Poet
Adil Mansuri
عادل منصوری1936–2008
Poems
- آدھوں کی طرف سے کبھی پونوں کی طرف سےآوازے کسے جاتے ہیں بونوں کی طرف سےādhoñ kī taraf se kabhī paunoñ kī taraf seāvāze kise jāte haiñ bonoñ kī taraf se
- اب ٹوٹنے ہی والا ہے تنہائی کا حصاراک شخص چیختا ہے سمندر کے آر پارab ṭūṭne hī vālā hai tanhā.ī kā hisārik shaḳhs chīḳhtā hai samundar ke ār pār
- ابلاغ کے بدن میں تجسس کا سلسلہٹوٹا ہے چشم خواب میں حیرت کا آئنہiblāġh ke badan meñ tajassus kā silsilaṭūṭā hai chashm-e-ḳhvāb meñ hairat kā ā.īna
- ایک قطرہ اشک کا چھلکا تو دریا کر دیاایک مشت خاک جو بکھری تو صحرا کر دیاek qatra ashk kā chhalkā to dariyā kar diyāek musht-e-ḳhāk jo bikhrī to sahrā kar diyā
- بدن پر نئی فصل آنے لگیہوا دل میں خواہش جگانے لگیbadan par na.ī fasl āne lagīhavā dil meñ ḳhvāhish jagāne lagī
- بسمل کے تڑپنے کی اداؤں میں نشہ تھامیں ہاتھ میں تلوار لیے جھوم رہا تھاbismil ke taṛapne kī adā.oñ meñ nasha thāmaiñ hāth meñ talvār liye jhūm rahā thā
- بھول کر بھی نہ پھر ملے گا توجانتا ہوں یہی کرے گا توbhūl kar bhī na phir milegā tojāntā hūñ yahī karegā to
- پانی کو پتھر کہتے ہیںکیا کچھ دیدہ ور کہتے ہیںpānī ko patthar kahte haiñkyā kuchh dīda var kahte haiñ
- پہلو کے آر پار گزرتا ہوا سا ہواک شخص آئنے میں اترتا ہوا سا ہوpahlū ke ār pār guzartā huā sā hoik shaḳhs ā.īne meñ utartā huā sā ho
- پھر کسی خواب کے پردے سے پکارا جاؤںپھر کسی یاد کی تلوار سے مارا جاؤںphir kisī ḳhvāb ke parde se pukārā jā.ūñphir kisī yād kī talvār se mārā jā.ūñ
- پھیلے ہوئے ہیں شہر میں سائے نڈھال سےجائیں کہاں نکل کے خیالوں کے جال سےphaile hue haiñ shahr meñ sā.e niḍhāl sejā.eñ kahāñ nikal ke ḳhayāloñ ke jāl se
- جلنے لگے خلا میں ہواؤں کے نقش پاسورج کا ہاتھ شام کی گردن پہ جا پڑاjalne lage ḳhalā meñ havā.oñ ke naqsh-e-pāsūraj kā hāth shām kī gardan pe jā paṛā
- جو چیز تھی کمرے میں وہ بے ربط پڑی تھیتنہائیٔ شب بند قبا کھول رہی تھیjo chīz thī kamre meñ vo be rabt paṛī thītanhā.ī-e-shab band-e-qabā khol rahī thī
- جیتا ہے صرف تیرے لیے کون مر کے دیکھاک روز میری جان یہ حرکت بھی کر کے دیکھjītā hai sirf tere liye kaun mar ke dekhik roz merī jān ye harkat bhī kar ke dekh
- چاروں طرف سے موت نے گھیرا ہے زیست کواور اس کے ساتھ حکم کہ اب زندگی کروchāroñ taraf se maut ne gherā hai zīst koaur us ke sāth hukm ke ab zindagī karo
- چہرے پہ چمچاتی ہوئی دھوپ مر گئیسورج کو ڈھلتا دیکھ کے پھر شام ڈر گئیchehre pe chammachitī huī dhūp mar ga.īsūraj ko ḍhaltā dekh ke phir shām ḍar ga.ī
- حج کا سفر ہے اس میں کوئی ساتھ بھی تو ہوپردہ نشیں سے اپنی ملاقات بھی تو ہوhaj kā safar hai is meñ koī sāth bhī to hoparda nashīñ se apnī mulāqāt bhī to ho
- دروازہ بند دیکھ کے میرے مکان کاجھونکا ہوا کا کھڑکی کے پردے ہلا گیاdarvāza band dekh ke mere makān kājhonkā havā kā khiṛkī ke parde hilā gayā
- دور افق کے پار سے آواز کے پروردگارصدیوں سوئی خامشی کو سامنے آ کر پکارdūr ufuq ke pār se āvāz ke parvardigārsadiyoñ soī ḳhāmushī ko sāmne ā kar pukār
- زمیں چھوڑ کر میں کدھر جاؤں گااندھیروں کے اندر اتر جاؤں گاzamīñ chhoṛ kar maiñ kidhar jā.ūñgāandheroñ ke andar utar jā.ūñgā
- سانس کی آنچ ذرا تیز کروکانچ کا جسم پگھل جانے دوsāns kī ānch zarā tez karokānch kā jism pighal jāne do
- سڑکوں پر سورج اتراسایہ سایہ ٹوٹ گیاsaṛkoñ par sūraj utrāsāya sāya ṭūṭ gayā
- سوئے ہوئے پلنگ کے سائے جگا گیاکھڑکی کھلی تو آسماں کمرے میں آ گیاsoe hue palang ke sā.e jagā gayākhiṛkī khulī to āsmāñ kamre meñ ā gayā
