Poet
Bekhud Dehlvi
بیخود دہلوی1863–1955
Poems
- آپ ہیں بے گناہ کیا کہناکیا صفائی ہے واہ کیا کہناāp haiñ be gunāh kyā kahnākyā safā.ī hai vāh kyā kahnā
- آ گئے پھر ترے ارمان مٹانے ہم کودل سے پہلے یہ لگا دیں گے ٹھکانے ہم کوā ga.e phir tire armān miṭāne ham kodil se pahle ye lagā deñge ṭhikāne ham ko
- اب اس سے کیا تمہیں تھا یا امیدوار نہ تھاتمہارے وصل کا تم سے تو خواست گار نہ تھاab us se kyā tumheñ thā yā umīdvār na thātumhāre vasl kā tum se to ḳhvāst gār na thā
- اب کسی بات کا طالب دل ناشاد نہیںآپ کی عین عنایت ہے یہ بیداد نہیںab kisī bāt kā tālib dil-e-nāshād nahīñāp kī ain ināyat hai ye bedād nahīñ
- اٹھے تری محفل سے تو کس کام کے اٹھےدل تھام کے بیٹھے تھے جگر تھام کے اٹھےuṭhe tirī mahfil se to kis kām ke uṭhedil thām ke baiṭhe the jigar thām ke uṭhe
- اور ساقی پلا ابھی کیا ہےتیری سرکار میں کمی کیا ہےaur sāqī pilā abhī kyā haiterī sarkār meñ kamī kyā hai
- ایسا بنا دیا تجھے قدرت خدا کی ہےکس حسن کا ہے حسن ادا کس ادا کی ہےaisā banā diyā tujhe qudrat ḳhudā kī haikis husn kā hai husn-e-adā kis adā kī hai
- بات کرنے کی شب وصل اجازت دے دومجھ کو دم بھر کے لئے غیر کی قسمت دے دوbāt karne kī shab-e-vasl ijāzat de domujh ko dam bhar ke liye ġhair kī qismat de do
- بزم دشمن میں بلاتے ہو یہ کیا کرتے ہواور پھر آنکھ چراتے ہو یہ کیا کرتے ہوbazm-e-dushman meñ bulāte ho ye kyā karte hoaur phir ānkh churāte ho ye kyā karte ho
- بنی تھی دل پہ کچھ ایسی کی اضطراب نہ تھاغشی کو آپ نے سمجھا تھا خواب خواب نہ تھاbanī thī dil pe kuchh aisī kī iztirāb na thāġhashī ko āp ne samjhā thā ḳhvāb ḳhvāb na thā
- بیتاب رہیں ہجر میں کچھ دل تو نہیں ہمتڑپیں جو تجھے دیکھ کے بسمل تو نہیں ہمbetāb raheñ hijr meñ kuchh dil to nahīñ hamtaṛpeñ jo tujhe dekh ke bismil to nahīñ ham
- بیچنے آئے کوئی کیا دل شیدا لے کردام دیتے ہی نہیں آپ تو سودا لے کرbechne ā.e koī kyā dil-e-shaidā le kardām dete hī nahīñ āp to saudā le kar
- پچھتاؤگے پھر ہم سے شرارت نہیں اچھییہ شوخ نگاہی دم رخصت نہیں اچھیpachhtā.oge phir ham se sharārat nahīñ achchhīye shoḳh nigāhī dam-e-ruḳhsat nahīñ achchhī
- تم ہمارے دل شیدا کو نہیں جانتے کیااور غیروں کی تمنا کو نہیں جانتے کیاtum hamāre dil-e-shaidā ko nahīñ jānte kyāaur ġhairoñ kī tamannā ko nahīñ jānte kyā
- تمہیں ہم چاہتے تو ہیں مگر کیامحبت کیا محبت کا اثر کیاtumheñ ham chāhte to haiñ magar kyāmohabbat kyā mohabbat kā asar kyā
- تیشے سے کوئی کام نہ فرہاد سے ہواجو کچھ ہوا وہ عشق کی امداد سے ہواteshe se koī kām na farhād se huājo kuchh huā vo ishq kī imdād se huā
- ٹوٹے پڑتے ہیں یہ ہیں کس کے خریدار تمامصبح سے بند ہیں کیوں مصر کے بازار تمامṭūṭe paṛte haiñ ye haiñ kis ke ḳharīdār tamāmsub.h se band haiñ kyūñ misr ke bāzār tamām
