Poet
Munir Niazi
منیر نیازی1928–2006Born in HoshiarpurDied in Lahore
Munir Niazi wrote poetry in Urdu and Punjabi. After Partition his family settled in Sahiwal, where he started the weekly Saat Rang; he later moved to Lahore, founded the publishing house Al-Misal and wrote film songs. His poems use images of forests, dreams and fear, and his books include Tez Hawa Aur Tanha Phool and Jungle Mein Dhanak. He received the Pride of Performance and the Sitara-e-Imtiaz.
Writes about
- Nostalgia
- Dreams
- Fear
- Romance
- Myth
Poems
- دل کو حال قرار میں دیکھایہ کرشمہ بہار میں دیکھاdil ko hāl-e-qarār meñ dekhāye karishma bahār meñ dekhā
- دن اگر چڑھتا ادھر سے میں ادھر سے جاگتاحسن سارا مشرقوں کا ساتھ میرے جاگتاdin agar chaṛhtā idhar se maiñ idhar se jāgtāhusn sārā mashriqoñ kā sāth mere jāgtā
- دیتی نہیں اماں جو زمیں آسماں تو ہےکہنے کو اپنے دل سے کوئی داستاں تو ہےdetī nahīñ amāñ jo zamīñ āsmāñ to haikahne ko apne dil se koī dāstāñ to hai
- ڈر کے کسی سے چھپ جاتا ہے جیسے سانپ خزانے میںزر کے زور سے زندہ ہیں سب خاک کے اس ویرانے میںḍar ke kisī se chhup jātā hai jaise sānp ḳhazāne meñzar ke zor se zinda haiñ sab ḳhāk ke is vīrāne meñ
- رات اتنی جا چکی ہے اور سونا ہے ابھیاس نگر میں اک خوشی کا خواب بونا ہے ابھیrāt itnī jā chukī hai aur sonā hai abhīis nagar meñ ik ḳhushī kā ḳhvāb bonā hai abhī
- ردا اس چمن کی اڑا لے گئیدرختوں کے پتے ہوا لے گئیridā is chaman kī uṛā le ga.īdaraḳhtoñ ke patte huā le ga.ī
- رنج فراق یار میں رسوا نہیں ہوااتنا میں چپ ہوا کہ تماشا نہیں ہواranj-e-firāq-e-yār meñ rusvā nahīñ huāitnā meñ chup huā ke tamāshā nahīñ huā
- رنگوں کی وحشتوں کا تماشا تھی بام شامطاری تھا ہر مکاں پہ جلال دوام شامrangoñ kī vahshatoñ kā tamāshā thī bām-e-shāmtārī thā har makāñ pe jalāl-e-davām-e-shām
- روشنی در روشنی ہے اس طرفزندگی در زندگی ہے اس طرفraushnī dar raushnī hai is tarafzindagī dar zindagī hai is taraf
- رہتا ہے اک ہر اس سا قدموں کے ساتھ ساتھچلتا ہے دشت دشت نوردوں کے ساتھ ساتھrahtā hai ik har is sā qadmoñ ke sāth sāthchaltā hai dasht dasht navardoñ ke sāth sāth
- زندہ رہیں تو کیا ہے جو مر جائیں ہم تو کیادنیا سے خامشی سے گزر جائیں ہم تو کیاzinda raheñ to kyā hai jo mar jā.eñ ham to kyāduniyā se ḳhāmushī se guzar jā.eñ ham to kyā
- زور پیدا جسم و جاں کی ناتوانی سے ہواشور شہروں میں مسلسل بے زبانی سے ہواzor paidā jism-o-jāñ kī nātavānī se huāshor shahroñ meñ musalsal be zabānī se huā
- سارے منظر ایک جیسے ساری باتیں ایک سیسارے دن ہیں ایک سے اور ساری راتیں ایک سیsāre manzar ek jaise sārī bāteñ ek sīsāre din haiñ ek se aur sārī rāteñ ek sī
