Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ali Sardar Jafri

علی سردار جعفری

1913–2000

Poems

  1. ā rahā hai ik sitāra āsmāñ se ṭūṭ kardauṛtā apne junūñ kī rāh par dīvāna vār
  2. ab bhī raushan haiñ vahī dast-e-hinā ālūdareg-e-sahrā hai na qadmoñ ke nishāñ bāqī haiñ
  3. abhī abhī mirī be ḳhvābiyoñ ne dekhī haifazā-e-shab meñ sitāroñ kī āḳhirī parvāz
  4. uṭho hind ke bāġhbāno uṭhouṭho inqilābī javāno uṭho
  5. us pe bhūle ho ke har dil ko kuchal ḍālā haius pe bhūle ho ke har gul ko masal ḍālā hai
  6. ai mire hasīñ ḳhvābotum kahāñ se ā.e ho
  7. bahār-e-husn javāñ marg sūrat-e-gul-e-tarmisāl-e-ḳhār magar umr dard-e-ishq darāz
  8. bahut qarīb ho tum phir bhī mujh se kitnī dūrke dil kahīñ hai nazar hai kahīñ kahīñ tum ho
  9. pūchhtā hai to ke kab aur kis tarah ātī hūñ maiñgod meñ nākāmiyoñ ke parvarish pātī hūñ maiñ
  10. tum nahīñ ā.e the jab tab bhī to maujūd the tumānkh meñ nūr kī aur dil meñ lahū kī sūrat
  11. tumhārā shahr tumhāre badan kī ḳhushbū semahak rahā thā, har ik bām tum se raushan thā
  12. tumhārā hāth baṛhā hai jo dostī ke liyemire liye hai vo ik yār ġham gusār kā hāth
  13. tū mujhe itne pyār se mat dekhterī palkoñ ke narm sā.e meñ
  14. tīrgī ke siyāh ġhāroñ seshahparoñ kī sadā.eñ ātī haiñ
  15. ḳhvāb ab husn-e-tasavvur ke ufuq se haiñ paredil ke ik jazba-e-ma.asūm ne dekhe the jo ḳhvāb
  16. dil pe jab hotī hai yādoñ kī sunahrī bārishsāre bīte hue lamhoñ ke kanval khulte haiñ
  17. dil ko be tāb rakhtī hai ik ārzūkam hai ye vusat-e-ālam-e-rang-o-bū
  18. zikr nahīñ ye farzānoñ kāqissa hai ik dīvānoñ kā
  19. rāt ḳhūbsūrat hainīnd kyūñ nahīñ ātī
  20. shafaq ke rang meñ hai qatl āftāb kā rangufuq ke dil meñ hai ḳhanjar lahū luhān hai shām
  21. kal ek to hogī aur ik maiñkoī raqīb-e-rafīq sūrat
  22. khaṛā hai kaun ye pairāhan-e-sharar pahnebadan hai chūr to māthe se ḳhūn jārī hai
  23. khel khilaune pahle kyā thenām suno tum bachcho kuchh ke
  24. guftugū band na hobāt se bāt chale
  25. lahū pukārtā haihar taraf pukārtā hai
  26. māñ hai resham ke kārḳhāne meñbāp masrūf sotī mil meñ hai
  27. mirī ragoñ meñ chahakte hue lahū ko sunohazāroñ lākhoñ sitāroñ ne sāz chheṛā hai
  28. mire azīzo, mire rafīqomirī kamevnizam se ho ḳhā.if
  29. ma.alūm nahīñ zehn kī parvāz kī zad meñsarsabz ummīdoñ kā chaman hai ke nahīñ hai
  30. manā.o jashn-e-mohabbat ke ḳhūñ kī bū na rahībaras ke khul ga.e bārūd ke siyah bādal
  31. mere darvāze se ab chānd ko ruḳhsat kar dosāth āyā hai tumhāre jo tumhāre ghar se
  32. maiñ ke hūñ pyās ke dariyā kī taṛaptī huī maujpī chukā hūñ maiñ samundar kā samundar phir bhī
  33. hamārī pyārī zabān-e-urdūhamārī naġhmoñ kī jān urdū
  34. hamchau sabza bārhā roīda aimphir ik din aisā ā.egā
  35. ye ādmī kī guzar gāh shāhrāh-e-hayāthazāroñ sāl kā bār-e-girāñ uṭhā.e hue
  36. ye kis ne fon pe dī sāl-e-nau kī tahniyat mujh kotamannā raqs kartī hai taḳhayyul gungunātā hai