Poet
Mir Anees
میر انیس1803–1874
Poems
- ابتدا سے ہم ضعیف و ناتواں پیدا ہوئےاڑ گیا جب رنگ رخ سے استخواں پیدا ہوئےibtidā se ham za.īf-o-nātavāñ paidā hueuṛ gayā jab rang-e-ruḳh se ustuḳhvāñ paidā hue
- اشارے کیا نگۂ ناز دل ربا کے چلےستم کے تیر چلے نیمچے قضا کے چلےishāre kyā nigah-e-nāz-e-dil rubā ke chalesitam ke tīr chale nīmache qazā ke chale
- خود نوید زندگی لائی قضا میرے لیےشمع کشتہ ہوں فنا میں ہے بقا میرے لیےḳhud naved-e-zindagī lā.ī qazā mere liyesham-e-kushta hūñ fanā meñ hai baqā mere liye
- سدا ہے فکر ترقی بلند بینوں کوہم آسمان سے لائے ہیں ان زمینوں کوsadā hai fikr taraqqī buland bainoñ koham āsmān se lā.e haiñ in zamīnoñ ko
- سنبلِ تر ہے پریشاں زلفِ اکبر دیکھ کرکٹ گیا ہے ماہِ تاباں روئے انور دیکھ کرsumbul-e-tar hai pareshāñ zulf-e-akbar dekh karkaṭ gayā hai māh-e-tābāñ rū-e-anvar dekh kar
- شہید عشق ہوئے قیس نامور کی طرحجہاں میں عیب بھی ہم نے کیے ہنر کی طرحshahīd-e-ishq hue qais nāmvar kī tarahjahāñ meñ aib bhī ham ne kiye hunar kī tarah
- کوئی انیسؔ کوئی آشنا نہیں رکھتےکسی کی آس بغیر از خدا نہیں رکھتےkoī anīs koī āshnā nahīñ rakhtekisī kī ās baġhair az ḳhudā nahīñ rakhte
- مرا راز دل آشکارا نہیںوہ دریا ہوں جس کا کنارا نہیںmirā rāz-e-dil āshkārā nahīñvo dariyā hūñ jis kā kinārā nahīñ
- نمود و بود کو عاقل حباب سمجھے ہیںوہ جاگتے ہیں جو دنیا کو خواب سمجھے ہیںnumūd-o-būd ko āqil habāb samjhe haiñvo jāgte haiñ jo duniyā ko ḳhvāb samjhe haiñ
- وجد ہو بلبل تصویر کو جس کی بو سےاوس سے گل رنگ کا دعویٰ کرے پھر کس رو سےvajd ho bulbul-e-tasvīr ko jis kī bū seos se gul rang kā da.avā kare phir kis ro se
- آنکھ ابر بہاری سے لڑی رہتی ہےاشکوں کی ردا منہ پہ پڑی رہتی ہےānkh abr-e-bahārī se laṛī rahtī haiashkoñ kī ridā muñh pe paṛī rahtī hai
- اب زیر قدم لحد کا باب آ پہنچاہشیار ہو جلد وقت خواب آ پہنچاab zer-e-qadam lahad kā bāb ā pahuñchāhushyār ho jald vaqt-e-ḳhvāb ā pahuñchā
- احباب سے امید ہے بے جا مجھ کوامید عطائے حق ہے زیبا مجھ کوahbāb se ummīd hai be jā mujh koummīd atā-e-haq hai zebā mujh ko
- اختر سے بھی آبرو میں بہتر ہے یہ اشکاللہ ہے مشتری وہ گوہر ہیں یہ اشکaḳhtar se bhī ābrū meñ behtar hai ye ashkallāh hai mushtarī vo gauhar haiñ ye ashk
- افزوں ہیں بیاں سے معجزات حیدرحلال مہمات ہے ذات حیدرafzūñ haiñ bayāñ se mojizāt haidarhalāl muhimmāt hai zāt haidar
