
Poet
Akbar Allahabadi
اکبر الہ آبادی1846–1921Born in BaraDied in Allahabad
Syed Akbar Hussain, known as Akbar Allahabadi, began as a clerk and rose through the judicial service to become a judge, receiving the title Khan Bahadur. He is known for satirical and humorous verse that mocks the blind imitation of Western ways and defends Eastern values. He came to be called Lisan-ul-Asr, and his ghazal Hungama Hai Kyon Barpa was popularised in song by Ghulam Ali.
Writes about
- Satire
- Humour
- Western culture
- Eastern values
Poems
- فرضی لطیفہ
- دربار1911
- برق کلیسا
- سب جانتے ہیں علم سے ہے زندگی کی روحبے علم ہے اگر تو وہ انساں ہے نا تمامsab jānte haiñ ilm se hai zindagī kī rūhbe ilm hai agar to vo insāñ hai nā tamām
- جلوۂ دربار دہلی
- سید سے آج حضرت واعظ نے یہ کہاچرچا ہے جا بجا ترے حال تباہ کاsayyad se āj hazrat-e-vā.iz ne ye kahācharchā hai jā bajā tire hāl-e-tabāh kā
- کونسل میں نکتہ چینوں کی ٹولی بہت پٹیاچھا ہوا سنبھل گئی اب یونیورسٹیkaunsil meñ nukta chainoñ kī ṭolī bahut piṭīachchhā huā sambhal ga.ī ab yūnīvarsiṭī
- آم نامہ
- نہ قید شرع باقی ہے نہ آزادی کی ہے کچھ حدنہیں کچھ گفتگو اس باب میں یہ نیک ہے یا بدna qaid-e-shar.a bāqī hai na āzādī kī hai kuchh hadnahīñ kuchh guftugū is bāb meñ ye nek hai yā bad
- نئی تہذیب
- اب تو ہے عشق بتاں میں زندگانی کا مزہجب خدا کا سامنا ہوگا تو دیکھا جائے گاab to hai ishq-e-butāñ meñ zindagānī kā mazajab ḳhudā kā sāmnā hogā to dekhā jā.egā
- اس قدر تھا کھٹملوں کا چارپائی میں ہجوموصل کا دل سے مرے ارمان رخصت ہو گیاis qadar thā khaṭmaloñ kā chārpā.ī meñ hujūmvasl kā dil se mire armān ruḳhsat ho gayā
- اکبر دبے نہیں کسی سلطاں کی فوج سےلیکن شہید ہو گئے بیوی کی نوج سے
- الٰہی کیسی کیسی صورتیں تو نے بنائی ہیںکہ ہر صورت کلیجے سے لگا لینے کے قابل ہےilāhī kaisī kaisī sūrateñ tū ne banā.ī haiñke har sūrat kaleje se lagā lene ke qābil hai
- بتاؤں آپ کو مرنے کے بعد کیا ہوگاپلاؤ کھائیں گے احباب فاتحہ ہوگاbatā.ūñ āp ko marne ke ba.ad kyā hogāpilā.o khā.eñge ahbāb fātiha hogā
- جب غم ہوا چڑھا لیں دو بوتلیں اکٹھیملا کی دوڑ مسجد اکبرؔ کی دوڑ بھٹیjab ġham huā chaṛhā leñ do botaleñ ikaṭṭhīmilā kī dauṛ masjid akbar kī dauṛ bhaṭṭī
- جب میں کہتا ہوں کہ یا اللہ میرا حال دیکھحکم ہوتا ہے کہ اپنا نامۂ اعمال دیکھjab maiñ kahtā hūñ ke yā allāh merā hāl dekhhukm hotā hai ke apnā nāma-e-a.amāl dekh
