
Poet
Akbar Allahabadi
اکبر الہ آبادی1846–1921Born in BaraDied in Allahabad
Syed Akbar Hussain, known as Akbar Allahabadi, began as a clerk and rose through the judicial service to become a judge, receiving the title Khan Bahadur. He is known for satirical and humorous verse that mocks the blind imitation of Western ways and defends Eastern values. He came to be called Lisan-ul-Asr, and his ghazal Hungama Hai Kyon Barpa was popularised in song by Ghulam Ali.
Writes about
- Satire
- Humour
- Western culture
- Eastern values
Poems
- آج آرائش گیسوئے دوتا ہوتی ہےپھر مری جان گرفتار بلا ہوتی ہےāj ārā.ish-e-gesū-e-dūtā hotī haiphir mirī jān giraftār-e-balā hotī hai
- آنکھیں مجھے تلووں سے وہ ملنے نہیں دیتےارمان مرے دل کے نکلنے نہیں دیتےānkheñ mujhe talvoñ se vo milne nahīñ detearmān mire dil ke nikalne nahīñ dete
- آہ جو دل سے نکالی جائے گیکیا سمجھتے ہو کہ خالی جائے گیāh jo dil se nikālī jā.egīkyā samajhte ho ke ḳhālī jā.egī
- آئی ہوگی کسی کو ہجر میں موتمجھ کو تو نیند بھی نہیں آتیā.ī hogī kisī ko hijr meñ mautmujh ko to nīnd bhī nahīñ ātī
- اپنی گرہ سے کچھ نہ مجھے آپ دیجئےاخبار میں تو نام مرا چھاپ دیجئےapnī girah se kuchh na mujhe āp dījiyeaḳhbār meñ to nām mirā chhāp dījiye
- اپنی مرضی کے موافق دہر کو کیوں کر کروںبے حد آتا ہے مجھے غصہ مگر کس پر کروںapnī marzī ke mūāfiq dahr ko kyūñ kar karūñbe had ātā hai mujhe ġhussa magar kis par karūñ
- اپنے پہلو سے وہ غیروں کو اٹھا ہی نہ سکےان کو ہم قصۂ غم اپنا سنا ہی نہ سکےapne pahlū se vo ġhairoñ ko uṭhā hī na sakeun ko ham qissa-e-ġham apnā sunā hī na sake
- اس میں عکس آپ کا اتاریں گےدل کو اپنے یوں ہیں سنواریں گےis meñ aks āp kā utāreñgedil ko apne yūñ haiñ sañvāreñge
- اک بوسہ دیجئے مرا ایمان لیجئےگو بت ہیں آپ بہر خدا مان لیجئےik bosa dījiye mirā īmān lījiyego but haiñ āp bahr-e-ḳhudā mān lījiye
- اگر دل واقف نیرنگیٔ طبع صنم ہوتازمانہ کی دو رنگی کا اسے ہرگز نہ غم ہوتاagar dil vāqif nairangī-e-tab-e-sanam hotāzamāna kī do rangī kā use hargiz na ġham hotā
- الجھا نہ مرے آج کا دامن کبھی کل سےمانگی نہ مرے دل نے مدد طول امل سےuljhā na mire āj kā dāman kabhī kal semāñgī na mire dil ne madad tūl-e-amal se
- امید ٹوٹی ہوئی ہے میری جو دل مرا تھا وہ مر چکا ہےجو زندگانی کو تلخ کر دے وہ وقت مجھ پر گزر چکا ہےumīd ṭūṭī huī hai merī jo dil mirā thā vo mar chukā haijo zindagānī ko talḳh kar de vo vaqt mujh par guzar chukā hai
- ان دنوں یار کے کچھ ذہن نشیں اور بھی ہےجانتا ہے کہ نشست ان کی کہیں اور بھی ہےin dinoñ yār ke kuchh zehn nashīñ aur bhī haijāntā hai ke nashist un kī kahīñ aur bhī hai
- انہیں شوق عبادت بھی ہے اور گانے کی عادت بھینکلتی ہیں دعائیں ان کے منہ سے ٹھمریاں ہو کرunheñ shauq-e-ibādat bhī hai aur gāne kī ādat bhīnikaltī haiñ duā.eñ un ke muñh se ṭhumriyāñ ho kar
- انہیں نگاہ ہے اپنے جمال ہی کی طرفنظر اٹھا کے نہیں دیکھتے کسی کی طرفunheñ nigāh hai apne jamāl hī kī tarafnazar uṭhā ke nahīñ dekhte kisī kī taraf
