Poet
Ehtisham Akhtar
b. 1944
Poems
- ٹھہرے پانی میں نہاں ایک حسیں خواب بھی ہےآس کی جھیل میں عکس رخ مہتاب بھی ہےṭhahre pānī meñ nihāñ ek hasīñ ḳhvāb bhī haiās kī jhīl meñ aks-e-ruḳh-e-mahtāb bhī hai
- چراغ دل کا تھا روشن بجھا گیا پانیکہ بن کے سیل بلا گھر میں آ گیا پانیcharāġh-e-dil kā thā raushan bujhā gayā pānīke ban ke sail-e-balā ghar meñ ā gayā pānī
- خواب آنکھوں میں نہاں ہے اب بھیبجھ گئی آگ دھواں ہے اب بھیḳhvāb ānkhoñ meñ nihāñ hai ab bhībujh ga.ī āg dhuāñ hai ab bhī
- خیال و خواب کے پیکر بدلتے رہتے ہیںہم اپنی آگ میں ہر دم پگھلتے رہتے ہیںḳhayāl-o-ḳhvāb ke paikar badalte rahte haiñham apnī āg meñ har dam pighalte rahte haiñ
- دل برباد کو چھوٹا سا مکاں بھی دے گاجب نیا زخم بھرے گا تو نشاں بھی دے گاdil-e-barbād ko chhoṭā sā makāñ bhī degājab nayā zaḳhm bharegā to nishāñ bhī degā
- دل پہ خنجر وہ مار کر خوش ہیںاور ہم ہیں کہ ہار کر خوش ہیںdil pe ḳhanjar vo mār kar ḳhush haiñaur ham haiñ ke hār kar ḳhush haiñ
- دھوپ میں جل کر راہ ہوا ہوںجب بھی پیڑ سے میں ٹوٹا ہوںdhūp meñ jal kar rāh huā hūñjab bhī peṛ se maiñ ṭūṭā hūñ
- راستے کی دھول نے پیروں کو زخمی کر دیابحر سے ماہی الگ کرنا مجھے آتا نہیںrāste kī dhūl ne pairoñ ko zaḳhmī kar diyābahr se māhī alag karnā mujhe ātā nahīñ
- ستا رہی ہے بہت مچھلیوں کی باس مجھےبلا رہا ہے سمندر پھر اپنے پاس مجھےsatā rahī hai bahut machhliyoñ kī bās mujhebalā rahā hai samundar phir apne pās mujhe
- کبھی زمیں پہ کبھی نیلے آسمان میں ہوںہوا کی طرح میں ہر پل نئے مکان میں ہوںkabhī zamīñ pe kabhī nīle āsmān meñ hūñhavā kī tarah maiñ har pal na.e makān meñ hūñ
- کبھی نشیب میں تھا اور کبھی فراز میں تھایہ آبشار محبت دلوں کے راز میں تھاkabhī nasheb meñ thā aur kabhī farāz meñ thāye ābshār-e-mohabbat diloñ ke rāz meñ thā
- گو اس کی شکل اب ہے کہن سال کی طرحبھولا نہیں میں گاؤں کی چوپال کی طرحgo us kī shakl ab hai kuhan sāl kī tarahbhūlā nahīñ maiñ gā.oñ kī chaupāl kī tarah
- گو چاہتا تھا بہت پر یہ مجھ سے ہو نہ سکامیں ارض دل میں محبت کا بیج بو نہ سکاgo chāhtā thā bahut par ye mujh se ho na sakāmaiñ arz-e-dil meñ mohabbat kā bīj bū na sakā
- مجھے حیات کے سانچوں میں ڈھالنے والےکہاں گئے وہ سمندر کھنگالنے والےmujhe hayāt ke sānchoñ meñ ḍhālne vālekahāñ ga.e vo samundar khangālne vāle
- مری حیات کو بے ربط باب رہنے دےورق ورق یوں ہی غم کی کتاب رہنے دےmirī hayāt ko be rabt bāb rahne devaraq varaq yūñ hī ġham kī kitāb rahne de
- ورق ورق یہ فسانہ بکھرنے والا تھابچا لیا مجھے اس نے میں مرنے والا تھاvaraq varaq ye fasāna bikharne vālā thābachā liyā mujhe us ne maiñ marne vālā thā
- وہ جو کوئیں میں ڈوبا ہوگاشاید کوئی پیاسا ہوگاvo jo koeñ meñ ḍūbā hogāshāyad koī pyāsā hogā
- ہزاروں سال سے میں جس کے انتظار میں تھاوہ عکس خواب تو میرے ہی اختیار میں تھاhazāroñ sāl se maiñ jis ke intizār meñ thāvo aks ḳhvāb to mere hī iḳhtiyār meñ thā
- اب چائے ٹھنڈی نہیں ہوگیداڑھی اب نہیں بڑھے گیab chā.e ṭhanḍī nahīñ hogīdāṛhī ab nahīñ baṛhegī
- بادلوں کی طرح کیوںچھا گیا ہے دل پر غمbādaloñ kī tarah kyūñchhā gayā hai dil par ġham
