Poet
Saleem Kausar
Poems
- آب و ہوا ہے برسر پیکار کون ہےمیرے سوا یہ مجھ میں گرفتار کون ہےāb-o-havā hai barsar-e-paikār kaun haimere sivā ye mujh meñ giraftār kaun hai
- اب فیصلہ کرنے کی اجازت دی جائےیا پھر ہمیں منزل کی بشارت دی جائےab faisla karne kī ijāzat dī jā.eyā phir hameñ manzil kī bashārat dī jā.e
- ابھی جو گردش ایام سے ملا ہوں میںسمجھ رہی تھی کسی کام سے ملا ہوں میںabhī jo gardish-e-ayyām se milā hūñ maiñsamajh rahī thī kisī kām se milā hūñ maiñ
- ابھی حیرت زیادہ اور اجالا کم رہے گامری وحشت پہ صحرا تنگ ہوتا جا رہا ہےabhī hairat ziyāda aur ujālā kam rahegāmirī vahshat pe sahrā tang hotā jā rahā hai
- اجنبی حیران مت ہونا کہ در کھلتا نہیںجو یہاں آباد ہیں ان پر بھی گھر کھلتا نہیںajnabī hairān mat honā ke dar khultā nahīñjo yahāñ ābād haiñ un par bhī ghar khultā nahīñ
- اس عالم حیرت و عبرت میں کچھ بھی تو سراب نہیں ہوتاکوئی نیند مثال نہیں بنتی کوئی لمحہ خواب نہیں ہوتاis ālam hairat-o-ibrat meñ kuchh bhī to sarāb nahīñ hotākoī nīnd misāl nahīñ bantī koī lamha ḳhvāb nahīñ hotā
- اک گھڑی وصل کی بے وصل ہوئی ہے مجھ میںکس کے آنے کی خبر قتل ہوئی ہے مجھ میںik ghaṛī vasl kī be vasl huī hai mujh meñkis ke āne kī ḳhabar qatl huī hai mujh meñ
- اے شب ہجر اب مجھے صبح وصال چاہئےتازہ غزل کے واسطے تازہ خیال چاہئےai shab-e-hijr ab mujhe sub.h-e-visāl chāhiyetāza ġhazal ke vāste tāza ḳhayāl chāhiye
- بدل گیا ہے سبھی کچھ اس ایک ساعت میںذرا سی دیر ہمیں ہو گئی تھی عجلت میںbadal gayā hai sabhī kuchh us ek sā.at meñzarā sī der hameñ ho ga.ī thī ujlat meñ
- بس اک رستہ ہے اک آواز اور ایک سایا ہےیہ کس نے آ کے گہری نیند سے مجھ کو جگایا ہےbas ik rasta hai ik āvāz aur ek sāyā haiye kis ne ā ke gahrī nīnd se mujh ko jagāyā hai
- پھر جی اٹھے ہیں جس سے وہ امکان تم نہیںاب جو بھی کر رہا ہے یہ احسان تم نہیںphir jī uṭhe haiñ jis se vo imkān tum nahīñab jo bhī kar rahā hai ye ehsān tum nahīñ
- تارے جو کبھی اشک فشانی سے نکلتےہم چاند اٹھائے ہوئے پانی سے نکلتےtāre jo kabhī ashk fishānī se nikalteham chānd uṭhā.e hue pānī se nikalte
- تجھ سے بڑھ کر کوئی پیارا بھی نہیں ہو سکتاپر ترا ساتھ گوارا بھی نہیں ہو سکتاtujh se baṛh kar koī pyārā bhī nahīñ ho saktāpar tirā sāth gavārā bhī nahīñ ho saktā
- تم نے سچ بولنے کی جرأت کییہ بھی توہین ہے عدالت کیtum ne sach bolne kī jur.at kīye bhī tauhīn hai adālat kī
- تو سورج ہے تیری طرف دیکھا نہیں جا سکتالیکن دیکھنے والوں کو روکا نہیں جا سکتاtū sūraj hai terī taraf dekhā nahīñ jā saktālekin dekhne vāloñ ko rokā nahīñ jā saktā
- چراغ یاد کی لو ہم سفر کہاں تک ہےیہ روشنی مری دہلیز پر کہاں تک ہےcharāġh yād kī lau ham safar kahāñ tak haiye raushnī mirī dahlīz par kahāñ tak hai
- چشم بے خواب ہوئی شہر کی ویرانی سےدل اترتا ہی نہیں تخت سلیمانی سےchashm-e-be ḳhvāb huī shahr kī vīrānī sedil utartā hī nahīñ taḳht-e-sulaimānī se
