Poet
Mir Anees
میر انیس1803–1874
Poems
- آنکھ ابر بہاری سے لڑی رہتی ہےاشکوں کی ردا منہ پہ پڑی رہتی ہےānkh abr-e-bahārī se laṛī rahtī haiashkoñ kī ridā muñh pe paṛī rahtī hai
- اب زیر قدم لحد کا باب آ پہنچاہشیار ہو جلد وقت خواب آ پہنچاab zer-e-qadam lahad kā bāb ā pahuñchāhushyār ho jald vaqt-e-ḳhvāb ā pahuñchā
- احباب سے امید ہے بے جا مجھ کوامید عطائے حق ہے زیبا مجھ کوahbāb se ummīd hai be jā mujh koummīd atā-e-haq hai zebā mujh ko
- اختر سے بھی آبرو میں بہتر ہے یہ اشکاللہ ہے مشتری وہ گوہر ہیں یہ اشکaḳhtar se bhī ābrū meñ behtar hai ye ashkallāh hai mushtarī vo gauhar haiñ ye ashk
- افزوں ہیں بیاں سے معجزات حیدرحلال مہمات ہے ذات حیدرafzūñ haiñ bayāñ se mojizāt haidarhalāl muhimmāt hai zāt haidar
- افضل کوئی مرتضیٰ سے ہمت میں نہیںاس طرح کا بندہ تو حقیقت میں نہیںafzal koī murtazā se himmat meñ nahīñis tarah kā banda to haqīqat meñ nahīñ
- الفت ہو جسے اسے ولی کہتے ہیںایسوں کو سعید ازلی کہتے ہیںulfat ho jise use valī kahte haiñaisoñ ko sa.īd-e-azalī kahte haiñ
- اللہ اللہ عز و جاہ ذاکردربار حسینی میں ہے راہ ذاکرallāh allāh izz-o-jāh zākirdarbār hasīnī meñ hai rāh zākir
- اے خالق ذوالفضل و کرم رحمت کراے دافع ہر رنج و الم رحمت کرai ḳhāliq zūālfazl-o-karam rahmat karai dāfe har ranj-o-alam rahmat kar
- اے مومنو فاطمہؓ کا پیارا شبیرکل جائے گا بھوکا پیاسا مارا شبیرai momino fātima kā pyārā shabbīrkal jā.egā bhūkā pyāsā mārā shabbīr
- بے گور و کفن باپ کا لاشہ دیکھاپردیس میں مادر کا رنڈاپا دیکھاbe gor-o-kafan bāp kā lāsha dekhāpardes meñ mādar kā ranḍāpā dekhā
- سوز غم دوری نے جلا رکھا ہےآہوں نے کنول دل کا بجھا رکھا ہےsoz-e-ġham-e-dūrī ne jalā rakhā haiāhoñ ne kanval dil kā bujhā rakhā hai
- عصیاں سے ہوں شرمسار توبہ یاربکرتا ہوں میں بار بار توبہ یاربisyāñ se hūñ sharmsār tauba yārabkartā hūñ maiñ bār bār tauba yārab
- قطرے ہیں یہ سب جس کے وہ دریا ہے علیپنہاں ہے کبھی تو گاہ پیدا ہے علیqatre haiñ ye sab jis ke vo dariyā hai alīpinhāñ hai kabhī to gāh paidā hai alī
- کھو دل کے مرض کو اے طبیب امتسکھلا آداب اے ادیب امتkho dil ke marz ko ai tabīb ummatsukhlā ādāb ai adīb ummat
- کھینچے مجھے موت زندگانی کی طرفغم خود لے جائے شادمانی کی طرفkhīñche mujhe maut zindagānī kī tarafġham ḳhud le jā.e shādmānī kī taraf
- لا ریب بہشتیوں کا مرجع ہے یہسب جس میں بھرے ہیں گل و مجمع ہے یہlā raib bihishtiyoñ kā marja.a hai yesab jis meñ bhare haiñ gul-o-majma.a hai ye