- جتائے جاتے ہیں احسان بھی ستا کے مجھےسکھا رہے ہیں وہ گویا چلن وفا کے مجھےjatā.e jāte haiñ ehsān bhī satā ke mujhesikhā rahe haiñ vo goyā chalan vafā ke mujhe
- جو تجھے امتحان دیتا ہےکس خوشی سے وہ جان دیتا ہےjo tujhe imtihān detā haikis ḳhushī se vo jān detā hai
- جو تماشا نظر آیا اسے دیکھا سمجھاجب سمجھ آ گئی دنیا کو تماشا سمجھاjo tamāshā nazar āyā use dekhā samjhājab samajh ā ga.ī duniyā ko tamāshā samjhā
- جھوٹ سچ آپ تو الزام دیئے جاتے ہیںبات سنتے نہیں دشنام دیئے جاتے ہیںjhūṭ sach āp to ilzām diye jāte haiñbāt sunte nahīñ dushnām diye jāte haiñ
- حجاب دور تمہارا شباب کر دے گایہ وہ نشہ ہے تمہیں بے حجاب کر دے گاhijāb dūr tumhārā shabāb kar degāye vo nasha hai tumheñ be hijāb kar degā
- حضرت دل یہ عشق ہے درد سے کسمسائے کیوںموت ابھی سے آئے کیوں جان ابھی سے جائے کیوںhazrat-e-dil ye ishq hai dard se kasmasā.e kyūñmaut abhī se ā.e kyūñ jān abhī se jā.e kyūñ
- خدا رکھے تجھے میری برائی دیکھنے والےوفاداری میں طرز بے وفائی دیکھنے والےḳhudā rakhe tujhe merī burā.ī dekhne vālevafādārī meñ tarz-e-be vafā.ī dekhne vāle
- دل چرا لے گئی دزدیدہ نظر دیکھ لیاہم نہ کہتے تھے کہ اس چور نے گھر دیکھ لیاdil churā le ga.ī duzdīda nazar dekh liyāham na kahte the ke is chūr ne ghar dekh liyā
- دل میں پھر وصل کے ارمان چلے آتے ہیںمیرے روٹھے ہوئے مہمان چلے آتے ہیںdil meñ phir vasl ke armān chale āte haiñmere rūṭhe hue mehmān chale āte haiñ
- دل ہے مشتاق جدا آنکھ طلب گار جداخواہش وصل جدا حسرت دیدار جداdil hai mushtāq judā ānkh talab gār judāḳhvāhish-e-vasl judā hasrat-e-dīdār judā
- دونوں ہی کی جانب سے ہو گر عہد وفا ہوچاہت کا مزا جب ہے کہ تم بھی مجھے چاہوdonoñ hī kī jānib se ho gar ahd-e-vafā hochāhat kā mazā jab hai ke tum bhī mujhe chāho
- دے محبت تو محبت میں اثر پیدا کرجو ادھر دل میں ہے یا رب وہ ادھر پیدا کرde mohabbat to mohabbat meñ asar paidā karjo idhar dil meñ hai yā rab vo idhar paidā kar
- رات بھر گردش تھی ان کے پاسبانوں کی طرحپانو میں چکر تھا میرے آسمانوں کی طرحrāt bhar gardish thī un ke pāsbānoñ kī tarahpāoñ meñ chakkar thā mere āsmānoñ kī tarah
- روشن ہمارا دل ہے محمد کے نور سےلائے ہیں اس چراغ کو ہم کوہ طور سےraushan hamārā dil hai mohammad ke nūr selā.e haiñ is charāġh ko ham koh-e-tūr se
- شمع مزار تھی نہ کوئی سوگوار تھاتم جس پہ رو رہے تھے یہ کس کا مزار تھاsham-e-mazār thī na koī sogvār thātum jis pe ro rahe the ye kis kā mazār thā
- شوق اپنا آپ میں اپنی زباں سے کیوں کہوںدل جو کچھ کہتا ہے وہ اس بد گماں سے کیوں کہوںshauq apnā āp maiñ apnī zabāñ se kyūñ kahūñdil jo kuchh kahtā hai vo is bad gumāñ se kyūñ kahūñ
- صبر آتا ہے جدائی میں نہ خواب آتا ہےرات آتی ہے الٰہی کہ عذاب آتا ہےsabr ātā hai judā.ī meñ na ḳhvāb ātā hairāt ātī hai ilāhī ke azāb ātā hai