- افضل کوئی مرتضیٰ سے ہمت میں نہیںاس طرح کا بندہ تو حقیقت میں نہیںafzal koī murtazā se himmat meñ nahīñis tarah kā banda to haqīqat meñ nahīñ
- الفت ہو جسے اسے ولی کہتے ہیںایسوں کو سعید ازلی کہتے ہیںulfat ho jise use valī kahte haiñaisoñ ko sa.īd-e-azalī kahte haiñ
- اللہ اللہ عز و جاہ ذاکردربار حسینی میں ہے راہ ذاکرallāh allāh izz-o-jāh zākirdarbār hasīnī meñ hai rāh zākir
- اے خالق ذوالفضل و کرم رحمت کراے دافع ہر رنج و الم رحمت کرai ḳhāliq zūālfazl-o-karam rahmat karai dāfe har ranj-o-alam rahmat kar
- اے مومنو فاطمہؓ کا پیارا شبیرکل جائے گا بھوکا پیاسا مارا شبیرai momino fātima kā pyārā shabbīrkal jā.egā bhūkā pyāsā mārā shabbīr
- بے گور و کفن باپ کا لاشہ دیکھاپردیس میں مادر کا رنڈاپا دیکھاbe gor-o-kafan bāp kā lāsha dekhāpardes meñ mādar kā ranḍāpā dekhā
- سوز غم دوری نے جلا رکھا ہےآہوں نے کنول دل کا بجھا رکھا ہےsoz-e-ġham-e-dūrī ne jalā rakhā haiāhoñ ne kanval dil kā bujhā rakhā hai
- عصیاں سے ہوں شرمسار توبہ یاربکرتا ہوں میں بار بار توبہ یاربisyāñ se hūñ sharmsār tauba yārabkartā hūñ maiñ bār bār tauba yārab
- قطرے ہیں یہ سب جس کے وہ دریا ہے علیپنہاں ہے کبھی تو گاہ پیدا ہے علیqatre haiñ ye sab jis ke vo dariyā hai alīpinhāñ hai kabhī to gāh paidā hai alī
- کھو دل کے مرض کو اے طبیب امتسکھلا آداب اے ادیب امتkho dil ke marz ko ai tabīb ummatsukhlā ādāb ai adīb ummat
- کھینچے مجھے موت زندگانی کی طرفغم خود لے جائے شادمانی کی طرفkhīñche mujhe maut zindagānī kī tarafġham ḳhud le jā.e shādmānī kī taraf
- لا ریب بہشتیوں کا مرجع ہے یہسب جس میں بھرے ہیں گل و مجمع ہے یہlā raib bihishtiyoñ kā marja.a hai yesab jis meñ bhare haiñ gul-o-majma.a hai ye
- آدم کو عجب خدا نے رتبہ بخشاادنیٰ کے لیے مقام اعلیٰ بخشاādam ko ajab ḳhudā ne rutba baḳhshāadnā ke liye maqām a.alā baḳhshā
- آدم کو یہ تحفہ یہ ہدیہ نہ ملاایسا تو کسی بشر کو پایا نہ ملاādam ko ye tohfa ye hadya na milāaisā to kisī bashar ko pāyā na milā
- اب خواب سے چونک وقت بیداری ہےلے زاد سفر کوچ کی تیاری ہےab ḳhvāb se chauñk vaqt bedārī haile zād-e-safar kūch kī tayyārī hai
- اب گرم خبر موت کے آنے کی ہےغافل تجھے فکر آب و دانے کی ہےab garm ḳhabar maut ke āne kī haiġhāfil tujhe fikr āb-o-dāne kī hai
- اب وقت سرور او فرحت اندوزی ہےہر دل مصروف جشن نو روزی ہےab vaqt surūr o farhat andozī haihar dil masrūf jashn-e-nau rozī hai
- اب ہند کی ظلمت سے نکلتا ہوں میںتوفیق رفیق ہو تو چلتا ہوں میںab hind kī zulmat se nikaltā hūñ maiñtaufīq rafīq ho to chaltā hūñ maiñ