- عاشق تھے شہر میں جو پرانے شراب کےہیں ان کے دل میں وسوسے اب احتساب کےāshiq the shahr meñ jo purāne sharāb kehaiñ un ke dil meñ vasvase ab ehtisāb ke
- کون تھا وہ خواب کے ملبوس میں لپٹا ہوارات کے گنبد سے ٹکرا کر پلٹ آئی صداkaun thā vo ḳhvāb ke malbūs meñ lipṭā huārāt ke gumbad se ṭakrā kar palaṭ ā.ī sadā
- گانٹھی ہے اس نے دوستی اک پیش امام سےعادلؔ اٹھا لو ہاتھ دعا و سلام سےgānṭhī hai us ne dostī ik pesh-e-imām seādil uṭhā lo hāth duā-o-salām se
- گھوم رہا تھا ایک شخص رات کے خارزار میںاس کا لہو بھی مر گیا صبح کے انتظار میںghūm rahā thā ek shaḳhs rāt ke ḳhārzār meñus kā lahū bhī mar gayā sub.h ke intizār meñ
- مجھے پسند نہیں ایسے کاروبار میں ہوںیہ جبر ہے کہ میں خود اپنے اختیار میں ہوںmujhe pasand nahīñ aise kārobār meñ hūñye jabr hai ke maiñ ḳhud apne iḳhtiyār meñ hūñ
- نہ کوئی روک سکا خواب کے سفیروں کواداس کر گئے نیندوں کے راہگیروں کوna koī rok sakā ḳhvāb ke safīroñ koudās kar ga.e nīndoñ ke rāhgīroñ ko
- وسعت دامن صحرا دیکھوںاپنی آواز کو پھیلا دیکھوںvusat-e-dāman-e-sahrā dekhūñapnī āvāz ko phailā dekhūñ
- وہ برسات کی شب وہ پچھلا پہراندھیرے کے پہلو میں سنسان گھرvo barsāt kī shab vo pichhlā paharandhere ke pahlū meñ sunsān ghar
- وہ تم تک کیسے آتاجسم سے بھاری سایہ تھاvo tum tak kaise ātājism se bhārī sāya thā
- وہ گھر چھوڑ کر جا رہا ہے سنوخدا کے لیے کوئی تو روک لوvo ghar chhoṛ kar jā rahā hai sunoḳhudā ke liye koī to rok lo
- ہاتھ میں آفتاب پگھلا کررات بھر روشنی سے کھیلا کرhāth meñ āftāb pighlā karrāt bhar raushnī se khelā kar
- ہر خواب کالی رات کے سانچے میں ڈھال کریہ کون چھپ گیا ہے ستارے اچھال کرhar ḳhvāb kālī rāt ke sānche meñ ḍhāl karye kaun chhup gayā hai sitāre uchhāl kar
- ہوا ختم دریا تو صحرا لگاسفر کا تسلسل کہاں جا لگاhavā ḳhatm dariyā to sahrā lagāsafar kā tasalsul kahāñ jā lagā
- ہونے کو یوں تو شہر میں اپنا مکان تھانفرت کا ریگزار مگر درمیان تھاhone ko yūñ to shahr meñ apnā makān thānafrat kā regzār magar darmiyān thā
- یہ پھیلتی شکستگی احساس کی طرفدریا رواں دواں ہیں مری پیاس کی طرفye phailtī shikastagī ehsās kī tarafdariyā ravāñ davāñ haiñ mirī pyās kī taraf
- اب نہ زنجیر کھڑکنے کی صدا آئے گیزنداں مہکے گا نہ اب باد صبا آئے گیab na zanjīr khaṛakne kī sadā ā.egīzindāñ mahkegā na ab bād-e-sabā ā.egī
- الف لفظ و معانی سے مبراالف تنہائی کا روشن ہیولیٰalif lafz-o-ma.ānī se mubbarāalif tanhā.ī kā raushan hayūlā
- بند مٹھی میں ہونٹ کے ٹکڑےاور ٹکڑوں میں ہانپتے سورجband muṭṭhī meñ honṭ ke ṭukṛeaur ṭukṛoñ meñ hānpte sūraj
- پتھر پر تصویر بنا کرپانی میں چھپ جاتا ہےpatthar par tasvīr banā karpānī meñ chhup jātā hai
- پتھروں پر جمی ہوئی نظریںگاڑھا سیال لمحہ لمحہ رواںpattharoñ par jamī huī nazreñgāṛhā sayyāl lamha lamha ravāñ
- تبوک آواز دے رہا ہےزمیں سے اب جو چپک رہے گاtabūk āvāz de rahā haizamīñ se ab jo chapak rahegā
- تنگ تاریک گلی میں کتامیلا میلا سا تھرتھراتا چاندtang tārīk galī meñ kuttāmailā mailā sā thartharātā chānd
- چاند کے پیٹ میں حمل مچھلیمچھلی کے منہ میں کل وجود و عدمchānd ke peṭ meñ hamal machhlīmachhlī ke muñh meñ kal vajūd-o-adam
- خوں پتھر پہ سرک آیاگہرا نیلا رنگ ہوا میں ڈوب گیاḳhūñ patthar pe sarak āyāgahrā nīlā rang havā meñ ḍūb gayā
- درد تنہائی کی پسلی سے نکل کر آیارات کا ہاتھ لگا اور ہوا ٹوٹ گئیdard tanhā.ī kī paslī se nikal kar āyārāt kā hāth lagā aur huā ṭūṭ ga.ī
- دو کالے تکونکالے وزن دار تکونdo kāle tikonkāle vazn dār tikon
- رات اور دن کے درمیاں کوئیریڑھ کی ہڈی توڑ کر نکلاrāt aur din ke darmiyāñ koīrīṛh kī haḍḍī toṛ kar niklā