- ساعت ہجراں ہے اب کیسے جہانوں میں رہوںکن علاقوں میں بسوں میں کن مکانوں میں رہوںsā.at-e-hijrāñ hai ab kaise jahānoñ meñ rahūñkin ilāqoñ meñ basoñ meñ kin makānoñ meñ rahūñ
- سائے گھٹتے جاتے ہیںجنگل کٹتے جاتے ہیںsā.e ghaṭṭe jāte haiñjangal kaṭṭe jāte haiñ
- سحر کے خواب کا مجھ پر اثر کچھ دیر رہنے دوکسی کے حال کی مجھ کو خبر کچھ دیر رہنے دوsahar ke ḳhvāb kā mujh pur asar kuchh der rahne dokisī ke hāl kī mujh ko ḳhabar kuchh der rahne do
- سفر میں ہے جو ازل سے یہ وہ بلا ہی نہ ہوکواڑ کھول کے دیکھو کہیں ہوا ہی نہ ہوsafar meñ hai jo azal se ye vo balā hī na hokivāṛ khol ke dekho kahīñ huā hī na ho
- سن بستیوں کا حال جو حد سے گزر گئیںان امتوں کا ذکر جو رستوں میں مر گئیںsun bastiyoñ kā hāl jo had se guzar ga.īñin ummatoñ kā zikr jo rastoñ meñ mar ga.īñ
- شام کے مسکن میں ویراں میکدے کا در کھلاباب گزری صحبتوں کا خواب کے اندر کھلاshām ke maskan meñ vīrāñ maikade kā dar khulābāb guzrī sohbatoñ kā ḳhvāb ke andar khulā
- شب ماہتاب نے شہ نشیں پہ عجیب گل سا کھلا دیامجھے یوں لگا کسی ہاتھ نے مرے دل پہ تیر چلا دیاshab-e-māhtāb ne shah nashīñ pe ajīb gul sā khulā diyāmujhe yūñ lagā kisī hāth ne mire dil pe tīr chalā diyā
- شب وصال میں دوری کا خواب کیوں آیاکمال فتح میں یہ ڈر کا باب کیوں آیاshab-e-visāl meñ dūrī kā ḳhvāb kyūñ āyākamāl-e-fat.h meñ ye ḍar kā bāb kyūñ āyā
- شہر پربت بحر و بر کو چھوڑتا جاتا ہوں میںاک تماشا ہو رہا ہے دیکھتا جاتا ہوں میںshahr parbat bahr-o-bar ko chhoṛtā jātā hūñ maiñik tamāshā ho rahā hai dekhtā jātā hūñ maiñ
- صحن کو چمکا گئی بیلوں کو گیلا کر گئیرات بارش کی فلک کو اور نیلا کر گئیsehn ko chamkā ga.ī bīloñ ko gīlā kar ga.īrāt bārish kī falak ko aur nīlā kar ga.ī
- غم کی بارش نے بھی تیرے نقش کو دھویا نہیںتو نے مجھ کو کھو دیا میں نے تجھے کھویا نہیںġham kī bārish ne bhī tere naqsh ko dhoyā nahīñtū ne mujh ko kho diyā maiñ ne tujhe khoyā nahīñ
- غیروں سے مل کے ہی سہی بے باک تو ہوابارے وہ شوخ پہلے سے چالاک تو ہواġhairoñ se mil ke hī sahī be bāk to huābāre vo shoḳh pahle se chālāk to huā
- کسی کو اپنے عمل کا حساب کیا دیتےسوال سارے غلط تھے جواب کیا دیتےkisī ko apne amal kā hisāb kyā detesavāl sāre ġhalat the javāb kyā dete
- کوئی حد نہیں ہے کمال کیکوئی حد نہیں ہے جمال کیkoī had nahīñ hai kamāl kīkoī had nahīñ hai jamāl kī
- کوئی داغ ہے مرے نام پرکوئی سایہ میرے کلام پرkoī dāġh hai mire nām parkoī sāya mere kalām par
- مثال سنگ کھڑا ہے اسی حسیں کی طرحمکاں کی شکل بھی دیکھو دل مکیں کی طرحmisāl-e-sang khaṛā hai isī hasīñ kī tarahmakāñ kī shakl bhī dekho dil makīñ kī tarah
