o dāman ko chhuṛāne vāleaur bhī haiñ mujhe sīne se lagāne vāle
- کیسے کہہ دوں کہیں اعلان نہیں کرتا ہےوہ بھی خاموشی سے احسان نہیں کرتا ہےkaise kah dūñ kahīñ elān nahīñ kartā haivo bhī ḳhāmoshī se ehsān nahīñ kartā hai
- کیوں ہو مجھ سے خفا کہو تو سہیکیا ہے میری خطا کہو تو سہیkyūñ ho mujh se ḳhafā kaho to sahīkyā hai merī ḳhatā kaho to sahī
- گھر میں آرام کا سایہ نہیں رہنے دیتیاب تو تنہائی بھی تنہا نہیں رہنے دیتیghar meñ ārām kā sāya nahīñ rahne detīab to tanhā.ī bhī tanhā nahīñ rahne detī
- مادر ہند کی عظمت کا پتہ چلتا ہےحسن کشمیر سے جنت کا پتہ چلتا ہےmādar-e-hind kī azmat kā pata chaltā haihusn kashmīr se jannat kā pata chaltā hai
- موسم وقت بدلنا ہے بدل جائے گااژدہا رات کا سورج کو نگل جائے گاmausam-e-vaqt badalnā hai badal jā.egāazhdahā rāt kā sūraj ko nigal jā.egā
- میرے خوابوں کو نگلنے کا ارادہ نہ کرےکہہ دو سورج سے نکلنے کا ارادہ نہ کرےmere ḳhvāboñ ko nigalne kā irāda na karekah do sūraj se nikalne kā irāda na kare
- میں سمجھ رہا تھا کہ وقت نے ترا نام دل سے مٹا دیاشب غم مگر تری یاد نے مجھے آج پھر سے رلا دیاmaiñ samajh rahā thā ke vaqt ne tirā nām dil se miṭā diyāshab-e-ġham magar tirī yād ne mujhe āj phir se rulā diyā
- نقش ہستی مٹا بھی دیتا ہےحادثہ حوصلہ بھی دیتا ہےnaqsh-e-hastī miṭā bhī detā haihādisa hausla bhī detā hai
- نور پیہم سفر میں رہتا ہےاس کا چہرا نظر میں رہتا ہےnūr-e-paiham safar meñ rahtā haius kā chehrā nazar meñ rahtā hai
- وہ تصور میں تو آتا ہے چلا جاتا ہےدھڑکنیں دل کی بڑھاتا ہے چلا جاتا ہےvo tasavvur meñ to ātā hai chalā jātā haidhaṛkaneñ dil kī baṛhātā hai chalā jātā hai
- ہمیں خبر ہے وہ کیوں ہم سے اب نہیں ملتایہاں کسی سے کوئی بے سبب نہیں ملتاhameñ ḳhabar hai vo kyūñ ham se ab nahīñ miltāyahāñ kisī se koī be sabab nahīñ miltā
- ہیں الجھنیں تمام مری زندگی کے ساتھانصاف کر رہا ہوں مگر شاعری کے ساتھhaiñ uljhaneñ tamām mirī zindagī ke sāthinsāf kar rahā hūñ magar shāyarī ke sāth
- یہ الگ بات کہ فرصت بھی نہیں ملتی ہےخود سے مل کر ہمیں راحت بھی نہیں ملتی ہےye alag bāt ke fursat bhī nahīñ miltī haiḳhud se mil kar hameñ rāhat bhī nahīñ miltī hai