Poet
Mir Anees
میر انیس1803–1874
Poems
- آدم کو عجب خدا نے رتبہ بخشاادنیٰ کے لیے مقام اعلیٰ بخشاādam ko ajab ḳhudā ne rutba baḳhshāadnā ke liye maqām a.alā baḳhshā
- آدم کو یہ تحفہ یہ ہدیہ نہ ملاایسا تو کسی بشر کو پایا نہ ملاādam ko ye tohfa ye hadya na milāaisā to kisī bashar ko pāyā na milā
- اب خواب سے چونک وقت بیداری ہےلے زاد سفر کوچ کی تیاری ہےab ḳhvāb se chauñk vaqt bedārī haile zād-e-safar kūch kī tayyārī hai
- اب گرم خبر موت کے آنے کی ہےغافل تجھے فکر آب و دانے کی ہےab garm ḳhabar maut ke āne kī haiġhāfil tujhe fikr āb-o-dāne kī hai
- اب وقت سرور او فرحت اندوزی ہےہر دل مصروف جشن نو روزی ہےab vaqt surūr o farhat andozī haihar dil masrūf jashn-e-nau rozī hai
- اب ہند کی ظلمت سے نکلتا ہوں میںتوفیق رفیق ہو تو چلتا ہوں میںab hind kī zulmat se nikaltā hūñ maiñtaufīq rafīq ho to chaltā hūñ maiñ
- اتنا نہ غرور کر کہ مرنا ہے تجھےآرام ابھی قبر میں کرنا ہے تجھےitnā na ġhurūr kar ke marnā hai tujheārām abhī qabr meñ karnā hai tujhe
- اشکوں میں نہاؤ تو جگر ٹھنڈے ہوںبھیگے جو مژہ دیدۂ تر ٹھنڈے ہوںashkoñ meñ nahā.o to jigar ṭhanḍe hūñbhīge jo mizha dīda-e-tar ṭhanḍe hūñ
- اصحاب نے پوچھا جو نبی کو دیکھامعراج میں حضرت نے کسی کو دیکھاas.hāb ne pūchhā jo nabī ko dekhāmerāj meñ hazrat ne kisī ko dekhā
- اعلیٰ رتبے میں ہر بشر سے پایاافضل انہیں خضر راہ بر سے پایاa.alā rutbe meñ har bashar se pāyāafzal unheñ ḳhizr-e-rāh bar se pāyā
- اکبر نے جو گھر موت کا آباد کیاصغرا کو دم نزع بہت یاد کیاakbar ne jo ghar maut kā ābād kyāsaġhrā ko dam-e-naza.a bahut yād kyā
- انجام پہ اپنے آہ و زاری کر توسختی بھی جو ہو تو بردباری کر توanjām pe apne āh-o-zārī kar tosaḳhtī bhī jo ho to burdbārī kar to
- انداز سخن تم جو ہمارے سمجھوجو لطف کلام ہیں وہ سارے سمجھوandāz-e-suḳhan tum jo hamāre samjhojo lutf-e-kalām haiñ vo sāre samjho
- اے بخت رسا سوئے نجف راہی کرمجھ زار کو زائر ید اللہی کرai baḳht-e-rasā sū-e-najaf rāhī karmujh zār ko zā.ir yad allāhī kar
- اے شاہ کے غم میں جان کھونے والواے ابن علی کے صدقے ہونے والوai shāh ke ġham meñ jān khone vāloai ibn-e-alī ke sadqe hone vālo
- بادل آ کے رو گئے ہائے غضبآنسو نایاب ہو گئے ہائے غضبbādal ā ke ro ga.e hā.e ġhazabānsū nāyāb ho ga.e hā.e ġhazab
- بالوں پہ غبار شیب ظاہر ہے ابہشیار انیس تو مسافر ہے ابbāloñ pe ġhubār sheb zāhir hai abhushyār anīs to musāfir hai ab
