Poet
Ehtisham Akhtar
b. 1944
Poems
- ٹھہرے پانی میں نہاں ایک حسیں خواب بھی ہےآس کی جھیل میں عکس رخ مہتاب بھی ہےṭhahre pānī meñ nihāñ ek hasīñ ḳhvāb bhī haiās kī jhīl meñ aks-e-ruḳh-e-mahtāb bhī hai
- چراغ دل کا تھا روشن بجھا گیا پانیکہ بن کے سیل بلا گھر میں آ گیا پانیcharāġh-e-dil kā thā raushan bujhā gayā pānīke ban ke sail-e-balā ghar meñ ā gayā pānī
- خواب آنکھوں میں نہاں ہے اب بھیبجھ گئی آگ دھواں ہے اب بھیḳhvāb ānkhoñ meñ nihāñ hai ab bhībujh ga.ī āg dhuāñ hai ab bhī
- خیال و خواب کے پیکر بدلتے رہتے ہیںہم اپنی آگ میں ہر دم پگھلتے رہتے ہیںḳhayāl-o-ḳhvāb ke paikar badalte rahte haiñham apnī āg meñ har dam pighalte rahte haiñ
- دل برباد کو چھوٹا سا مکاں بھی دے گاجب نیا زخم بھرے گا تو نشاں بھی دے گاdil-e-barbād ko chhoṭā sā makāñ bhī degājab nayā zaḳhm bharegā to nishāñ bhī degā
- دل پہ خنجر وہ مار کر خوش ہیںاور ہم ہیں کہ ہار کر خوش ہیںdil pe ḳhanjar vo mār kar ḳhush haiñaur ham haiñ ke hār kar ḳhush haiñ
- دھوپ میں جل کر راہ ہوا ہوںجب بھی پیڑ سے میں ٹوٹا ہوںdhūp meñ jal kar rāh huā hūñjab bhī peṛ se maiñ ṭūṭā hūñ
- راستے کی دھول نے پیروں کو زخمی کر دیابحر سے ماہی الگ کرنا مجھے آتا نہیںrāste kī dhūl ne pairoñ ko zaḳhmī kar diyābahr se māhī alag karnā mujhe ātā nahīñ
- ستا رہی ہے بہت مچھلیوں کی باس مجھےبلا رہا ہے سمندر پھر اپنے پاس مجھےsatā rahī hai bahut machhliyoñ kī bās mujhebalā rahā hai samundar phir apne pās mujhe
- کبھی زمیں پہ کبھی نیلے آسمان میں ہوںہوا کی طرح میں ہر پل نئے مکان میں ہوںkabhī zamīñ pe kabhī nīle āsmān meñ hūñhavā kī tarah maiñ har pal na.e makān meñ hūñ
- کبھی نشیب میں تھا اور کبھی فراز میں تھایہ آبشار محبت دلوں کے راز میں تھاkabhī nasheb meñ thā aur kabhī farāz meñ thāye ābshār-e-mohabbat diloñ ke rāz meñ thā
- گو اس کی شکل اب ہے کہن سال کی طرحبھولا نہیں میں گاؤں کی چوپال کی طرحgo us kī shakl ab hai kuhan sāl kī tarahbhūlā nahīñ maiñ gā.oñ kī chaupāl kī tarah
- گو چاہتا تھا بہت پر یہ مجھ سے ہو نہ سکامیں ارض دل میں محبت کا بیج بو نہ سکاgo chāhtā thā bahut par ye mujh se ho na sakāmaiñ arz-e-dil meñ mohabbat kā bīj bū na sakā
- مجھے حیات کے سانچوں میں ڈھالنے والےکہاں گئے وہ سمندر کھنگالنے والےmujhe hayāt ke sānchoñ meñ ḍhālne vālekahāñ ga.e vo samundar khangālne vāle
- مری حیات کو بے ربط باب رہنے دےورق ورق یوں ہی غم کی کتاب رہنے دےmirī hayāt ko be rabt bāb rahne devaraq varaq yūñ hī ġham kī kitāb rahne de
- ورق ورق یہ فسانہ بکھرنے والا تھابچا لیا مجھے اس نے میں مرنے والا تھاvaraq varaq ye fasāna bikharne vālā thābachā liyā mujhe us ne maiñ marne vālā thā
- وہ جو کوئیں میں ڈوبا ہوگاشاید کوئی پیاسا ہوگاvo jo koeñ meñ ḍūbā hogāshāyad koī pyāsā hogā
- ہزاروں سال سے میں جس کے انتظار میں تھاوہ عکس خواب تو میرے ہی اختیار میں تھاhazāroñ sāl se maiñ jis ke intizār meñ thāvo aks ḳhvāb to mere hī iḳhtiyār meñ thā