Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Adil Mansuri

عادل منصوری

1936–2008

Poems

  1. ab na zanjīr khaṛakne kī sadā ā.egīzindāñ mahkegā na ab bād-e-sabā ā.egī
  2. alif lafz-o-ma.ānī se mubbarāalif tanhā.ī kā raushan hayūlā
  3. band muṭṭhī meñ honṭ ke ṭukṛeaur ṭukṛoñ meñ hānpte sūraj
  4. patthar par tasvīr banā karpānī meñ chhup jātā hai
  5. pattharoñ par jamī huī nazreñgāṛhā sayyāl lamha lamha ravāñ
  6. tabūk āvāz de rahā haizamīñ se ab jo chapak rahegā
  7. tang tārīk galī meñ kuttāmailā mailā sā thartharātā chānd
  8. chānd ke peṭ meñ hamal machhlīmachhlī ke muñh meñ kal vajūd-o-adam
  9. ḳhūñ patthar pe sarak āyāgahrā nīlā rang havā meñ ḍūb gayā
  10. dard tanhā.ī kī paslī se nikal kar āyārāt kā hāth lagā aur huā ṭūṭ ga.ī
  11. do kāle tikonkāle vazn dār tikon
  12. rāt aur din ke darmiyāñ koīrīṛh kī haḍḍī toṛ kar niklā
  13. rāt dāṛhī ke andhere se takalluf bartearsh ke sāmne rusvā.ī kī gardan na uṭhe
  14. rāh na dekho sūraj kīkal maiñ ne apne hāthoñ se
  15. sātvīñ paslī meñ pīlī chāndnīaur tāroñ kī udāsī kā jumūd
  16. sā.e kī paslī se niklā hai jism tirābosoñ kā gīlā pan lafzoñ ke honṭoñ par
  17. safed rāt se mansūb hai lahū kā zavālsabā ke shānoñ pe bikhre sunahrī dhūp ke bāl
  18. siyāh chānd ke ṭukṛoñ ko maiñ chabā jā.ūñsafed sāyoñ ke chehroñ se tīrgī ṭapke
  19. siyāh sāyoñ kī tishnagī meñudās lamhoñ ko sāth rakho
  20. ainak ke shīshe par saraktī chiyūnṭīāge ke pā.oñ ūpar havā meñ uṭhā kar
  21. lahū ko surḳh gulāboñ meñ band rahne doshikasta ḳhvāb ke shīshoñ pe us kā aks paṛe
  22. vaqt kī pīṭh parkachche lamhoñ ke dhāgoñ meñ lipṭā huā
  23. vaqt kī ret pe sūraj ne lahū thūkā phirsā.ateñ koṛā ke dāġhoñ meñ nahā kar nikleñ
  24. vo ānkhoñ par piṭī bāñdhe phirtī haidīvāroñ kā chūnā chāṭṭī rahtī hai