- برہم ہے جہاں عجب تلاطم ہے آجسب روتے ہیں دنیا میں خوشی گم ہے آجbar.ham hai jahāñ ajab talātum hai ājsab rote haiñ duniyā meñ ḳhushī gum hai āj
- بست و یکم ماہ محرم ہے آججس آنکھ کو دیکھیے وہ پر نم ہے آجbast-o-yakum māh-e-mahram hai ājjis ānkh ko dekhiye vo pur nam hai āj
- بے جا نہیں مدح شہ میں غرا میرابھرتی سے کلام ہے معرا میراbe jā nahīñ mad.h shah meñ ġharrā merābhartī se kalām hai muarrā merā
- بے دینوں کو مرتضیٰ نے ایماں بخشادین داروں کو جنت کا گلستاں بخشاbe denoñ ko murtazā ne īmāñ baḳhshādīn dāroñ ko jannat kā gulistāñ baḳhshā
- پتلی کی طرح نظر سے مستور ہے توآنکھیں جسے ڈھونڈھتی ہیں وہ نور ہے توputlī kī tarah nazar se mastūr hai tūānkheñ jise ḍhūñḍhtī haiñ vo nūr hai tū
- تھے زیست سے اپنی ہاتھ دھوئے سجادشب کو کبھی راحت سے نہ سوئے سجادthe zīst se apnī hāth dhoe sajjādshab ko kabhī rāhat se na sū-e-sajjād
- ٹھوکر بھی نہ ماریں گے اگر خود سر ہےزردار کو بھی فروتنی بہتر ہےṭhokar bhī na māreñge agar ḳhud sar haizardār ko bhī farotanī behtar hai
- جس پر کہ نظر لطف کی شبیر کریںادنیٰ اعلیٰ سب اس کی توقیر کریںjis par ke nazar lutf kī shabbīr kareñadnā a.alā sab us kī tauqīr kareñ
- جو چشم غم شہ میں سدا روتی ہےہر لمحہ فزوں اس میں ضیا ہوتی ہےjo chashm-e-ġham-e-shah meñ sadā rotī haihar lamha fuzūñ is meñ ziyā hotī hai
- جو مرتبہ احمد کے وصی کا دیکھاہم نے نہیں رتبہ یہ کسی کا دیکھاjo martaba ahmad ke vassī kā dekhāham ne nahīñ rutba ye kisī kā dekhā
- داماد رسول کی شہادت ہے آجمعصوموں پہ فاطمہ کے آفت ہے آجdāmād rasūl kī shahādat hai ājma.asūmoñ pe fātima ke āfat hai āj
- دشمن کو بھی دے خدا نہ اولاد کا داغجاتا نہیں ہرگز دل ناشاد کا داغdushman ko bhī de ḳhudā na aulād kā dāġhjātā nahīñ hargiz dil nāshād kā dāġh
- دکھ میں ہر شب کراہتا ہوں یارباب زیست کے دن نباہتا ہوں یاربdukh meñ har shab karāhattā hūñ yārabab zīst ke din nibāhtā hūñ yārab
- دل نے غم بے حساب کیا کیا دیکھاآنکھوں سے جہاں میں خواب کیا کیا دیکھاdil ne ġham be hisāb kyā kyā dekhāānkhoñ se jahāñ meñ ḳhvāb kyā kyā dekhā
- دنیا بھی عجب سرائے فانی دیکھیہر چیز یہاں کی آنی جانی دیکھیduniyā bhī ajab sarā.e fānī dekhīhar chīz yahāñ kī ānī jānī dekhī
- راہی طرف عالم بالا ہوں میںدنیا سے عدم کو جانے والا ہوں میںrāhī taraf ālam-e-bālā hūñ maiñduniyā se adam ko jāne vālā hūñ maiñ
