روشنی در روشنی ہے اس طرف
Munir Niazi (1928–2006)روشنی در روشنی ہے اس طرف
زندگی در زندگی ہے اس طرف
جن عذابوں سے گزرتے ہیں یہاں
ان عذابوں کی نفی ہے اس طرف
اک رہائش خواہش دل کی طرح
اک نمائش خواب کی ہے اس طرف
جو بکھر کر رہ گیا ہے اس جگہ
حسن کی اک شکل بھی ہے اس طرف
جستجو جس کی یہاں پر کی منیرؔ
اس سے ملنے کی خوشی ہے اس طرف
raushni dar raushni hai is taraf
zindagi dar zindagi hai is taraf
jin azabon se guzarte hain yahan
in azabon ki nafi hai is taraf
ik rahaish khwahish-e-dil ki tarah
ik numaish khwab ki hai is taraf
jo bikhar kar rah gaya hai is jagah
husn ki ik shakl bhi hai is taraf
justuju jis ki yahan par ki munir
us se milne ki khushi hai is taraf