Poet
Fahmi Badayuni
b. 1952
Poems
- آپ اگر مہرباں نہیں ہوتےہم جہاں ہیں وہاں نہیں ہوتےāp agar mehrbāñ nahīñ hoteham jahāñ haiñ vahāñ nahīñ hote
- آپ دیتے نہیں سزا کوئیکس بھروسے کریں خطا کوئیāp dete nahīñ sazā koīkis bharose kareñ ḳhatā koī
- آخری بار دیکھنا ہے اسےپھر لگاتار دیکھنا ہے اسےāḳhirī bār dekhnā hai usephir lagātār dekhnā hai use
- اس سے اس کے بغیر باتیں کیںپھر بھی بولے بغیر باتیں کیںus se us ke baġhair bāteñ kīñphir bhī bole baġhair bāteñ kīñ
- اس کے جیسا کوئی ملا ہی نہیںکیسے ملتا کہیں پہ تھا ہی نہیںus ke jaisā koī milā hī nahīñkaise miltā kahīñ pe thā hī nahīñ
- اس نے کیا کیا نہیں دیا مجھ کوچین پھر بھی نہیں ملا مجھ کوus ne kyā kyā nahīñ diyā mujh kochain phir bhī nahīñ milā mujh ko
- ایک اگر پیمانہ ہوتامے خانہ مے خانہ ہوتاek agar paimāna hotāmai ḳhāna-e-mai ḳhāna hotā
- بس تمہارا مکاں دکھائی دیاجس میں سارا جہاں دکھائی دیاbas tumhārā makāñ dikhā.ī diyājis meñ sārā jahāñ dikhā.ī diyā
- بہت دشوار ہے رستہ ہمارانہیں کر پاؤ گے پیچھا ہماراbahut dushvār hai rasta hamārānahīñ kar pā.oge pīchhā hamārā
- بھری محفل میں تنہا دیکھنا ہےاسے اس بار اتنا دیکھنا ہےbharī mahfil meñ tanhā dekhnā haiuse is bār itnā dekhnā hai
- پرندے سہمے سہمے اڑ رہے ہیںبرابر میں فرشتے اڑ رہے ہیںparinde sahme sahme uṛ rahe haiñbarābar meñ farishte uṛ rahe haiñ
- پہلے احساس میں اتار اسےپھر خیالات سے گزار اسےpahle ehsās meñ utār usephir ḳhayālāt se guzār use
- تیرے جیسا کوئی ملا ہی نہیںکیسے ملتا کہیں پہ تھا ہی نہیںtere jaisā koī milā hī nahīñkaise miltā kahīñ pe thā hī nahīñ
- جاہلوں کو سلام کرنا ہےاور پھر جھوٹ موٹ ڈرنا ہےjāhiloñ ko salām karnā haiaur phir jhūṭ moṭ ḍarnā hai
- جب ریتیلے ہو جاتے ہیںپربت ٹیلے ہو جاتے ہیںjab retīle ho jāte haiñparbat ṭele ho jāte haiñ
- جو بنے گا وہی بنانا ہےکیا کریں چاک اسے گھمانا ہےjo banegā vahī banānā haikyā kareñ chāk use ghumānā hai
- جو لکھا ہے وہی پڑھا ہے ابھیاس کا پہلا ہی خط ملا ہے ابھیjo likhā hai vahī paṛhā hai abhīus kā pahlā hī ḳhat milā hai abhī
- خدا کو بھولنا آسان ہےہمارا مسئلہ انسان ہےḳhudā ko bhūlnā āsān haihamārā masala insān hai
- خط لفافے میں غیر کا نکلااس کا قاصد بھی بے وفا نکلاḳhat lifāfe meñ ġhair kā niklāus kā qāsid bhī be vafā niklā
- ذرا محتاط ہونا چاہیے تھابغیر اشکوں کے رونا چاہیے تھاzarā mohtāt honā chāhiye thābaġhair ashkoñ ke ronā chāhiye thā
- رات اس کو رلا دیا میں نےسب غموں کا مزہ لیا میں نےrāt us ko rulā diyā maiñ nesab ġhamoñ kā maza liyā maiñ ne
- سانپ بھی بین بھی مداری بھیہائے کیا بات ہے تمہاری بھیsānp bhī bain bhī madārī bhīhā.e kyā bāt hai tumhārī bhī
- سمندر الٹا سیدھا بولتا ہےسلیقے سے تو پیاسا بولتا ہےsamundar ulṭā sīdhā boltā haisalīqe se to pyāsā boltā hai
- سہارے جانے پہچانے بنا لوںستونوں پر ترے شانے بنا لوںsahāre jāne pahchāne banā lūñsutūnoñ par tire shāne banā lūñ
- کبھی آواز دے اک بار کوئیاگر موجود ہے اس پار کوئیkabhī āvāz de ik bār koīagar maujūd hai us pār koī
