Poet
Bashar Nawaz
Poems
- آہٹ پہ کان در پہ نظر اس طرح نہ تھیایک ایک پل کی ہم کو خبر اس طرح نہ تھیāhaṭ pe kān dar pe nazar is tarah na thīek ek pal kī ham ko ḳhabar is tarah na thī
- بازار زندگی میں جمے کیسے اپنا رنگہیں مشتری کے طور نہ بیوپاریوں کے ڈھنگbāzār-e-zindagī meñ jame kaise apnā ranghaiñ mushtarī ke tūr na bīvpāriyoñ ke ḍhang
- بہت تھا خوف جس کا پھر وہی قصا نکل آیامرے دکھ سے کسی آواز کا رشتا نکل آیاbahut thā ḳhauf jis kā phir vahī qissā nikal āyāmire dukh se kisī āvāz kā rashtā nikal āyā
- بہ ہر عنواں محبت کو بہار زندگی کہئےقرین مصلحت ہے اس کے ہر غم کو خوشی کہیےba har unvāñ mohabbat ko bahār-e-zindagī kahiyeqarīn-e-maslahat hai us ke har ġham ko ḳhushī kahiye
- جانے کیا دیکھا تھا میں نے خواب میںپھنس گیا پھر جسم کے گرداب میںjāne kyā dekhā thā maiñ ne ḳhvāb meñphañs gayā phir jism ke girdāb meñ
- جب چھائی گھٹا لہرائی دھنک اک حسن مکمل یاد آیاان ہاتھوں کی مہندی یاد آئی ان آنکھوں کا کاجل یاد آیاjab chhā.ī ghaṭā lahrā.ī dhanak ik husn mukammal yād āyāin hāthoñ kī mehndī yād ā.ī in ānkhoñ kā kājal yād āyā
- جب کبھی ہوں گے تو ہم مائل غم ہی ہوں گےایسے دیوانے بھی اس دور میں کم ہی ہوں گےjab kabhī hoñge to ham mā.il-e-ġham hī hoñgeaise dīvāne bhī is daur meñ kam hī hoñge
- چپ چاپ سلگتا ہے دیا تم بھی تو دیکھوکس درد کو کہتے ہیں وفا تم بھی تو دیکھوchup chāp sulagtā hai diyā tum bhī to dekhokis dard ko kahte haiñ vafā tum bhī to dekho
- چھیڑا ذرا صبا نے تو گلنار ہو گئےغنچے بھی مہ جمالوں کے رخسار ہو گئےchheṛā zarā sabā ne to gulnār ho ga.eġhunche bhī mah jamāloñ ke ruḳhsār ho ga.e
- دل کے ہر درد نے اشعار میں ڈھلنا چاہااپنا پیراہن بے رنگ بدلنا چاہاdil ke har dard ne ash.ār meñ ḍhalnā chāhāapnā pairāhan-e-be rang badalnā chāhā
- ربط ہر بزم سے ٹوٹے تری محفل کے سوارنجشیں سب کی گوارا ہیں ترے دل کے سواrabt har bazm se ṭūṭe tirī mahfil ke sivāranjisheñ sab kī gavārā haiñ tire dil ke sivā
- روز کہاں سے کوئی نیاپن اپنے آپ میں لائیں گےتم بھی تنگ آ جاؤ گے اک دن ہم بھی اکتا جائیں گےroz kahāñ se koī nayāpan apne āp meñ lā.eñgetum bhī tang ā jā.oge ik din ham bhī uktā jā.eñge
- سارے منظر فسوں تماشا ہیںکل گھٹائیں تھیں آج دریا ہیںsāre manzar fusūñ tamāshā haiñkal ghaṭā.eñ thīñ āj dariyā haiñ
- عکس ہر روز کسی غم کا پڑا کرتا ہےدل وہ آئینہ کہ چپ چاپ تکا کرتا ہےaks har roz kisī ġham kā paṛā kartā haidil vo ā.īna ke chup chāp takā kartā hai
- کوئی صنم تو ہو کوئی اپنا خدا تو ہواس دشت بے کسی میں کوئی آسرا تو ہوkoī sanam to ho koī apnā ḳhudā to hois dasht-e-be kisī meñ koī āsrā to ho
- کیا کیا لوگ خوشی سے اپنی بکنے پر تیار ہوئےایک ہمیں دیوانے نکلے ہم ہی یہاں پر خوار ہوئےkyā kyā log ḳhushī se apnī bikne par tayyār hueek hameñ dīvāne nikle ham hī yahāñ par ḳhvār hue