- باغ دنیا میں نظر غم ناک ہو کر رہ گئیرنگ بدلے خاک نے پھر خاک ہو کر رہ گئیbāġh duniyā meñ nazar ġham nāk ho kar rah ga.īrang badle ḳhāk ne phir ḳhāk ho kar rah ga.ī
- بٹھائی جائیں گی پردے میں بیبیاں کب تکبنے رہو گے تم اس ملک میں میاں کب تکbiṭhā.ī jā.eñgī parde meñ bebayāñ kab takbane rahoge tum is mulk meñ miyāñ kab tak
- بہت رہا ہے کبھی لطف یار ہم پر بھیگزر چکی ہے یہ فصل بہار ہم پر بھیbahut rahā hai kabhī lutf-e-yār ham par bhīguzar chukī hai ye fasl-e-bahār ham par bhī
- بے تکلف بوسۂ زلف چلےپا لیجئےنقد دل موجود ہے پھر کیوں نہ سودا لیجئےbe takalluf bosa-e-zulf-e-chalepā lījiyenaqd-e-dil maujūd hai phir kyūñ na saudā lījiye
- بے نالہ و فریاد و فغاں رہ نہیں سکتےقہر اس پہ یہ ہے اس کا سبب کہہ نہیں سکتےbe nāla-o-fariyād-o-fuġhāñ rah nahīñ sakteqahr us pe ye hai us kā sabab kah nahīñ sakte
- پھر گئی آپ کی دو دن میں طبیعت کیسییہ وفا کیسی تھی صاحب یہ مروت کیسیphir ga.ī āp kī do din meñ tabī.at kaisīye vafā kaisī thī sāhab ye muravvat kaisī
- تری زلفوں میں دل الجھا ہوا ہےبلا کے پیچ میں آیا ہوا ہےtirī zulfoñ meñ dil uljhā huā haibalā ke pech meñ āyā huā hai
- تم نے بیمار محبت کو ابھی کیا دیکھاجو یہ کہتے ہوئے جاتے ہو کہ دیکھا دیکھاtum ne bīmār-e-mohabbat ko abhī kyā dekhājo ye kahte hue jāte ho ke dekhā dekhā
- تو نے جسے بنایا اس کو بگاڑ ڈالااے چرخ میں نے اپنی عرضی کو پھاڑ ڈالاtū ne jise banāyā us ko bigāṛ ḍālāai charḳh maiñ ne apnī arzī ko phāṛ ḍālā
- تو وضع پر اپنی قائم رہ قدرت کی مگر تحقیر نہ کردے پائے نظر کو آزادی خودبینی کو زنجیر نہ کرtū vaz.a par apnī qā.im rah qudrat kī magar tahqīr na karde pā.e nazar ko āzādī ḳhudbīnī ko zanjīr na kar
- تیرا کوچہ نہ چھٹے گا ترے دیوانے سےاس کو کعبے سے نہ مطلب ہے نہ بت خانے سےterā kūcha na chhuṭegā tire dīvāne seus ko ka.abe se na matlab hai na but ḳhāne se
- جان ہی لینے کی حکمت میں ترقی دیکھیموت کا روکنے والا کوئی پیدا نہ ہواjān hī lene kī hikmat meñ taraqqī dekhīmaut kā rokne vālā koī paidā na huā
- جب یاس ہوئی تو آہوں نے سینے سے نکلنا چھوڑ دیااب خشک مزاج آنکھیں بھی ہوئیں دل نے بھی مچلنا چھوڑ دیاjab yās huī to āhoñ ne sīne se nikalnā chhoṛ diyāab ḳhushk mizāj ānkheñ bhī huīñ dil ne bhī machalnā chhoṛ diyā
- جذبۂ دل نے مرے تاثیر دکھلائی تو ہےگھنگھروؤں کی جانب در کچھ صدا آئی تو ہےjazba-e-dil ne mire tāsīr dikhlā.ī to haighuñghrūoñ kī jānib dar kuchh sadā ā.ī to hai
- جلائے جب شعلۂ تحیر تو ذہن ڈھونڈھے پناہ کس کییہ کس کے معنی ہوئے ہیں ثابت یہ صورتیں ہیں گواہ کس کیjalā.e jab shola-e-tahayyur to zehn ḍhūñḍhe panāh kis kīye kis ke ma.anī hue haiñ sābit ye sūrateñ haiñ gavāh kis kī
- جلوہ عیاں ہے قدرت پروردگار کاکیا دل کشا یہ سین ہے فصل بہار کاjalva ayāñ hai qudrat-e-parvardigār kākyā dil kushā ye sain hai fasl-e-bahār kā
- جلوۂ ساقی و مے جان لئے لیتے ہیںشیخ جی ضبط کریں ہم تو پئے لیتے ہیںjalva-e-sāqī-o-mai jān liye lete haiñshaiḳh jī zabt kareñ ham to piye lete haiñ
- جو تمہارے لب جاں بخش کا شیدا ہوگااٹھ بھی جائے گا جہاں سے تو مسیحا ہوگاjo tumhāre lab-e-jāñ baḳhsh kā shaidā hogāuṭh bhī jā.egā jahāñ se to masīhā hogā
