Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saleem Kausar

Poems

  1. bahut dinoñ meñ kahīñ hijr māh-o-sāl ke ba.adrukā huā hai zamāna tire visāl ke ba.ad
  2. zoroñ pe salīm ab ke hai nafrat kā bahā.ojo bach ke nikal ā.egā tairāk vahī hai
  3. sā.e galī meñ jāgte rahte haiñ rāt bhartanhā.iyoñ kī oṭ se jhāñkā na kar mujhe
  4. vo jin ke naqsh-e-qadam dekhne meñ āte haiñab aise log to kam dekhne meñ āte haiñ