Poet
Munir Niazi
منیر نیازی1928–2006Born in HoshiarpurDied in Lahore
Munir Niazi wrote poetry in Urdu and Punjabi. After Partition his family settled in Sahiwal, where he started the weekly Saat Rang; he later moved to Lahore, founded the publishing house Al-Misal and wrote film songs. His poems use images of forests, dreams and fear, and his books include Tez Hawa Aur Tanha Phool and Jungle Mein Dhanak. He received the Pride of Performance and the Sitara-e-Imtiaz.
Writes about
- Nostalgia
- Dreams
- Fear
- Romance
- Myth
Poems
- آ گئی یاد شام ڈھلتے ہیبجھ گیا دل چراغ جلتے ہیā ga.ī yād shām ḍhalte hībujh gayā dil charāġh jalte hī
- آئنہ اب جدا نہیں کرتاقید میں ہوں رہا نہیں کرتاā.īna ab judā nahīñ kartāqaid meñ hūñ rahā nahīñ kartā
- آئی ہے اب یاد کیا رات اک بیتے سال کییہی ہوا تھی باغ میں یہی صدا گھڑیال کیā.ī hai ab yād kyā rāt ik bīte sāl kīyahī huā thī bāġh meñ yahī sadā ghaṛyāl kī
- ابھی مجھے اک دشت صدا کی ویرانی سے گزرنا ہےایک مسافت ختم ہوئی ہے ایک سفر ابھی کرنا ہےabhī mujhe ik dasht sadā kī vīrānī se guzarnā haiek masāfat ḳhatm huī hai ek safar abhī karnā hai
- اپنا تو یہ کام ہے بھائی دل کا خون بہاتے رہناجاگ جاگ کر ان راتوں میں شعر کی آگ جلاتے رہناapnā to ye kām hai bhā.ī dil kā ḳhūn bahāte rahnājāg jāg kar in rātoñ meñ sher kī āg jalāte rahnā
- اپنی ہی تیغ ادا سے آپ گھائل ہو گیاچاند نے پانی میں دیکھا اور پاگل ہو گیاapnī hī teġh-e-adā se āp ghāyal ho gayāchānd ne pānī meñ dekhā aur pāgal ho gayā
- اپنے گھر کو واپس جاؤ رو رو کر سمجھاتا ہےجہاں بھی جاؤں میرا سایہ پیچھے پیچھے آتا ہےapne ghar ko vāpas jā.o ro ro kar samjhātā haijahāñ bhī jā.ūñ merā sāya pīchhe pīchhe ātā hai
- اتنے خاموش بھی رہا نہ کروغم جدائی میں یوں کیا نہ کروitne ḳhāmosh bhī rahā na karoġham judā.ī meñ yūñ kiyā na karo
- اس سمت مجھ کو یار نے جانے نہیں دیااک اور شہر یار میں آنے نہیں دیاus samt mujh ko yār ne jāne nahīñ diyāik aur shahr-e-yār meñ āne nahīñ diyā
- اس شہر سنگ دل کو جلا دینا چاہئےپھر اس کی خاک کو بھی اڑا دینا چاہئےis shahr-e-sang dil ko jalā denā chāhiyephir us kī ḳhāk ko bhī uṛā denā chāhiye
- اس شہر کے یہیں کہیں ہونے کا رنگ ہےاس خاک میں کہیں کہیں سونے کا رنگ ہےis shahr ke yahīñ kahīñ hone kā rang haiis ḳhāk meñ kahīñ kahīñ sone kā rang hai
- اس کا نقشہ ایک بے ترتیب افسانے کا تھایہ تماشا تھا یا کوئی خواب دیوانے کا تھاus kā naqsha ek be tartīb afsāne kā thāye tamāshā thā yā koī ḳhvāb dīvāne kā thā
- اشک رواں کی نہر ہے اور ہم ہیں دوستواس بے وفا کا شہر ہے اور ہم ہیں دوستوashk-e-ravāñ kī nahr hai aur ham haiñ dostous be vafā kā shahr hai aur ham haiñ dosto
- اک تیز تیر تھا کہ لگا اور نکل گیاماری جو چیخ ریل نے جنگل دہل گیاik tez tīr thā ke lagā aur nikal gayāmārī jo chīḳh rel ne jangal duhul gayā
- اک عالم ہجراں ہی اب ہم کو پسند آیایہ خانۂ ویراں ہی اب ہم کو پسند آیاik ālam hijrāñ hī ab ham ko pasand āyāye ḳhāna-e-vīrāñ hī ab ham ko pasand āyā
