Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Munir Niazi

منیر نیازی

1928–2006Born in HoshiarpurDied in Lahore

Munir Niazi wrote poetry in Urdu and Punjabi. After Partition his family settled in Sahiwal, where he started the weekly Saat Rang; he later moved to Lahore, founded the publishing house Al-Misal and wrote film songs. His poems use images of forests, dreams and fear, and his books include Tez Hawa Aur Tanha Phool and Jungle Mein Dhanak. He received the Pride of Performance and the Sitara-e-Imtiaz.

Writes about

  • Nostalgia
  • Dreams
  • Fear
  • Romance
  • Myth

Poems

  1. āj kā din kaise guzregā kal guzregā kaisekal jo pareshānī meñ bītā vo bhūlegā kaise
  2. us ke reshameñ kapṛe haiñ yā tez havā kā zorchhin chhin kartī pāzebeñ haiñ yā pattoñ kā shor
  3. ik aur ghar bhī thā mirājis meñ maiñ rahtā thā kabhī
  4. ik parda kālī maḳhmal kā ānkhoñ par chhāne lagtā haiik bhanvar hazāroñ shakloñ kā dil ko dahlāne lagtā hai
  5. ik kalī gulāb kīkūcha-e-chaman meñ hai
  6. in dinoñ ye hālat hai merī ḳhvāb-e-hastī meñphir rahā hūñ maiñ jaise ik ḳharāb bastī meñ
  7. ai shahr-e-be misāl tire bām-o-dar kī ḳhairai husn lā zavāl tire bām-o-dar kī ḳhair
  8. pare se dekho to sirf ḳhushbū qarīb jā.o to ik nagar haitilismī rangoñ se bhīgte ghar nisā.ī sānsoñ se band galiyāñ
  9. pahlī bāt hī āḳhirī thīis se āge baṛhī nahīñ
  10. phailtī hai shām dekho ḍūbtā hai din ajabāsmāñ par rang dekho ho gayā kaisā ġhazab
  11. thoṛī der ko sāth rahe kisī dhundle shahr ke naqshe parhāth meñ hāth diye ghūme kahīñ dūr darāz ke raste par
  12. teġh lahū meñ ḍūbī thī aur peṛ ḳhushī se jhūmā thābād-e-bahārī chalī jhūm ke jab us ne mujh ko dekhā thā
  13. jab ban siyāh rāt ke tāroñ se bhar ga.ekunj-e-chaman meñ chamke shagūfe na.e na.e
  14. jab merā jī chāhe meñ jādū ke khel dikhā saktā hūñāndhī ban kar chal saktā hūñ bādal ban kar chhā saktā hūñ
  15. chāroñ samt andherā ghap hai aur ghaṭā ghanghorvo kahtī hai kaun
  16. chhe rangoñ ke phūl khule haiñmere ghar ke āge
  17. chhoṭā sā ik gā.oñ thā jis meñdiye the kam aur bahut andherā
  18. husn to bas do tarah kā ḳhūb lagtā hai mujheāg meñ jaltā huā
  19. dūr hī dūr rahī bas mujh sepās vo mere ā na sakī thī
  20. rāt be had chup hai aur us kā andherā sharmgīñshām paṛte hī damakte the jo rangoñ ke nagīñ
  21. rāt hai kitnī gahrī kālīdukh kī bāt sujhāne vālī
  22. sitāre jo damakte haiñkisī kī chashm-e-hairāñ meñ
  23. saṛkoñ pe be shumār gul ḳhūñ paṛe huepeṛoñ kī ḍāliyoñ se tamāshe jhaṛe hue
  24. shām kā bādal na.e na.e andāz dikhāyā kartā haikabhī vo nanhā bachcha ban kar mere sāmne ātā hai
  25. shahr ke makānoñ kesard sā.ibānoñ ke
  26. kuchh bāteñ an kahī rahne dokuchh bāteñ an sunī rahne do
  27. kisī kī sharbatī nazarkoī mahaktā pairahan
  28. kal vo milī jo bachpan meñ mere bhā.ī se khelā kartī thījāne tab kyā bāt thī is meñ mujh se bahut hī ḍartī thī
  29. kamre meñ ḳhāmoshī hai aur bāhar rāt bahut kālī haiūnche ūnche peṛoñ par siyāhī ne chhā.onī ḍālī hai
  30. kah bhī de ab vo sab bāteñjo dil meñ poshīda haiñ
  31. khulī saṛak vīrān paṛī thībahut ajab thī shām
  32. ghar thā yā koī aur jagah jahāñ maiñ ne rāt guzārī thīyād nahīñ ye huā bhī thā yā vahm hī kī ayyārī thī
  33. lākhoñ shakloñ ke mele meñ tanhā rahnā merā kāmbhes badal kar dekhte rahnā tez havā.oñ kā kohrām
  34. muñh dho kar jab us ne muṛ kar merī jānib dekhāmujh ko ye mahsūs huā jaise koī bijlī chamkī hai
  35. mausam-e-sarmā kī bārish kā ye pahlā roz haidhund hai atrāf meñ sūraj ke ḳhvāb-e-garm par
  36. mere jism meñ zahr hai terāmerā dil hai terā ghar
  37. maiñ us kī ānkhoñ ko dekhtā rahtā hūñmagar merī samajh meñ kuchh nahīñ ātā
  38. maiñ bhī dil ke bahlāne ko kyā kyā savāng rachitā hūñsāyoñ ke jhurmuṭ meñ baiṭhā sukh kī sej sajātā hūñ
  39. maiñ hūñ ek ajīb saperānāg pālnā kām hai merā
  40. na to haqīqat hai aur na maiñaur na terī merī vafā ke qisse
  41. vo ḳhūbsūrat laṛkiyāñdasht-e-vafā kī harniyāñ