- رتبہ جسے دنیا میں خدا دیتا ہےوہ دل میں فروتنی کو جا دیتا ہےrutba jise duniyā meñ ḳhudā detā haivo dil meñ farotanī ko jā detā hai
- سر کھینچ نہ شمشیر کشیدہ کی طرحہر ایک سے جھک قوس خمیدہ کی طرحsar khīñch na shamshīr kashīda kī tarahhar ek se jhuk qaus ḳhamīda kī tarah
- شبیر کا غم یہ جس کے دل پر ہوگاآنسو جو گرے گا شکل گوہر ہوگاshabbīr kā ġham ye jis ke dil par hogāānsū jo giregā shakl-e-gauhar hogā
- ظاہر وہی الفت کے اثر ہیں اب تکقربان شہہ جن و بشر ہیں اب تکzāhir vahī ulfat ke asar haiñ ab takqurbān shah jin-o-bashar haiñ ab tak
- عریاں سر خاتون زمن ہے اب تکناموس پہ ایذا و محن ہے اب تکuryāñ sar ḳhātūn zaman hai ab taknāmūs pe īzā-o-mehan hai ab tak
- غفلت میں نہ کھو عمر کہ پچھتائے گارونا ہی غم شاہ میں کام آئے گاġhaflat meñ na kho umr ke pachhtā.egāronā hī ġham shāh meñ kām ā.egā
- فرصت کوئی ساعت نہ زمانے سے ملیبیگانے سے راحت نہ یگانے سے ملیfursat koī sā.at na zamāne se milībegāne se rāhat na yagāne se milī
- کچھ ملک عدم میں رنج کا نام نہ تھامعلوم ہمیں اپنا سرانجام نہ تھاkuchh mulk-e-adam meñ ranj kā nām na thāma.alūm hameñ apnā saranjām na thā
- کس طرح کرے نہ ایک عالم افسوسجی بھر کے کیا نہ شہ کا ماتم افسوسkis tarah kare na ek ālam afsosjī bhar ke kyā na shah kā mātam afsos
- کیا دست مژہ کو ہاتھ آئی تسبیحسبحان اللہ کیا بنائی تسبیحkyā dast-e-mizha ko hāth ā.ī tasbīhsub.hān allāh kiyā banā.ī tasbīh
- کیوں کر دل غمزدہ نہ فریاد کرےجب ملک کو چرخ پیر برباد کرےkyūñ kar dil ġhamzada na fariyād karejab mulk ko charḳh-e-pīr barbād kare
- گلزار جہاں سے باغ جنت میں گئےمرحوم ہوئے جوار رحمت میں گئےgulzār jahāñ se bāġh-e-jannat meñ ga.emarhūm hue javār-e-rahmat meñ ga.e
- گلشن میں پھروں کہ سیر صحرا دیکھوںیا معدن و کوہ و دشت و دریا دیکھوںgulshan meñ phirūñ ke sair-e-sahrā dekhūñyā ma.adin-o-koh-o-dasht-o-dariyā dekhūñ
- گلشن میں صبا کو جستجو تیری ہےبلبل کی زبان پہ گفتگو تیری ہےgulshan meñ sabā ko justujū terī haibulbul kī zabān pe guftugū terī hai
- مے خانۂ کوثر کا شرابی ہوں میںکیا قبر کا خوف بو ترابی ہوں میںmai ḳhāna-e-kausar kā sharābī hūñ maiñkyā qabr kā ḳhauf bū turābī hūñ maiñ
- ہر چند کہ خستہ و حزیں ہے آوازپر تعزیہ دار شاہ دیں ہے آوازhar chand ke ḳhasta-o-hazīñ hai āvāzpar ta.aziya dār shāh deñ hai āvāz
- ہر غنچے سے شاخ گل ہے کیوں نذر بکفہے روز خلافت شہنشاہ نجفhar ġhunche se shāḳh-e-gul hai kyūñ nazr-e-bakafhai roz ḳhilāfat shahanshāh-e-najaf