- محفل آرا تھے مگر پھر کم نما ہوتے گئےدیکھتے ہی دیکھتے ہم کیا سے کیا ہوتے گئےmahfil ārā the magar phir kam numā hote ga.edekhte hī dekhte ham kyā se kyā hote ga.e
- مکاں میں قید صدا کی دہشتمکاں سے باہر خلا کی دہشتmakāñ meñ qaid-e-sadā kī dahshatmakāñ se bāhar ḳhalā kī dahshat
- میری ساری زندگی کو بے ثمر اس نے کیاعمر میری تھی مگر اس کو بسر اس نے کیاmerī sārī zindagī ko be samar us ne kiyāumr merī thī magar us ko basar us ne kiyā
- نام بے حد تھے مگر ان کا نشاں کوئی نہ تھابستیاں ہی بستیاں تھیں پاسباں کوئی نہ تھاnām be had the magar un kā nishāñ koī na thābastiyāñ hī bastiyāñ thīñ pāsbāñ koī na thā
- نشیب وہم فراز گریز پا کے لیےحصار خاک ہے حد پر ہر انتہا کے لیےnasheb vahm farāz-e-gurez pā ke liyehisār-e-ḳhāk hai had par har intihā ke liye
- نگر میں شام ہو گئی ہے کاہش معاش میںزمیں پہ پھر رہے ہیں لوگ رزق کی تلاش میںnagar meñ shām ho ga.ī hai kāhish-e-ma.āsh meñzamīñ pe phir rahe haiñ log rizq kī talāsh meñ
- نواح وسعت میداں میں حیرانی بہت ہےدلوں میں اس خرابی سے پریشانی بہت ہےnavāh-e-vusat-e-maidāñ meñ hairānī bahut haidiloñ meñ is ḳharābī se pareshānī bahut hai
- نیل فلک کے اسم میں نقش اسیر کے سببحیرت ہے آب و خاک میں ماہ منیر کے سببnīl falak ke ism meñ naqsh asīr ke sababhairat hai āb-o-ḳhāk meñ māh-e-munīr ke sabab
- وقت سے کہیو ذرا کم کم چلےکون یاد آیا ہے آنسو تھم چلےvaqt se kahiyo zarā kam kam chalekaun yād āyā hai ānsū tham chale
- وہ جو میرے پاس سے ہو کر کسی کے گھر گیاریشمی ملبوس کی خوشبو سے جادو کر گیاvo jo mere pās se ho kar kisī ke ghar gayāreshmī malbūs kī ḳhushbū se jādū kar gayā
- ہجر شب میں اک قرار غائبانہ چاہئےغیب میں اک صورت ماہ شبانہ چاہئےhijr shab meñ ik qarār-e-ġhā.ibāna chāhiyeġhaib meñ ik sūrat-e-māh-e-shabāna chāhiye
- ہنسی چھپا بھی گیا اور نظر ملا بھی گیایہ اک جھلک کا تماشا جگر جلا بھی گیاhañsī chhupā bhī gayā aur nazar milā bhī gayāye ik jhalak kā tamāshā jigar jalā bhī gayā
- ہیں رواں اس راہ پر جس کی کوئی منزل نہ ہوجستجو کرتے ہیں اس کی جو ہمیں حاصل نہ ہوhaiñ ravāñ is rāh par jis kī koī manzil na hojustujū karte haiñ us kī jo hameñ hāsil na ho
- ہے اس گل رنگ کا دیوار ہوناکہ جیسے خواب سے بیدار ہوناhai us gul rang kā dīvār honāke jaise ḳhvāb se bedār honā
- ہے شکل تیری گلاب جیسینظر ہے تیری شراب جیسیhai shakl terī gulāb jaisīnazar hai terī sharāb jaisī
- یہ آنکھ کیوں ہے یہ ہاتھ کیا ہےیہ دن ہے کیا چیز رات کیا ہےye ānkh kyūñ hai ye hāth kyā haiye din hai kyā chīz rāt kyā hai
- یہ کیسا نشہ ہے میں کس عجب خمار میں ہوںتو آ کے جا بھی چکا ہے میں انتظار میں ہوںye kaisā nasha hai maiñ kis ajab ḳhumār meñ hūñtū ā ke jā bhī chukā hai maiñ intizār meñ hūñ