- گھٹتی بڑھتی روشنیوں نے مجھے سمجھا نہیںمیں کسی پتھر کسی دیوار کا سایا نہیںghaṭṭī baṛhtī raushniyoñ ne mujhe samjhā nahīñmaiñ kisī patthar kisī dīvār kā sāyā nahīñ
- ہر نئی رت میں نیا ہوتا ہے منظر میراایک پیکر میں کہاں قید ہے پیکر میراhar na.ī rut meñ nayā hotā hai manzar merāek paikar meñ kahāñ qaid hai paikar merā
- یہ حسن ہے جھرنوں میں نہ ہے باد چمن میںجس حسن سے ہے چاند رواں نیل گگن میںye husn hai jharnoñ meñ na hai bād chaman meñjis husn se hai chānd ravāñ nīl gagan meñ
- اب کی بار ملو جب مجھ سےپہلی اور بس آخری بارab kī bār milo jab mujh sepahlī aur bas āḳhirī bār
- تمہارے روز و شب سے اب کوئی نسبت نہیں لیکنتمہارا عکس ہر لمحے کے آئینے میں ملتا ہےtumhāre roz-o-shab se ab koī nisbat nahīñ lekintumhārā aks har lamhe ke ā.īne meñ miltā hai
- کرو گے یاد تو ہر بات یاد آئے گیگزرتے وقت کی ہر موج ٹھہر جائے گیkaroge yād to har bāt yād ā.egīguzarte vaqt kī har mauj ṭhahar jā.egī
- مجھے خواب اپنا عزیز تھاسو میں نیند سے نہ جگا کبھیmujhe ḳhvāb apnā azīz thāso maiñ nīnd se na jagā kabhī
- افق تا افق یہ دھندلکے کا عالمیہ حد نظر تکufuq tā ufuq ye dhundalke kā ālamye had-e-nazar tak
- اور پھر دونوں فانوس سینے کے بجھ جائیں گےاوڑھ لے گی دھواںaur phir donoñ fānūs sīne ke bujh jā.eñgeoṛh legī dhuāñ
- ایک رقعہ لکھیںاور یوں لکھیںek ruqa likheñaur yūñ likheñ
- پتہ نہیں وہ کون تھاجو میرے ہاتھpata nahīñ vo kaun thājo mere hāth
- تو ایسا کیوں نہیں کہتےکہ یہ سپنے ہی میرے کرب کے ضامن ہیں ان کے ہی سبب سے میںtū aisā kyūñ nahīñ kahteke ye sapne hī mere karb ke zāmin haiñ un ke hī sabab se maiñ
- جب کسی تمتماتے ہوئے جسم کا سرسراتا ہوا پیرہنرس بھرے سنترے کے چمکدار چھلکے کی مانند اترنے لگے گاjab kisī tamtamāte hue jism kā sirasrātā huā pairahanras bhare suntire ke chamakdār chhalke kī mānind utarne lagegā
- سنو تمہارا جرم تمہاری کمزوری ہےاپنے جرم پہsuno tumhārā jurm tumhārī kamzorī haiapne jurm pe
- مہر ہونٹوں پہسماعت پہ بٹھا لیں پہرےmehr honṭoñ pesamā.at pe biṭhā leñ pahre
- میں جیسے درد کا موسمگھٹا بن کر جو بس جاتا ہے آنکھوں میںmaiñ jaise dard kā mausamghaṭā ban kar jo bas jātā hai ānkhoñ meñ
- نہ پھر وہ میں تھانہ پھر وہ تم تھےna phir vo maiñ thāna phir vo tum the
- نہیں میں یوں نہیں کہتاکہ یہ دنیا جہنم اور ہم سب اس کا ایندھن ہیںnahīñ maiñ yūñ nahīñ kahtāke ye duniyā jahannam aur ham sab us kā īndhan haiñ
- دے نشانی کوئی ایسی کہ سدا یاد رہےزخم کی بات ہے کیا زخم تو بھر جائیں گےde nishānī koī aisī ke sadā yād rahezaḳhm kī bāt hai kyā zaḳhm to bhar jā.eñge
- وہی ہے رنگ مگر بو ہے کچھ لہو جیسییہ اب کی فصل میں کھلتے گلاب کیسے ہیںvahī hai rang magar bū hai kuchh lahū jaisīye ab kī fasl meñ khulte gulāb kaise haiñ
- یہ اہتمام چراغاں بجا سہی لیکنسحر تو ہو نہیں سکتی دیئے جلانے سےye ehtimām charāġhāñ bajā sahī lekinsahar to ho nahīñ saktī diye jalāne se