- اتنا نہ غرور کر کہ مرنا ہے تجھےآرام ابھی قبر میں کرنا ہے تجھےitnā na ġhurūr kar ke marnā hai tujheārām abhī qabr meñ karnā hai tujhe
- اشکوں میں نہاؤ تو جگر ٹھنڈے ہوںبھیگے جو مژہ دیدۂ تر ٹھنڈے ہوںashkoñ meñ nahā.o to jigar ṭhanḍe hūñbhīge jo mizha dīda-e-tar ṭhanḍe hūñ
- اصحاب نے پوچھا جو نبی کو دیکھامعراج میں حضرت نے کسی کو دیکھاas.hāb ne pūchhā jo nabī ko dekhāmerāj meñ hazrat ne kisī ko dekhā
- اعلیٰ رتبے میں ہر بشر سے پایاافضل انہیں خضر راہ بر سے پایاa.alā rutbe meñ har bashar se pāyāafzal unheñ ḳhizr-e-rāh bar se pāyā
- اکبر نے جو گھر موت کا آباد کیاصغرا کو دم نزع بہت یاد کیاakbar ne jo ghar maut kā ābād kyāsaġhrā ko dam-e-naza.a bahut yād kyā
- انجام پہ اپنے آہ و زاری کر توسختی بھی جو ہو تو بردباری کر توanjām pe apne āh-o-zārī kar tosaḳhtī bhī jo ho to burdbārī kar to
- انداز سخن تم جو ہمارے سمجھوجو لطف کلام ہیں وہ سارے سمجھوandāz-e-suḳhan tum jo hamāre samjhojo lutf-e-kalām haiñ vo sāre samjho
- اے بخت رسا سوئے نجف راہی کرمجھ زار کو زائر ید اللہی کرai baḳht-e-rasā sū-e-najaf rāhī karmujh zār ko zā.ir yad allāhī kar
- اے شاہ کے غم میں جان کھونے والواے ابن علی کے صدقے ہونے والوai shāh ke ġham meñ jān khone vāloai ibn-e-alī ke sadqe hone vālo
- بادل آ کے رو گئے ہائے غضبآنسو نایاب ہو گئے ہائے غضبbādal ā ke ro ga.e hā.e ġhazabānsū nāyāb ho ga.e hā.e ġhazab
- بالوں پہ غبار شیب ظاہر ہے ابہشیار انیس تو مسافر ہے ابbāloñ pe ġhubār sheb zāhir hai abhushyār anīs to musāfir hai ab
- برہم ہے جہاں عجب تلاطم ہے آجسب روتے ہیں دنیا میں خوشی گم ہے آجbar.ham hai jahāñ ajab talātum hai ājsab rote haiñ duniyā meñ ḳhushī gum hai āj
- بست و یکم ماہ محرم ہے آججس آنکھ کو دیکھیے وہ پر نم ہے آجbast-o-yakum māh-e-mahram hai ājjis ānkh ko dekhiye vo pur nam hai āj
- بے جا نہیں مدح شہ میں غرا میرابھرتی سے کلام ہے معرا میراbe jā nahīñ mad.h shah meñ ġharrā merābhartī se kalām hai muarrā merā
- بے دینوں کو مرتضیٰ نے ایماں بخشادین داروں کو جنت کا گلستاں بخشاbe denoñ ko murtazā ne īmāñ baḳhshādīn dāroñ ko jannat kā gulistāñ baḳhshā
- پتلی کی طرح نظر سے مستور ہے توآنکھیں جسے ڈھونڈھتی ہیں وہ نور ہے توputlī kī tarah nazar se mastūr hai tūānkheñ jise ḍhūñḍhtī haiñ vo nūr hai tū
- تھے زیست سے اپنی ہاتھ دھوئے سجادشب کو کبھی راحت سے نہ سوئے سجادthe zīst se apnī hāth dhoe sajjādshab ko kabhī rāhat se na sū-e-sajjād