- جو کہا میں نے کہ پیار آتا ہے مجھ کو تم پرہنس کے کہنے لگا اور آپ کو آتا کیا ہےjo kahā maiñ ne ke pyār ātā hai mujh ko tum parhañs ke kahne lagā aur āp ko ātā kyā hai
- جو وقت ختنہ میں چیخا تو نائی نے کہا ہنس کرمسلمانی میں طاقت خون ہی بہنے سے آتی ہےjo vaqt-e-ḳhatna meñ chīḳhā to nā.ī ne kahā hañs karmusalmānī meñ tāqat ḳhūn hī bahne se ātī hai
- حقیقی اور مجازی شاعری میں فرق یہ پایاکہ وہ جامے سے باہر ہے یہ پاجامے سے باہر ہےhaqīqī aur majāzī shāyarī meñ farq ye pāyāke vo jāme se bāhar hai ye pājāme se bāhar hai
- خدا سے مانگ جو کچھ مانگنا ہے اے اکبرؔیہی وہ در ہے کہ ذلت نہیں سوال کے بعدḳhudā se māñg jo kuchh māñgnā hai ai akbaryahī vo dar hai ke zillat nahīñ savāl ke ba.ad
- دھمکا کے بوسے لوں گا رخ رشک ماہ کاچندا وصول ہوتا ہے صاحب دباؤ سےdhamkā ke bose lūñgā ruḳh rashk-e-māh kāchandā vusūl hotā hai sāhab dabā.o se
- رقیبوں نے رپٹ لکھوائی ہے جا جا کے تھانے میںکہ اکبرؔ نام لیتا ہے خدا کا اس زمانے میںraqīboñ ne rapaṭ likhvā.ī hai jā jā ke thāne meñke akbar nām letā hai ḳhudā kā is zamāne meñ
- رہتا ہے عبادت میں ہمیں موت کا کھٹکاہم یاد خدا کرتے ہیں کر لے نہ خدا یادrahtā hai ibādat meñ hameñ maut kā khaṭkāham yād-e-ḳhudā karte haiñ kar le na ḳhudā yād
- سنیں تو آپ قناعت کے غل مچانے کووہ کہہ رہی ہے نہ چھوڑو غریب خانے کوsuneñ to āp qanā.at ke ġhul machāne kovo kah rahī hai na chhoṛo ġharīb ḳhāne ko
- شیخ اپنی رگ کو کیا کریں ریشے کو کیا کریںمذہب کے جھگڑے چھوڑیں تو پیشے کو کیا کریںshaiḳh apnī rag ko kyā kareñ reshe ko kyā kareñmaz.hab ke jhagṛe chhoṛeñ to peshe ko kyā kareñ
- عاشقی کا ہو برا اس نے بگاڑے سارے کامہم تو اے.بی میں رہے اغیار بے.اے. ہو گئےāshiqī kā ho burā us ne bigāṛe sāre kāmham to ai. bī meñ rahe aġhyār be. ai. ho ga.e
- عشوہ بھی ہے شوخی بھی تبسم بھی حیا بھیظالم میں اور اک بات ہے اس سب کے سوا بھیishva bhī hai shoḳhī bhī tabassum bhī hayā bhīzālim meñ aur ik bāt hai is sab ke sivā bhī
- عقل میں جو گھر گیا لا انتہا کیوں کر ہواجو سما میں آ گیا پھر وہ خدا کیوں کر ہواaql meñ jo ghar gayā lā intihā kyūñ kar huājo samā meñ ā gayā phir vo ḳhudā kyūñ kar huā
- غضب ہے وہ ضدی بڑے ہو گئےمیں لیٹا تو اٹھ کے کھڑے ہو گئےġhazab hai vo ziddī baṛe ho ga.emaiñ leṭā to uṭh ke khaṛe ho ga.e