- عاشق سمجھ رہے ہیں مجھے دل لگی سے آپواقف نہیں ابھی مرے دل کی لگی سے آپāshiq samajh rahe haiñ mujhe dil lagī se āpvāqif nahīñ abhī mire dil kī lagī se āp
- عاشق ہیں مگر عشق نمایاں نہیں رکھتےہم دل کی طرح چاک گریباں نہیں رکھتےāshiq haiñ magar ishq numāyāñ nahīñ rakhteham dil kī tarah chāk-e-garebāñ nahīñ rakhte
- عدو کو دیکھ کے جب وہ ادھر کو دیکھتے ہیںنظر چرا کے ہم ان کی نظر کو دیکھتے ہیںadū ko dekh ke jab vo idhar ko dekhte haiñnazar churā ke ham un kī nazar ko dekhte haiñ
- عدو کے تاکنے کو تم ادھر دیکھو ادھر دیکھومگر ہم تم کو دیکھے جائیں تم چاہو جدھر دیکھوadū ke tākne ko tum idhar dekho idhar dekhomagar ham tum ko dekhe jā.eñ tum chāho jidhar dekho
- قیامت ہے جو ایسے پر دل امیدوار آئےجسے وعدے سے نفرت ہو جسے ملنے سے عار آئےqayāmat hai jo aise par dil-e-umīdvār ā.ejise va.ade se nafrat ho jise milne se ār ā.e
- کب تک کریں گے جبر دل ناصبور پرموسیٰ تو جا کے بیٹھ رہے کوہ طور پرkab tak kareñge jabr dil-e-nāsabūr parmūsā to jā ke baiṭh rahe koh-e-tūr par
- کیا ملے آپ کی محفل میں بھلا ایک سے ایکرشک ایسا ہے کہ بیٹھا ہے جدا ایک سے ایکkyā mile āp kī mahfil meñ bhalā ek se ekrashk aisā hai ke baiṭhā hai judā ek se ek
- کیوں کہہ کے دل کا حال اسے بد گماں کروںیہ راز وہ نہیں ہے جسے میں بیاں کروںkyūñ kah ke dil kā hāl use bad gumāñ karūñye rāz vo nahīñ hai jise maiñ bayāñ karūñ
- لڑائیں آنکھ وہ ترچھی نظر کا وار رہنے دیںلڑکپن ہے ابھی نام خدا تلوار رہنے دیںlaṛā.eñ ānkh vo tirchhī nazar kā vār rahne deñlaṛakpan hai abhī nām-e-ḳhudā talvār rahne deñ
- لطف سے مطلب نہ کچھ میرے ستانے سے غرضشوخیوں سے کام ان کو مسکرانے سے غرضlutf se matlab na kuchh mere satāne se ġharazshoḳhiyoñ se kām un ko muskurāne se ġharaz
- معشوق ہمیں بات کا پورا نہیں ملتادل جس سے ملائیں کوئی ایسا نہیں ملتاma.ashūq hameñ bāt kā pūrā nahīñ miltādil jis se milā.eñ koī aisā nahīñ miltā
- منہ پھیر کر وہ کہتے ہیں بس مان جائیےاس شرم اس لحاظ کے قربان جائیےmuñh pher kar vo kahte haiñ bas mān jā.iyeis sharm is lihāz ke qurbān jā.iye
- میرے ہمراہ مرے گھر پہ بھی آفت آئیآسماں ٹوٹ پڑا برق گری چھت آئیmere hamrāh mire ghar pe bhī āfat ā.īāsmāñ ṭūṭ paṛā barq girī chhat ā.ī
- نہ ارماں بن کے آتے ہیں نہ حسرت بن کے آتے ہیںشب وعدہ وہ دل میں درد فرقت بن کے آتے ہیںna armāñ ban ke āte haiñ na hasrat ban ke āte haiñshab-e-va.ada vo dil meñ dard-e-furqat ban ke āte haiñ
- نہ سہی آپ ہمارے جو مقدر میں نہیںاب وہ پہلی سی تڑپ بھی دل مضطر میں نہیںna sahī āp hamāre jo muqaddar meñ nahīñab vo pahlī sī taṛap bhī dil-e-muztar meñ nahīñ
- نہ کیوں کر نذر دل ہوتا نہ کیوں کر دم مرا جاتااکیلا بھیجتا اس کو وہ خالی ہاتھ کیا جاتاna kyūñ kar nazr-e-dil hotā na kyūñ kar dam mirā jātāakelā bhejtā us ko vo ḳhālī hāth kyā jātā