Poet
Jaleel 'Aali'
b. 1945
Poems
- آنکھ میں پرتو مہتاب سلامت رہ جائےکوئی صورت ہو کہ اک خواب سلامت رہ جائےānkh meñ partau-e-mahtāb salāmat rah jā.ekoī sūrat ho ke ik ḳhvāb salāmat rah jā.e
- اپنے ہونے سے بھی انکار کئے جاتے ہیںہم کہ رستہ ترا ہموار کئے جاتے ہیںapne hone se bhī inkār kiye jāte haiñham ke rasta tirā hamvār kiye jāte haiñ
- اپنے ہونے کی اہانت نہیں ہم کر سکتےسو تری یاد سے غفلت نہیں ہم کر سکتےapne hone kī ihānat nahīñ ham kar sakteso tirī yād se ġhaflat nahīñ ham kar sakte
- اسے دل سے بھلا دینا ضروری ہو گیا ہےیہ جھگڑا ہی مٹا دینا ضروری ہو گیا ہےuse dil se bhulā denā zarūrī ho gayā haiye jhagṛā hī miṭā denā zarūrī ho gayā hai
- اک آوارہ سا لمحہ کیا قفس میں آ گیا ہےلگا جیسے زمانہ دسترس میں آ گیا ہےik āvāra sā lamha kyā qafas meñ ā gayā hailagā jaise zamāna dastaras meñ ā gayā hai
- اک ایسی ان کہی تحریر کرنے جا رہا ہوںہنر کو اور بھی گمبھیر کرنے جا رہا ہوںik aisī an kahī tahrīr karne jā rahā hūñhunar ko aur bhī gumbhīr karne jā rahā hūñ
- اک ہمیں سلسلۂ شوق سنبھالے ہوئے ہیںوہ تو سب عہد وفا حشر پہ ٹالے ہوئے ہیںik hameñ silsila-e-shauq sambhāle hue haiñvo to sab ahd-e-vafā hashr pe ṭāle hue haiñ
- ایک لمحہ کہ ملیں سارے زمانے جس میںایک نکتہ سبھی حکمت کے خزانے جس میںek lamha ke mileñ sāre zamāne jis meñek nukta sabhī hikmat ke ḳhazāne jis meñ
- برگ بھر بار محبت کا اٹھایا کب تھاتم نے سینے میں کوئی درد بسایا کب تھاbarg bhar bār mohabbat kā uṭhāyā kab thātum ne sīne meñ koī dard basāyā kab thā
- پھر ایک داغ چراغ سفر بناتے ہوئےنکل پڑے ہیں نئی رہگزر بناتے ہوئےphir ek dāġh charāġh-e-safar banāte huenikal paṛe haiñ na.ī rahguzar banāte hue
- تمہارا کیا تمہیں آساں بہت رستے بدلنا ہےہمیں ہر ایک موسم قافلے کے ساتھ چلنا ہےtumhārā kyā tumheñ āsāñ bahut raste badalnā haihameñ har ek mausam qāfile ke sāth chalnā hai
- تھے نگاہوں میں جن راستوں کے شجر اور تھےدل مسافر کو در پیش تھے جو سفر اور تھےthe nigāhoñ meñ jin rāstoñ ke shajar aur thedil musāfir ko dar pesh the jo safar aur the
- ثبوت اشتیاق ہمرہی لاؤ تو آؤحصار ذات سے باہر نکل پاؤ تو آؤsubūt-e-ishtiyāq hamrahī lā.o to ā.ohisār-e-zāt se bāhar nikal pā.o to ā.o
- جب بھی بادل بارش لائے شوق جزیروں سےخوشہ خوشہ حرف کی بیلیں بھر گئیں ہیروں سےjab bhī bādal bārish lā.e shauq jazīroñ seḳhosha ḳhosha harf kī beleñ bhar ga.īñ hīroñ se