- فکر منزل ہو گئی ان کا گزرنا دیکھ کرزندہ دل میں ہو گیا اوروں کا مرنا دیکھ اورfikr-e-manzil ho ga.ī un kā guzarnā dekh karzinda dil meñ ho gayā auroñ kā marnā dekh aur
- قوم کے غم میں ڈنر کھاتے ہیں حکام کے ساتھرنج لیڈر کو بہت ہے مگر آرام کے ساتھqaum ke ġham meñ ḍinar khāte haiñ hukkām ke sāthranj līḍar ko bahut hai magar ārām ke sāth
- کوٹ اور پتلون جب پہنا تو مسٹر بن گیاجب کوئی تقریر کی جلسے میں لیڈر بن گیاkoṭ aur patlūn jab pahnā to misṭar ban gayājab koī taqrīr kī jalse meñ līḍar ban gayā
- کھینچو نہ کمانوں کو نہ تلوار نکالوجب توپ مقابل ہو تو اخبار نکالوkhīñcho na kamānoñ ko na talvār nikālojab top muqābil ho to aḳhbār nikālo
- لپٹ بھی جا نہ رک اکبرؔ غضب کی بیوٹی ہےنہیں نہیں پہ نہ جا یہ حیا کی ڈیوٹی ہےlipaṭ bhī jā na ruk akbar ġhazab kī biyūṭī hainahīñ nahīñ pe na jā ye hayā kī ḍiyūṭī hai
- لگاوٹ کی ادا سے ان کا کہنا پان حاضر ہےقیامت ہے ستم ہے دل فدا ہے جان حاضر ہےlagāvaṭ kī adā se un kā kahnā pān hāzir haiqayāmat hai sitam hai dil fidā hai jān-e-hāzir hai
- لوگ کہتے ہیں بدلتا ہے زمانہ سب کومرد وہ ہیں جو زمانے کو بدل دیتے ہیںlog kahte haiñ badaltā hai zamāna sab komard vo haiñ jo zamāne ko badal dete haiñ
- لیڈروں کی دھوم ہے اور فالوور کوئی نہیںسب تو جنرل ہیں یہاں آخر سپاہی کون ہےlīḍaroñ kī dhūm hai aur fālovar koī nahīñsab to janral haiñ yahāñ āḳhir sipāhī kaun hai
- مے بھی ہوٹل میں پیو چندہ بھی دو مسجد میںشیخ بھی خوش رہیں شیطان بھی بے زار نہ ہوmai bhī hoṭal meñ piyo chanda bhī do masjid meñshaiḳh bhī ḳhush raheñ shaitān bhī be zār na ho
- ناز کیا اس پہ جو بدلا ہے زمانے نے تمہیںمرد ہیں وہ جو زمانے کو بدل دیتے ہیںnāz kyā us pe jo badlā hai zamāne ne tumheñmard haiñ vo jo zamāne ko badal dete haiñ
- وصل ہو یا فراق ہو اکبرؔجاگنا رات بھر مصیبت ہےvasl ho yā firāq ho akbarjāgnā rāt bhar musībat hai
- ہم ایسی کل کتابیں قابل ضبطی سمجھتے ہیںکہ جن کو پڑھ کے لڑکے باپ کو خبطی سمجھتے ہیںham aisī kal kitābeñ qābil-e-zabtī samajhte haiñke jin ko paṛh ke laṛke bāp ko ḳhabtī samajhte haiñ
- ہم کیا کہیں احباب کیا کار نمایاں کر گئےبی اے ہوئے نوکر ہوئے پنشن ملی پھر مر گئےham kyā kaheñ ahbāb kyā kār-e-numāyāñ kar ga.ebī ai hue naukar hue pinshan milī phir mar ga.e
- ہوئے اس قدر مہذب کبھی گھر کا منہ نہ دیکھاکٹی عمر ہوٹلوں میں مرے اسپتال جا کر
- یہ دلبری یہ ناز یہ انداز یہ جمالانساں کرے اگر نہ تری چاہ کیا کرےye dilbarī ye nāz ye andāz ye jamālinsāñ kare agar na tirī chāh kyā kare