- بلند بانگ دعووں کیآوازیںbuland bāng dovñ kīāvāzeñ
- بند اٹیچی میںپڑا ہوا مل جاتا ہےband aṭechī meñpaṛā huā mil jātā hai
- تمہیں بھلانے کی کوشش میںمیں نےtumheñ bhulāne kī koshish meñmaiñ ne
- ٹوٹی ہوئی بوتل کی طرحبے کار بے مقصدṭūṭī huī botal kī tarahbe kār be maqsad
- خالی گلاس کے مقدر میںہونٹوں کا لمس ہاتھوں کی نرمی کہاںḳhālī gilās ke muqaddar meñhonṭoñ kā lams hāthoñ kī narmī kahāñ
- خواہش کے شکاری کتےمیرا پیچھا کر رہے ہیںḳhvāhish ke shikārī kuttemerā pīchhā kar rahe haiñ
- دھوپ کتنی خوب صورت ہے یہاںحسیں چہروں پر دھوپdhūp kitnī ḳhūb sūrat hai yahāñhasīñ chehroñ par dhūp
- دھول اڑاتی ہے خیالوں کی گزر گاہوں میںریل کی پٹریاں پھیلی ہیں جہاں تک بھی نظر جاتی ہےdhūl uṛātī hai ḳhayāloñ kī guzar gāhoñ meñrel kī paṭriyāñ phailī haiñ jahāñ tak bhī nazar jātī hai
- روشنی کی کوئی سرحد نہیںکوئی مذہب نہیںraushnī kī koī sarhad nahīñkoī maz.hab nahīñ
- زندگیبس کی قطار کے عشق کی طرحzindagības kī qatār ke ishq kī tarah
- سہانے دنوں کی سرگوشیاںتنہا شام کی اداسیاںsuhāne dinoñ kī sargoshiyāñtanhā shām kī udāsiyāñ
- قہقہے ہواؤں میں بکھر گئےکرسیاں اور ٹیبلیںqahqahe havā.oñ meñ bikhar ga.ekursiyāñ aur ṭebaleñ
- کل بھی بارش ہوئی تھیآج بھی بارش ہوگیkal bhī bārish huī thīāj bhī bārish hogī
- کیچڑ سے آلودہراستے سےkīchaṛ se ālūdarāste se
- میرا سایہمیرے قد سے بڑا ہےmerā sāyamere qad se baṛā hai
- ہوا کمرے میں آتی ہےہوا تو روز آتی ہےhavā kamre meñ ātī haihavā to roz ātī hai
- باغ کے ایک گوشے میں لیٹے ہوئےاس بوڑھے کو کیا خبرbāġh ke ek goshe meñ leṭe hueis būṛhe ko kyā ḳhabar
- تم مجھے چھوڑ کرمجھ سے رشتے ناطے توڑ کرtum mujhe chhoṛ karmujh se rishte nāte toṛ kar
- دھوپکھڑی تھی باہرdhūpkhaṛī thī bāhar
- دھول سے اٹے کولتار زدہ راستومیں پھر آؤں گاdhūl se aṭe koltār zada rāstomaiñ phir ā.ūñgā
- کھلے نیلے آکاش کی کترنپیراہن خواب کی دھجیاںkhule nīle ākāsh kī katranpairāhan ḳhvāb kī dhajjiyāñ
- گرمی بہت ہے لیکن تماپنے کمرے کی کھڑکیاں اور دروازے بند کر لوgarmī bahut hai lekin tumapne kamre kī khiṛkiyāñ aur darvāze band kar lo
- مٹی کے برتن میںرکھی ہوئی خواہشیںmiṭṭī ke bartan meñrakhī huī ḳhvāhisheñ
- میں الفاظ کا تحفہ کاغذ میں لپیٹ کر لایا تھا کہ تمہیں نذر کروں گاوہ راستے ہی میں بکھر گیاmaiñ alfāz kā tohfa kāġhaz meñ lapeṭ kar lāyā thā ke tumheñ nazr karūñgāvo rāste hī meñ bikhar gayā
- وقتکسی کا انتظار نہیں کرتاvaqtkisī kā intizār nahīñ kartā
- ویران وادی میںلیٹی ہوئی جھیل کوvīrān vādī meñleṭī huī jhīl ko
- ہاتھ کی ریکھااک ہوٹل کا نام بنی ہےhāth kī rekhāik hoṭal kā nām banī hai
- سوچ ان کی کیسی ہے کیسے ہیں یہ دیوانےاک مکاں کی خاطر جو سو مکاں جلاتے ہیںsoch un kī kaisī hai kaise haiñ ye dīvāneik makāñ kī ḳhātir jo so makāñ jalāte haiñ
- شہر کے اندھیرے کو اک چراغ کافی ہےسو چراغ جلتے ہیں اک چراغ جلنے سےshahr ke andhere ko ik charāġh kāfī haiso charāġh jalte haiñ ik charāġh jalne se
- مرے عزیز ہی مجھ کو سمجھ نہ پائے کبھیمیں اپنا حال کسی اجنبی سے کیا کہتاmire azīz hī mujh ko samajh na pā.e kabhīmaiñ apnā hāl kisī ajnabī se kyā kahtā