- دست دعا کو کاسۂ سائل سمجھتے ہوتم دوست ہو تو کیوں نہیں مشکل سمجھتے ہوdast-e-duā ko kāsa-e-sā.il samajhte hotum dost ho to kyūñ nahīñ mushkil samajhte ho
- دل تجھے ناز ہے جس شخص کی دل داری پردیکھ اب وہ بھی اتر آیا اداکاری پرdil tujhe nāz hai jis shaḳhs kī dil dārī pardekh ab vo bhī utar āyā adākārī par
- دل سیماب صفت پھر تجھے زحمت دوں گادور افتادہ زمینوں کی مسافت دوں گاdil-e-sīmāb sifat phir tujhe zahmat dūñgādūr uftāda zamīnoñ kī masāfat dūñgā
- ڈوبنے والے بھی تنہا تھے تنہا دیکھنے والے تھےجیسے اب کے چڑھے ہوئے تھے دریا دیکھنے والے تھےḍūbne vāle bhī tanhā the tanhā dekhne vāle thejaise ab ke chaṛhe hue the dariyā dekhne vāle the
- سراسر نفع تھا لیکن خسارہ جا رہا ہےتو کیا جیتی ہوئی بازی کو ہارا جا رہا ہےsarāsar naf.a thā lekin ḳhasāra jā rahā haito kyā jītī huī bāzī ko hārā jā rahā hai
- سفر کی ابتدا ہوئی کہ تیرا دھیان آ گیامری زمیں کے سامنے اک آسمان آ گیاsafar kī ibtidā huī ke terā dhyān ā gayāmirī zamīñ ke sāmne ik āsmān ā gayā
- طلسم خانۂ اسباب میرے سامنے تھامرا ہی دیکھا ہوا خواب میرے سامنے تھاtilism-e-ḳhāna-e-asbāb mere sāmne thāmirā hī dekhā huā ḳhvāb mere sāmne thā
- قربتیں ہوتے ہوئے بھی فاصلوں میں قید ہیںکتنی آزادی سے ہم اپنی حدوں میں قید ہیںqurbateñ hote hue bhī fāsloñ meñ qaid haiñkitnī āzādī se ham apnī hadoñ meñ qaid haiñ
- کبھی ستارے کبھی کہکشاں بلاتا ہےہمیں وہ بزم میں اپنی کہاں بلاتا ہےkabhī sitāre kabhī kahkashāñ bulātā haihameñ vo bazm maiñ apnī kahāñ bulātā hai
- کبھی موسم ساتھ نہیں دیتے کبھی بیل منڈیر نہیں چڑھتیلیکن یہاں وقت بدلنے میں ایسی کوئی دیر نہیں لگتیkabhī mausam sāth nahīñ dete kabhī bel munḍer nahīñ chaṛhtīlekin yahāñ vaqt badalne meñ aisī koī der nahīñ lagtī
- کچھ بھی تھا سچ کے طرف دار ہوا کرتے تھےتم کبھی صاحب کردار ہوا کرتے تھےkuchh bhī thā sach ke taraf dār huā karte thetum kabhī sāhab-e-kirdār huā karte the
- کس کی تحویل میں تھے کس کے حوالے ہوئے لوگچشم گریہ میں رہے دل سے نکالے ہوئے لوگkis kī tahvīl meñ the kis ke havāle hue logchashm-e-girya meñ rahe dil se nikāle hue log
- کوئی سچے خواب دکھاتا ہے پر جانے کون دکھاتا ہےمجھے ساری رات جگاتا ہے پر جانے کون جگاتا ہےkoī sachche ḳhvāb dikhātā hai par jāne kaun dikhātā haimujhe sārī rāt jagātā hai par jāne kaun jagātā hai
- کوئی یاد ہی رخت سفر ٹھہرے کوئی راہ گزر انجانی ہوجب تک مری عمر جوان رہے اور یہ تصویر پرانی ہوkoī yād hī raḳht-e-safar ṭhahre koī rāh guzar anjānī hojab tak mirī umr javān rahe aur ye tasvīr purānī ho
- کہانی لکھتے ہوئے داستاں سناتے ہوئےوہ سو گیا ہے مجھے خواب سے جگاتے ہوئےkahānī likhte hue dāstāñ sunāte huevo so gayā hai mujhe ḳhvāb se jagāte hue
- کہیں تم اپنی قسمت کا لکھا تبدیل کر لیتےتو شاید ہم بھی اپنا راستہ تبدیل کر لیتےkahīñ tum apnī qismat kā likhā tabdīl kar leteto shāyad ham bhī apnā rāsta tabdīl kar lete
