Poet
Aabid Jafri
Poems
- اشک امڈیں تو انہیں پلکوں پہ روکا جائےکیوں یہ پندار وفا صورت گریہ جائےashk umḍeñ to unheñ palkoñ pe rokā jā.ekyūñ ye pindār-e-vafā sūrat-e-girya jā.e
- بصارتوں کو رہ شوق میں گنوا دیکھاتجھے نہ دیکھا مگر ہاں یہ حادثہ دیکھاbasāratoñ ko rah-e-shauq meñ gañvā dekhātujhe na dekhā magar hāñ ye hādisa dekhā
- چاروں طرف کچھ دیواریں سی رہتی ہیں آہوں میں لگیمیری مٹی تیرے گھر کی گہری بنیادوں میں لگیchāroñ taraf kuchh dīvāreñ sī rahtī haiñ āhoñ meñ lagīmerī miṭṭī tere ghar kī gahrī buniyādoñ meñ lagī
- درد کی آنچ میں جلتا ہے یہ گھر کیا کیجےخواب ہوتی ہے تمنا کی سحر کیا کیجےdard kī ānch meñ jaltā hai ye ghar kyā kījeḳhvāb hotī hai tamannā kī sahar kyā kīje
- دل سے محرومیٔ احساس مٹانے کے لیےگل کھلے ہیں مرے زخموں کو دکھانے کے لیےdil se mahrūmī-e-ehsās miṭāne ke liyegul khule haiñ mire zaḳhmoñ ko dikhāne ke liye
- شب کی آغوش میں جاگا ہوا گھر کس کا ہےاس پہ آسیب نہیں ہے تو اثر کس کا ہےshab kī āġhosh meñ jāgā huā ghar kis kā haius pe āseb nahīñ hai to asar kis kā hai
- شکوے ہمیں تو جہد مکرر کے نہیں ہیںہجرت ہوئی ہے یوں کہ کسی گھر کے نہیں ہیںshikve hameñ to jahd-e-mukarrar ke nahīñ haiñhijrat huī hai yūñ ke kisī ghar ke nahīñ haiñ
- عبث ہے شاخ قد آور پہ آشیاں رکھنازمیں کو راس کب آیا ہے آسماں رکھناabas hai shāḳh qad āvar pe āshiyāñ rakhnāzamīñ ko rās kab āyā hai āsmāñ rakhnā
- غم دیا ہے تو سوا حوصلۂ غم دینایہ تو اک آگ ہے پھر کیا اسے شبنم دیناġham diyā hai to sivā hausla-e-ġham denāye to ik āg hai phir kyā use shabnam denā
- فکر رکھتے ہیں کہاں ذہن اگر رکھتے ہیںدشت بے آب میں جو تخم ہنر رکھتے ہیںfikr rakhte haiñ kahāñ zehn agar rakhte haiñdasht-e-be āb meñ jo tuḳhm-e-hunar rakhte haiñ
- کر چکا پھول میں جب سارے جہاں کے پتھرآ پڑے سر پہ مرے جانے کہاں کے پتھرkar chukā phūl meñ jab sāre jahāñ ke pattharā paṛe sar pe mire jāne kahāñ ke patthar
- کون تھا جو دست قاتل کے لئے تیار تھاایک میں ہی بزم اہل خواب میں بیدار تھاkaun thā jo dast-e-qātil ke liye tayyār thāek maiñ hī bazm-e-ahl-e-ḳhvāb meñ bedār thā
- گھر تو لٹتا ہے مگر ہم کو مٹانے والےکون سے دیس سے لائیں گے زمانے والےghar to luṭṭā hai magar ham ko miṭāne vālekaun se des se lā.eñge zamāne vāle
- میں اجنبی رہا سب سے مگر سبھی میں رہایہ حوصلہ بھی یہاں پر کسی کسی میں رہاmaiñ ajnabī rahā sab se magar sabhī meñ rahāye hausla bhī yahāñ par kisī kisī meñ rahā
- وہ جو اپنے تھے وہی ہو گئے ہرجائی بھیبات پیشانی پہ لکھی ہوئی پیش آئی بھیvo jo apne the vahī ho ga.e harjā.ī bhībāt peshānī pe likhī huī pesh ā.ī bhī
- ہم کو جاناں اس نگری میں چلنا بھی دشوار ہوالوگوں کا ہر سنگ ملامت اپنے لیے دیوار ہواham ko jānāñ is nagrī meñ chalnā bhī dushvār huālogoñ kā har sang-e-malāmat apne liye dīvār huā
- یہ داغ ہجر نہیں مٹ سکا جبیں کا لگازمیں کہیں کی ہے پیوند ہے کہیں کا لگاye dāġh hijr nahīñ miṭ sakā jabīñ kā lagāzamīñ kahīñ kī hai paivand hai kahīñ kā lagā
- یہ کس نے عہد فراموش سے صدا دی ہےابھی چراغ جلائے ہی تھے ہوا دی ہےye kis ne ahd-e-farāmosh se sadā dī haiabhī charāġh jalā.e hī the huā dī hai
- یہی تو ایک شکایت سفر میں رہتی ہےہوائے گرد مسلسل نظر میں رہتی ہےyahī to ek shikāyat safar meñ rahtī haihavā-e-gard-e-musalsal nazar meñ rahtī hai