- جو مل گیا وہ کھانا داتا کا نام جپنااس کے سوا بتاؤں کیا تم سے کام اپناjo mil gayā vo khānā dātā kā nām japnāus ke sivā batā.ūñ kyā tum se kām apnā
- جو ناصح مرے آگے بکنے لگامیں کیا کرتا منہ اس کا تکنے لگاjo nāseh mire āge bikne lagāmaiñ kyā kartā muñh us kā takne lagā
- جہاں میں حال مرا اس قدر زبون ہواکہ مجھ کو دیکھ کے بسمل کو بھی سکون ہواjahāñ meñ hāl mirā is qadar zabūn huāke mujh ko dekh ke bismil ko bhī sukūn huā
- جینے میں یہ غفلت فطرت نے کیوں طبع بشر میں داخل کیمرنے کی مصیبت جانوں پر کیوں قدرت حق نے نازل کیjīne meñ ye ġhaflat fitrat ne kyūñ tab-e-bashar meñ dāḳhil kīmarne kī musībat jānoñ par kyūñ qudrat haq ne nāzil kī
- چرخ سے کچھ امید تھی ہی نہیںآرزو میں نے کوئی کی ہی نہیںcharḳh se kuchh umīd thī hī nahīñārzū maiñ ne koī kī hī nahīñ
- چھڑا ہے راگ بھنورے کا ہوا کی ہے نئی دھن بھیغضب ہے سال کے بارہ مہینوں میں یہ پھاگن بھیchhuṛā hai rāg bhunivare kā havā kī hai na.ī dhun bhīġhazab hai sāl ke bāra mahīnoñ meñ ye phāgan bhī
- حاصل ہو کچھ معاش یہ محنت کی بات ہےلیکن سرور قلب یہ قسمت کی بات ہےhāsil ho kuchh ma.āsh ye mehnat kī bāt hailekin surūr qalb ye qismat kī bāt hai
- حاکم دل بن گئی ہیں یہ تھیٹر والیاںمیں لگاؤں گا گل داغ جگر کی ڈالیاںhākim-e-dil ban ga.ī haiñ ye theṭar vāliyāñmaiñ lagā.ūñgā gul-e-dāġh-e-jigar kī ḍāliyāñ
- حال دل میں سنا نہیں سکتالفظ معنیٰ کو پا نہیں سکتاhāl-e-dil meñ sunā nahīñ saktālafz-e-ma.anī ko pā nahīñ saktā
- حرم کیا دیر کیا دونوں یہ ویراں ہوتے جاتے ہیںتمہارے معتقد گبرو مسلماں ہوتے جاتے ہیںharam kyā der kyā donoñ ye vīrāñ hote jāte haiñtumhāre motaqid gabro musalmāñ hote jāte haiñ
- حسینوں کے گلے سے لگتی ہے زنجیر سونے کینظر آتی ہے کیا چمکی ہوئی تقدیر سونے کیhasīnoñ ke gale se lagtī hai zanjīr sone kīnazar ātī hai kyā chamkī huī taqdīr sone kī
- حلقے نہیں ہیں زلف کے حلقے ہیں جال کےہاں اے نگاہ شوق ذرا دیکھ بھال کےhalqe nahīñ haiñ zulf ke halqe haiñ jāl kehāñ ai nigāh-e-shauq zarā dekh bhāl ke
- حیا سے سر جھکا لینا ادا سے مسکرا دیناحسینوں کو بھی کتنا سہل ہے بجلی گرا دیناhayā se sar jhukā lenā adā se muskurā denāhasīnoñ ko bhī kitnā sahl hai bijlī girā denā
- ختم کیا صبا نے رقص گل پہ نثار ہو چکیجوش نشاط ہو چکا صوت ہزار ہو چکیḳhatm kiyā sabā ne raqs-e-gul pe nisār ho chukījosh-e-nishāt ho chukā saut-e-hazār ho chukī
- خدا علی گڑھ کی مدرسے کو تمام امراض سے شفا دےبھرے ہوئے ہیں رئیس زادے امیر زادے شریف زادےḳhudā alī gaṛh kī madrase ko tamām amrāz se shifā debhare hue haiñ ra.īs zāde amīr zāde sharīf zāde
- خدا کی ہستی کو یاد رکھنا اور اپنی ہستی کو بھول جانانظر اسی پر ہے اور باتوں کو میں نے بالکل فضول جاناḳhudā kī hastī ko yād rakhnā aur apnī hastī ko bhūl jānānazar usī par hai aur bātoñ ko maiñ ne bilkul fuzūl jānā
- خوب اک ناصح مشفق نے یہ ارشاد کیابزم میں اس نے تعلی جو کل اکبر کی سنیḳhūb ik nāseh-e-mushfiq ne ye irshād kiyābazm meñ us ne ta.allī jo kal akbar kī sunī