- اک مسافت پاؤں شل کرتی ہوئی سی خواب میںاک سفر گہرا مسلسل زردیٔ مہتاب میںik masāfat pā.oñ shil kartī huī sī ḳhvāb meñik safar gahrā musalsal zardī-e-mahtāb meñ
- اگا سبزہ در و دیوار پر آہستہ آہستہہوا خالی صداؤں سے نگر آہستہ آہستہugā sabza dar-o-dīvār par āhista āhistahavā ḳhālī sadā.oñ se nagar āhista āhista
- امتحاں ہم نے دیئے اس دار فانی میں بہترنج کھینچے ہم نے اپنی لا مکانی میں بہتimtihāñ ham ne diye is dār fānī meñ bahutranj khīñche ham ne apnī lā makānī meñ bahut
- ان سے نین ملا کے دیکھویہ دھوکا بھی کھا کے دیکھوun se nain milā ke dekhoye dhokā bhī khā ke dekho
- اور ہیں کتنی منزلیں باقیجان کتنی ہے جسم میں باقیaur haiñ kitnī manzileñ bāqījān kitnī hai jism meñ bāqī
- ایک میں اور اتنے لاکھوں سلسلوں کے سامنےایک صوت گنگ جیسے گنبدوں کے سامنےek maiñ aur itne lākhoñ silsiloñ ke sāmneek saut-e-gang jaise gumbadoñ ke sāmne
- ایک نگر کے نقش بھلا دوں ایک نگر ایجاد کروںایک طرف خاموشی کر دوں ایک طرف آباد کروںek nagar ke naqsh bhulā dūñ ek nagar ījād karūñek taraf ḳhāmoshī kar dūñ ek taraf ābād karūñ
- بس ایک ماہ جنوں خیز کی ضیا کے سوانگر میں کچھ نہیں باقی رہا ہوا کے سواbas ek māh-e-junūñ ḳhez kī ziyā ke sivānagar meñ kuchh nahīñ bāqī rahā havā ke sivā
- بیٹھ جاتا ہے وہ جب محفل میں آ کے سامنےمیں ہی بس ہوتا ہوں اس کی اس ادا کے سامنےbaiṭh jātā hai vo jab mahfil meñ ā ke sāmnemaiñ hī bas hotā hūñ us kī is adā ke sāmne
- بے چین بہت پھرنا گھبرائے ہوئے رہنااک آگ سی جذبوں کی دہکائے ہوئے رہناbe chain bahut phirnā ghabrā.e hue rahnāik āg sī jazboñ kī dahkā.e hue rahnā
- بے حقیقت دوریوں کی داستاں ہوتی گئییہ زمیں مثل سراب آسماں ہوتی گئیbe haqīqat dūriyoñ kī dāstāñ hotī ga.īye zamīñ misl-e-sarāb-e-āsmāñ hotī ga.ī
- بے خیالی میں یوں ہی بس اک ارادہ کر لیااپنے دل کے شوق کو حد سے زیادہ کر لیاbe ḳhayālī meñ yūñ hī bas ik irāda kar liyāapne dil ke shauq ko had se ziyāda kar liyā
- بے گانگی کا ابر گراں بار کھل گیاشب میں نے اس کو چھیڑا تو وہ یار کھل گیاbe gāngī kā abr-e-girāñ bār khul gayāshab maiñ ne us ko chheṛā to vo yār khul gayā
- پھول تھے بادل بھی تھا اور وہ حسیں صورت بھی تھیدل میں لیکن اور ہی اک شکل کی حسرت بھی تھیphūl the bādal bhī thā aur vo hasīñ sūrat bhī thīdil meñ lekin aur hī ik shakl kī hasrat bhī thī
- پی لی تو کچھ پتہ نہ چلا وہ سرور تھاوہ اس کا سایہ تھا کہ وہی رشک حور تھاpī lī to kuchh pata na chalā vo surūr thāvo us kā sāya thā ke vahī rashk-e-hūr thā
- تجھ سے بچھڑ کر کیا ہوں میں اب باہر آ کر دیکھہمت ہے تو میری حالت آنکھ ملا کر دیکھtujh se bichhaṛ kar kyā hūñ maiñ ab bāhar ā kar dekhhimmat hai to merī hālat ānkh milā kar dekh
- تھکن سے راہ میں چلنا محال بھی ہے مجھےکمال پر بھی تھا میں ہی زوال بھی ہے مجھےthakan se rāh meñ chalnā muhāl bhī hai mujhekamāl par bhī thā maiñ hī zavāl bhī hai mujhe
