Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ali Sardar Jafri

علی سردار جعفری

1913–2000

Poems

  1. āndhiyāñ chaltī raheñ aflāk tharrāte raheapnā parcham ham bhī tūfānoñ meñ lahrāte rahe
  2. ā.e ham ġhālib-o-iqbāl ke naġhmāt ke ba.admushaf-e-ishq-o-junūñ husn kī āyāt ke ba.ad
  3. ab ā gayā hai jahāñ meñ to muskurātā jāchaman ke phūl diloñ ke kanval khilātā jā
  4. abhī aur tez kar le sar-e-ḳhanjar-e-adā komire ḳhūñ kī hai zarūrat tirī shoḳhī-e-hinā ko
  5. ik sub.h hai jo huī nahīñ haiik rāt hai jo kaṭī nahīñ hai
  6. uljhe kānṭoñ se ke khele gul-e-tar se pahlefikr ye hai ke sabā ā.e kidhar se pahle
  7. baiṭhe haiñ jahāñ sāqī paimāna-e-zar le karis bazm se uṭh ā.e ham dīda-e-tar le kar
  8. taḳhlīq pe fitrat kī guzartā hai gumāñ auris ādam-e-ḳhākī ne banāyā hai jahāñ aur
  9. tumhāre ejāz husn kī mere dil pe lākhoñ ināyateñ haiñtumhārī hī dīn mere zauq-e-nazar kī sārī latāfateñ haiñ
  10. chashm-e-bad mast ko phir sheva-e-dildārī dedil-e-āvāra ko paiġhām giraftārī de
  11. ḳhirad vālo junūñ vāloñ ke vīrānoñ meñ ā jā.odiloñ ke bāġh zaḳhmoñ ke gulistānoñ meñ ā jā.o
  12. ḳhūgar-e-rū-e-ḳhush jamāl haiñ hamnāz parvarda-e-visāl haiñ ham
  13. dil kī āg javānī ke ruḳhsāroñ ko dahkā.e haibahe pasīna mukhṛe par yā sūraj pighlā jā.e hai
  14. sitāroñ ke payām ā.e bahāroñ ke salām ā.ehazāroñ nāma hā-e-shauq ahl-e-dil ke kām ā.e
  15. sard haiñ dil ātish-e-rū-e-nigārāñ chāhiyeshola-e-rang-e-bahār-e-gul izārāñ chāhiye
  16. shāḳh-e-gul hai ke ye talvār khiñchī hai yārobāġh meñ kaisī huā āj chalī hai yāro
  17. shaboñ kī zulf kī rū-e-sahar kī ḳhair manā.onigār shams urūs-e-qamar kī ḳhair manā.o
  18. shikast-e-shauq ko takmīl-e-ārzū kahiyejo tishnagī ho to paimāna-o-subū kahiye
  19. sham.a kā mai kā shafaq zār kā gulzār kā rangsab haiñ aur sab se judā hai lab-e-dīdār kā rang
  20. sub.h har ujāle pe rāt kā gumāñ kyūñ haijal rahī hai kyā dhartī arsh pe dhuāñ kyūñ hai
  21. zulm kī kuchh mī.ād nahīñ haidād nahīñ fariyād nahīñ hai
  22. ishq kā naġhma junūñ ke sāz par gāte haiñ hamapne ġham kī ānch se patthar ko pighalite haiñ ham
  23. itr firdaus javāñ meñ ye basā.e hue honṭḳhūn gulrang bahārāñ meñ nahā.e hue honṭ
  24. aqīde bujh rahe haiñ sham-e-jāñ ġhul hotī jātī haimagar zauq-e-junūñ kī shola sāmānī nahīñ jātī
  25. faroġh-e-dīda-o-dil lāla-e-sahar kī tarahujālā ban ke raho sham-e-rah guzar kī tarah
  26. fasl-e-gul fasl-e-ḳhizāñ jo bhī ho ḳhush dil rahiyekoī mausam ho har ik rang meñ kāmil rahiye
  27. kām ab koī na ā.egā bas ik dil ke sivārāste band haiñ sab kūcha-e-qātil ke sivā
  28. kabhī ḳhandāñ kabhī giryāñ kabhī raqsā chaliyedūr tak sāth tire umr-e-gurezāñ chaliye
  29. kitnī āshā.oñ kī lāsheñ sūkheñ dil ke āngan meñkitne sūraj ḍūb ga.e haiñ chehroñ ke pīle pan meñ
  30. khule haiñ mashriq-o-maġhrib kī god meñ gulzārmagar ḳhizāñ ko muyassar nahīñ yaqīn-e-bahār
  31. laġhzish-e-gām liye laġhzish-e-mastāna liyeā.e ham bazm meñ phir jur.at-e-rindāna liye
  32. lo ke mausam meñ bahāroñ kī havā māñgte haiñham kaf-e-dast-e-ḳhizāñ par bhī hinā māñgte haiñ
  33. mastī-e-rindāna ham sairābī-e-mai ḳhāna hamgardish-e-taqdīr se haiñ gardish-e-paimāna ham
  34. mausam-e-rang bhī hai fasl-e-ḳhizāñ bhī tārīdekhnā ḳhūn ke dhabbe haiñ ke hai gulkārī
  35. maiñ jahāñ tum ko bulātā hūñ vahāñ tak ā.omerī nazroñ se guzar kar dil-o-jāñ tak ā.o
  36. naġhma-e-zanjīr hai aur shahr-e-yārāñ in dinoñhai bahut ahl-e-junūñ shor-e-bahārāñ in dinoñ
  37. vatan se dūr yārān-e-vatan kī yād ātī haiqafas meñ ham navāyān-e-chaman kī yād ātī hai
  38. vafūr-e-shauq kī rangīñ hikāyateñ mat pūchhlaboñ kā pyār nigah kī shikāyateñ mat pūchh
  39. vo mirī dost vo hamdard vo ġham ḳhvār ānkheñek ma.asūm mohabbat kī gunah gār ānkheñ
  40. vahī husn-e-yār meñ hai vahī lāla zār meñ haivo jo kaifiyat nashe kī mai ḳhush gavār meñ hai
  41. vahī hai vahshat vahī hai nafrat āḳhir us kā kyā hai sababinsāñ insāñ bahut raṭā hai insāñ insāñ banegā kab
  42. ham jo mahfil meñ tirī sīna figār āte haiñrang bar dosh-e-gulistāñ ba kanār āte haiñ
  43. yād ā.e haiñ ahd-e-junūñ ke khoe hue dil dār bahutun se dūr basā.ī bastī jin se hameñ thā pyār bahut
  44. ye be kis-o-be qarār chehresadiyoñ ke ye sogvār chehre
  45. ā rahā hai ik sitāra āsmāñ se ṭūṭ kardauṛtā apne junūñ kī rāh par dīvāna vār
  46. ab bhī raushan haiñ vahī dast-e-hinā ālūdareg-e-sahrā hai na qadmoñ ke nishāñ bāqī haiñ
  47. abhī abhī mirī be ḳhvābiyoñ ne dekhī haifazā-e-shab meñ sitāroñ kī āḳhirī parvāz
  48. uṭho hind ke bāġhbāno uṭhouṭho inqilābī javāno uṭho
  49. us pe bhūle ho ke har dil ko kuchal ḍālā haius pe bhūle ho ke har gul ko masal ḍālā hai
  50. ai mire hasīñ ḳhvābotum kahāñ se ā.e ho