- کوئی ملتا نہیں خدا کی طرحپھرتا رہتا ہوں میں دعا کی طرحkoī miltā nahīñ ḳhudā kī tarahphirtā rahtā hūñ maiñ duā kī tarah
- لگتی نہیں ہے گرمی سردیپہن کے دیکھو قیس کی وردیlagtī nahīñ hai garmī sardīpahan ke dekho qais kī virdī
- موت کی سمت جان چلتی رہیزندگی کی دکان چلتی رہیmaut kī samt jān chaltī rahīzindagī kī dukān chaltī rahī
- نمک کی روز مالش کر رہے ہیںہمارے زخم ورزش کر رہے ہیںnamak kī roz mālish kar rahe haiñhamāre zaḳhm varzish kar rahe haiñ
- نہیں ہو تم تو ایسا لگ رہا ہےکہ جیسے شہر میں کرفیو لگا ہےnahīñ ho tum to aisā lag rahā haike jaise shahr meñ karfiyū lagā hai
- وفا داری غنیمت ہو گئی کیامحبت بھی مروت ہو گئی کیاvafā dārī ġhanīmat ho ga.ī kyāmohabbat bhī muravvat ho ga.ī kyā
- وہ جو تمہاری مجبوری ہےوہی تو ساری مجبوری ہےvo jo tumhārī majbūrī haivahī to sārī majbūrī hai
- وہ کہاں ہے کتاب کے اندرجو لکھا تھا نصاب کے اندرvo kahāñ hai kitāb ke andarjo likhā thā nisāb ke andar
- وہ کہیں تھا کہیں دکھائی دیامیں جہاں تھا وہیں دکھائی دیاvo kahīñ thā kahīñ dikhā.ī diyāmaiñ jahāñ thā vahīñ dikhā.ī diyā
- ہاتھ اس کے ہیں اور دعا میں ہوںیہ نہیں کہہ رہا خدا میں ہوںhāth us ke haiñ aur duā meñ hūñye nahīñ kah rahā ḳhudā meñ hūñ
- ہجر کی مات کاٹنے کے لئےکچھ تو ہو رات کاٹنے کے لئےhijr kī māt kāṭne ke liyekuchh to ho rāt kāṭne ke liye
- ہم ترے غم کے پاس بیٹھے تھےدوسرے غم اداس بیٹھے تھےham tire ġham ke pās baiṭhe thedūsre ġham udās baiṭhe the
- ہم تو روٹھے تھے آزمانے کوکئی آیا نہیں منانے کوham to rūṭhe the āzmāne koka.ī āyā nahīñ manāne ko
- ہم کو رستہ بتا کے لوٹ گئےہم سفر مسکرا کے لوٹ گئےham ko rasta batā ke lauṭ ga.eham safar muskurā ke lauṭ ga.e
- ہم نے کھڑکی میں جاں بٹھا لی ہےاس کی آواز آنے والی ہےham ne khiṛkī meñ jāñ biṭhā lī haius kī āvāz āne vālī hai
- یہاں یوں ہی نہیں پہنچا ہوں میںمسلسل رات دن دوڑا ہوں میںyahāñ yūñ hī nahīñ pahuñchā hūñ maiñmusalsal rāt din dauṛā hūñ maiñ
- آپ تشریف لائے تھے اک روزدوسرے روز اعتبار ہواāp tashrīf lā.e the ik rozdūsre roz etibār huā
- آج پیوند کی ضرورت ہےیہ سزا ہے رفو نہ کرنے کیāj paivand kī zarūrat haiye sazā hai rafū na karne kī
- اسے لے کر جو گاڑی جا چکی ہےمیں شاید اس کے نیچے آ رہا ہوںuse le kar jo gāṛī jā chukī haimaiñ shāyad us ke nīche ā rahā hūñ
- بدن کا ذکر باطل ہے تو آؤبنا سر پیر کی باتیں کریں گےbadan kā zikr bātil hai to ā.obanā sar pīr kī bāteñ kareñge
- پریشاں ہے وہ جھوٹا عشق کر کےوفا کرنے کی نوبت آ گئی ہےpareshāñ hai vo jhūṭā ishq kar kevafā karne kī naubat ā ga.ī hai
- پوچھ لیتے وہ بس مزاج مراکتنا آسان تھا علاج مراpūchh lete vo bas mizāj mirākitnā āsān thā ilāj mirā
- ٹہلتے پھر رہے ہیں سارے گھر میںتری خالی جگہ کو بھر رہے ہیںṭahalte phir rahe haiñ sāre ghar meñtirī ḳhālī jagah ko bhar rahe haiñ
- جب تلک قوت تخیئل ہےآپ پہلو سے اٹھ نہیں سکتے
- جس کو ہر وقت دیکھتا ہوں میںاس کو بس ایک بار دیکھا ہےjis ko har vaqt dekhtā hūñ maiñus ko bas ek bār dekhā hai