- تھکے لوگوں کو مجبوری میں چلتے دیکھ لیتا ہوںمیں بس کی کھڑکیوں سے یہ تماشے دیکھ لیتا ہوںthake logoñ ko majbūrī meñ chalte dekh letā hūñmaiñ bas kī khiṛkiyoñ se ye tamāshe dekh letā hūñ
- تھی جس کی جستجو وہ حقیقت نہیں ملیان بستیوں میں ہم کو رفاقت نہیں ملیthī jis kī justujū vo haqīqat nahīñ milīin bastiyoñ meñ ham ko rifāqat nahīñ milī
- جب بھی گھر کی چھت پر جائیں ناز دکھانے آ جاتے ہیںکیسے کیسے لوگ ہمارے جی کو جلانے آ جاتے ہیںjab bhī ghar kī chhat par jā.eñ nāz dikhāne ā jāte haiñkaise kaise log hamāre jī ko jalāne ā jāte haiñ
- جفائیں دور تک جاتی ہیں کم آباد شہروں میںوفائیں دور تک جاتی ہیں کم آباد شہروں میںjafā.eñ dūr tak jātī haiñ kam ābād shahroñ meñvafā.eñ dūr tak jātī haiñ kam ābād shahroñ meñ
- جو دیکھے تھے جادو ترے ہات کےہیں چرچے ابھی تک اسی بات کےjo dekhe the jādū tire hāt kehaiñ charche abhī tak isī bāt ke
- جو مجھے بھلا دیں گے میں انہیں بھلا دوں گاسب غرور ان کا میں خاک میں ملا دوں گاjo mujhe bhulā deñge meñ unheñ bhulā dūñgāsab ġhurūr un kā maiñ ḳhāk meñ milā dūñgā
- چاند نکلا ہے سر قریۂ ظلمت دیکھوہو گئی کیسی سیہ خانوں کی رنگت دیکھوchānd niklā hai sar-e-qarya-e-zulmat dekhoho ga.ī kaisī siyah ḳhānoñ kī rangat dekho
- چمن میں رنگ بہار اترا تو میں نے دیکھانظر سے دل کا غبار اترا تو میں نے دیکھاchaman meñ rang-e-bahār utrā to maiñ ne dekhānazar se dil kā ġhubār utrā to maiñ ne dekhā
- خلش ہجر دائمی نہ گئیتیرے رخ سے یہ بے رخی نہ گئیḳhalish-e-hijr dā.imī na ga.ītere ruḳh se ye be ruḳhī na ga.ī
- خمار شب میں اسے میں سلام کر بیٹھاجو کام کرنا تھا مجھ کو وہ کام کر بیٹھاḳhumār-e-shab meñ use maiñ salām kar baiṭhājo kām karnā thā mujh ko vo kām kar baiṭhā
- خواب و خیال گل سے کدھر جائے آدمیاک گلشن ہوا ہے جدھر جائے آدمیḳhvāb-o-ḳhayāl-e-gul se kidhar jā.e ādmīik gulshan huā hai jidhar jā.e ādmī
- خیال جس کا تھا مجھے خیال میں ملا مجھےسوال کا جواب بھی سوال میں ملا مجھےḳhayāl jis kā thā mujhe ḳhayāl meñ milā mujhesavāl kā javāb bhī savāl meñ milā mujhe
- خیال یکتا میں خواب اتنےسوال تنہا جواب اتنےḳhayāl yaktā maiñ ḳhvāb itnesavāl tanhā javāb itne
- دشت باراں کی ہوا سے پھر ہرا سا ہو گیامیں فقط خوشبو سے اس کی تازہ دم سا ہو گیاdasht-e-bārāñ kī havā se phir harā sā ho gayāmaiñ faqat ḳhushbū se us kī tāza dam sā ho gayā
- دل جل رہا تھا غم سے مگر نغمہ گر رہاجب تک رہا میں ساتھ مرے یہ ہنر رہاdil jal rahā thā ġham se magar naġhma gir rahājab tak rahā maiñ sāth mire ye hunar rahā
- دل خوف میں ہے عالم فانی کو دیکھ کرآتی ہے یاد موت کی پانی کو دیکھ کرdil ḳhauf meñ hai ālam-e-fānī ko dekh karātī hai yād maut kī pānī ko dekh kar
- دل عجب مشکل میں ہے اب اصل رستے کی طرفیاد پیچھے کھینچتی ہے آس آگے کی طرفdil ajab mushkil meñ hai ab asl raste kī tarafyād pīchhe khīñchtī hai ās āge kī taraf
- دل کا سفر بس ایک ہی منزل پہ بس نہیںاتنا خیال اس کا ہمیں اس برس نہیںdil kā safar bas ek hī manzil pe bas nahīñitnā ḳhayāl us kā hameñ is baras nahīñ