- کیا بتائیں فصل بے خوابی یہاں بوتا ہے کونجب در و دیوار جلتے ہوں تو پھر ہوتا ہے کونkyā batā.eñ fasl-e-be ḳhvābī yahāñ botā hai kaunjab dar-o-dīvār jalte hūñ to phir hotā hai kaun
- کیسے ہنگامۂ فرصت میں ملے ہیں تجھ سےہم بھرے شہر کی خلوت میں ملے ہیں تجھ سےkaise hangāma-e-fursat meñ mile haiñ tujh seham bhare shahr kī ḳhalvat meñ mile haiñ tujh se
- لو کو چھونے کی ہوس میں ایک چہرہ جل گیاشمع کے اتنے قریب آیا کہ سایا جل گیاlo ko chhūne kī havas meñ ek chehra jal gayāsham.a ke itne qarīb āyā ke sāyā jal gayā
- ملاقاتوں کا ایسا سلسلہ رکھا ہے تم نےبدن کیا روح میں بھی رت جگا رکھا ہے تم نےmulāqātoñ kā aisā silsila rakhā hai tum nebadan kyā rūh meñ bhī rut jagā rakhā hai tum ne
- ملنا نہ ملنا ایک بہانہ ہے اور بستم سچ ہو باقی جو ہے فسانہ ہے اور بسmilnā na milnā ek bahāna hai aur bastum sach ho bāqī jo hai fasāna hai aur bas
- مہلت نہ ملی خواب کی تعبیر اٹھاتےہم مارے گئے ٹوٹے ہوئے تیر اٹھاتےmohlat na milī ḳhvāb kī ta.abīr uṭhāteham māre ga.e ṭūṭe hue tīr uṭhāte
- میں اسے تجھ سے ملا دیتا مگر دل میرےمیرے کچھ کام نہیں آئے وسائل میرےmaiñ use tujh se milā detā magar dil meremere kuchh kām nahīñ ā.e vasā.il mere
- میں خیال ہوں کسی اور کا مجھے سوچتا کوئی اور ہےسر آئینہ مرا عکس ہے پس آئینہ کوئی اور ہےmaiñ ḳhayāl hūñ kisī aur kā mujhe sochtā koī aur haisar-e-ā.īna mirā aks hai pas-e-ā.īna koī aur hai
- نہ اس طرح کوئی آیا ہے اور نہ آتا ہےمگر وہ ہے کہ مسلسل دیئے جلاتا ہےna is tarah koī āyā hai aur na ātā haimagar vo hai ke musalsal diye jalātā hai
- نہ کوئی نام و نسب ہے نہ گوشوارہ مرابس اپنی آب و ہوا ہی پہ ہے گزارہ مراna koī nām-o-nasab hai na goshvāra mirābas apnī āb-o-havā hī pe hai guzāra mirā
- وہ آنکھیں جن سے ملاقات اک بہانہ ہواانہیں خبر ہی نہیں کون کب نشانہ ہواvo ānkheñ jin se mulāqāt ik bahāna huāunheñ ḳhabar hī nahīñ kaun kab nishāna huā
- وہاں محفل نہ سجائی جہاں خلوت نہیں کیاس کو سوچا ہی نہیں جس سے محبت نہیں کیvahāñ mahfil na sajā.ī jahāñ ḳhalvat nahīñ kīus ko sochā hī nahīñ jis se mohabbat nahīñ kī
- وہ جو آئے تھے بہت منصب و جاگیر کے ساتھکیسے چپ چاپ کھڑے ہیں تری تصویر کے ساتھvo jo ā.e the bahut mansab-o-jāgīr ke sāthkaise chup chāp khaṛe haiñ tirī tasvīr ke sāth
- وہ جو ہم رہی کا غرور تھا وہ سواد راہ میں جل بجھاتو ہوا کے عشق میں گھل گیا میں زمیں کی چاہ میں جل بجھاvo jo ham rahī kā ġhurūr thā vo savād-e-rāh meñ jal bujhātū havā ke ishq meñ ghul gayā maiñ zamīñ kī chāh meñ jal bujhā
- یاد کہاں رکھنی ہے تیرا خواب کہاں رکھنا ہےدل میں یاد پھر آنکھوں میں مہتاب کہاں رکھنا ہےyād kahāñ rakhnī hai terā ḳhvāb kahāñ rakhnā haidil meñ yād phir ānkhoñ meñ mahtāb kahāñ rakhnā hai
- یہ لوگ جس سے اب انکار کرنا چاہتے ہیںوہ گفتگو در و دیوار کرنا چاہتے ہیںye log jis se ab inkār karnā chāhte haiñvo guftugū dar-o-dīvār karnā chāhte haiñ