- جب بھی موسم ہنر حرف و بیاں لے جائےیوں لگے جسم سے جیسے کوئی جاں لے جائےjab bhī mausam hunar harf-o-bayāñ le jā.eyūñ lage jism se jaise koī jāñ le jā.e
- جدا جدا سب کے خواب تعبیر ایک جیسیہمیں ازل سے ملی ہے تقدیر ایک جیسیjudā judā sab ke ḳhvāb ta.abīr ek jaisīhameñ azal se milī hai taqdīr ek jaisī
- جسم کے خول سے نکلوں تو قضا کو دیکھوںبت کو رستے سے ہٹاؤں تو خدا کو دیکھوںjism ke ḳhol se niklūñ to qazā ko dekhūñbut ko raste se haṭā.ūñ to ḳhudā ko dekhūñ
- جواز کیا ہے کہ اس شہر کی تباہی نہ ہوجہاں کسی نے بھی رسم وفا نباہی نہ ہوjavāz kyā hai ke is shahr kī tabāhī na hojahāñ kisī ne bhī rasm-e-vafā nibāhī na ho
- دل آباد کہاں رہ پائے اس کی یاد بھلا دینے سےکمرہ ویراں ہو جاتا ہے اک تصویر ہٹا دینے سےdil ābād kahāñ rah pā.e us kī yād bhalā dene sekamra vīrāñ ho jātā hai ik tasvīr haṭā dene se
- دل ہے کہ غم دل کا عزا دار نہیں ہےجاں ہے کہ سم زیست سے بیزار نہیں ہےdil hai ke ġham-e-dil kā azā dār nahīñ haijāñ hai ke sam-e-zīst se bezār nahīñ hai
- ذرا سی بات پر صید غبار یاس ہوناہمیں برباد کر دے گا بہت حساس ہوناzarā sī bāt par said-e-ġhubār-e-yās honāhameñ barbād kar degā bahut hassās honā
- رات جو موج ہوا نے گل سے دل کی بات کہیاک اک برگ چمن نے کیسی کیسی بات کہیrāt jo mauj havā ne gul se dil kī bāt kahīik ik barg-e-chaman ne kaisī kaisī bāt kahī
- راستہ سوچتے رہنے سے کدھر بنتا ہےسر میں سودا ہو تو دیوار میں در بنتا ہےrāsta sochte rahne se kidhar bantā haisar meñ saudā ho to dīvār meñ dar bantā hai
- زندگی زندہ ہے لیکن کسی دم ساز کے ساتھورنہ یوں جیسے کبوتر کوئی شہباز کے ساتھzindagī zinda hai lekin kisī dam sāz ke sāthvarna yūñ jaise kabūtar koī shahbāz ke sāth
- سبیل سجدۂ نا مختتم بناتے ہوئےخدا تک آئے ہیں کیا کیا صنم بناتے ہوئےsabīl-e-sajda-e-nā muḳhtatam banāte hueḳhudā tak ā.e haiñ kyā kyā sanam banāte hue
- سلگ اٹھی ہے کوئی آگ سی ہواؤں میںبدل گئی ہیں بہاریں مری خزاؤں میںsulag uṭhī hai koī āg sī havā.oñ meñbadal ga.ī haiñ bahāreñ mirī ḳhazā.oñ meñ
- شاخ بے نمو پر بھی عکس گل جواں رکھناآ گیا ہمیں عالی دل کو شادماں رکھناshāḳh-e-be numū par bhī aks-e-gul javāñ rakhnāā gayā hameñ ālī dil ko shādmāñ rakhnā
- عجب اسباب کرتا جا رہا ہوںلہو سیماب کرتا جا رہا ہوںajab asbāb kartā jā rahā hūñlahū sīmāb kartā jā rahā hūñ
