Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Aabid Jafri

Poems

  1. ashk umḍeñ to unheñ palkoñ pe rokā jā.ekyūñ ye pindār-e-vafā sūrat-e-girya jā.e
  2. basāratoñ ko rah-e-shauq meñ gañvā dekhātujhe na dekhā magar hāñ ye hādisa dekhā
  3. chāroñ taraf kuchh dīvāreñ sī rahtī haiñ āhoñ meñ lagīmerī miṭṭī tere ghar kī gahrī buniyādoñ meñ lagī
  4. dard kī ānch meñ jaltā hai ye ghar kyā kījeḳhvāb hotī hai tamannā kī sahar kyā kīje
  5. dil se mahrūmī-e-ehsās miṭāne ke liyegul khule haiñ mire zaḳhmoñ ko dikhāne ke liye
  6. shab kī āġhosh meñ jāgā huā ghar kis kā haius pe āseb nahīñ hai to asar kis kā hai
  7. shikve hameñ to jahd-e-mukarrar ke nahīñ haiñhijrat huī hai yūñ ke kisī ghar ke nahīñ haiñ
  8. abas hai shāḳh qad āvar pe āshiyāñ rakhnāzamīñ ko rās kab āyā hai āsmāñ rakhnā
  9. ġham diyā hai to sivā hausla-e-ġham denāye to ik āg hai phir kyā use shabnam denā
  10. fikr rakhte haiñ kahāñ zehn agar rakhte haiñdasht-e-be āb meñ jo tuḳhm-e-hunar rakhte haiñ
  11. kar chukā phūl meñ jab sāre jahāñ ke pattharā paṛe sar pe mire jāne kahāñ ke patthar
  12. kaun thā jo dast-e-qātil ke liye tayyār thāek maiñ hī bazm-e-ahl-e-ḳhvāb meñ bedār thā
  13. ghar to luṭṭā hai magar ham ko miṭāne vālekaun se des se lā.eñge zamāne vāle
  14. maiñ ajnabī rahā sab se magar sabhī meñ rahāye hausla bhī yahāñ par kisī kisī meñ rahā
  15. vo jo apne the vahī ho ga.e harjā.ī bhībāt peshānī pe likhī huī pesh ā.ī bhī
  16. ham ko jānāñ is nagrī meñ chalnā bhī dushvār huālogoñ kā har sang-e-malāmat apne liye dīvār huā
  17. ye dāġh hijr nahīñ miṭ sakā jabīñ kā lagāzamīñ kahīñ kī hai paivand hai kahīñ kā lagā
  18. ye kis ne ahd-e-farāmosh se sadā dī haiabhī charāġh jalā.e hī the huā dī hai
  19. yahī to ek shikāyat safar meñ rahtī haihavā-e-gard-e-musalsal nazar meñ rahtī hai
  20. ye merā qiblavo terā qibla
  21. ab nahīñ ā.ūñgāmaiñ tumhāre kisī dām meñ
  22. sunozulm kā abr dhartī ke tapte badan par jo barsā.u ge
  23. uṭhā.o mashalchalo vo bastī qarīb tar hai
  24. maiñ ek tesha badast insāñmujhe ḳharāboñ kī justujū hai
  25. maiñ kis manzil pe ā pahuñchāyahāñ to chāndnī oṛhe hue
  26. maiñ kyā likhūñtumhāre vāste
  27. ho rahā hai vahījis kā andesha zehnoñ meñ paltā rahā
  28. ye kis ne chehroñ pe tān dī hainā.āshnā.ī kī phir se chādar
  29. ye mujh meñ kaun haike jab bhī gardish lahū ne