- غرور کوہ کے ہوتے نیاز کاہ رکھتے ہیںترے ہمراہ رہنے کو قدم کوتاہ رکھتے ہیںġhurūr-e-koh ke hote niyāz-e-kāh rakhte haiñtire hamrāh rahne ko qadam kotāh rakhte haiñ
- کب کون کہاں کس لیے زنجیر بپا ہےیہ عقدۂ اسرار ازل کس پہ کھلا ہےkab kaun kahāñ kis liye zanjīr bapā haiye uqda-e-asrār-e-azal kis pe khulā hai
- کچھ اور مرے درد کے شعلوں کو ہوا دوبے نور ہوئے داغ اندھیرا ہے ضیا دوkuchh aur mire dard ke sholoñ ko huā dobe nūr hue dāġh andherā hai ziyā do
- کس دن برنگ زخم نیا گل کھلا نہیںکس شب بہ فیض اشک چراغاں ہوا نہیںkis din barang zaḳhm nayā gul khulā nahīñkis shab ba faiz ashk charāġhāñ huā nahīñ
- کسے خبر ابتدا کی انجام کون جانےگمان باطل خیال سب خام کون جانےkise ḳhabar ibtidā kī anjām kaun jānegumān-e-bātil ḳhayāl sab ḳhām kaun jāne
- کیا ربط ایک درد سے بنتے چلے گئےجنگل میں جیسے راستے بنتے چلے گئےkyā rabt ek dard se bante chale ga.ejangal meñ jaise rāste bante chale ga.e
- کیا کیا دلوں کا خوف چھپانا پڑا ہمیںخود ڈر گئے تو سب کو ڈرانا پڑا ہمیںkyā kyā diloñ kā ḳhauf chhupānā paṛā hameñḳhud ḍar ga.e to sab ko ḍarānā paṛā hameñ
- گزر گیا جو مرے دل پہ سانحہ بن کراتر گیا وہ مری روح میں خدا بن کرguzar gayā jo mire dil pe sāneha ban karutar gayā vo mirī rūh meñ ḳhudā ban kar
- لٹتے ہیں بہت سہل کہ دن ایسے کڑے ہیںگھر میں نہیں جیسے کہیں جنگل میں پڑے ہیںluṭṭe haiñ bahut sahl ke din aise kaṛe haiñghar meñ nahīñ jaise kahīñ jangal meñ paṛe haiñ
- مجھے خوشی ہے مری اس سے رسم و راہ نہیںوہ شخص دل سے کسی کا بھی خیر خواہ نہیںmujhe ḳhushī hai mirī us se rasm-o-rāh nahīñvo shaḳhs dil se kisī kā bhī ḳhair ḳhvāh nahīñ
- مسافتیں کب گمان میں تھیں سفر سے آگےنکل گئے اپنی دھن میں اس کے نگر سے آگےmasāfateñ kab gumān meñ thīñ safar se āgenikal ga.e apnī dhun meñ us ke nagar se āge
- موڑ موڑ گھبرایا گام گام دہلا میںجانے کن خرابوں کے راستوں پہ نکلا میںmoṛ moṛ ghabrāyā gām gām dahlā meñjāne kin ḳharāboñ ke rāstoñ pe niklā meñ
- ہوا بھی زور پہ تھی تیز تھا بہاؤ بھیلڑی ہے خوب مگر کاغذی سی ناؤ بھیhavā bhī zor pe thī tez thā bahā.o bhīlaṛī hai ḳhūb magar kāġhzī sī nā.o bhī
- یہ جو الفاظ کو مہکار بنایا ہوا ہےایک گل کا یہ سب اسرار بنایا ہوا ہےye jo alfāz ko mahkār banāyā huā haiek gul kā ye sab asrār banāyā huā hai
- یہ شب و روز جو اک بے کلی رکھی ہوئی ہےجانے کس حسن کی دیوانگی رکھی ہوئی ہےye shab-o-roz jo ik be kalī rakhī huī haijāne kis husn kī dīvāngī rakhī huī hai