Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ghayas Mateen

b. 1939

Poems

  1. ānkh kī putlī meñ sūraj sar meñ kuchh saudā ugāpāniyoñ meñ surḳh paude dhūp meñ sāyā ugā
  2. is taraf āg kā dariyā hai idhar khā.ī haiham ne bhī pār utarne kī qasam khā.ī hai
  3. bārish hogī to bārish meñ donoñ mil kar bhīgeñgeret pe ek musāfir kā ghar aur samundar bhīgeñge
  4. pāgal sī huā ḍhaltī huī shām samundaraise hī kahīñ le na tirā nām samundar
  5. tumhārā rang rang-e-āsmāñ jaisā badaltā haikisī ko chāhne vālā kahīñ itnā badaltā hai
  6. jazīre hūñ ke vo sahrā hūñ ḳhvāb honā haisamundaroñ ko kisī din sarāb honā hai
  7. ḳhvāb ānkhoñ kī galī chhoṛ ke jāne nikleham idhar nīnd kī dīvār girāne nikle
  8. dil jalā phir charāġh jalte hīapne dukh bhī haiñ shām jaise hī
  9. dhūp kā ehsās jāne kyūñ use hotā nahīñvaqt āvāra hai ṭhanḍī chhā.oñ meñ hotā nahīñ
  10. zamīñ ke sāth falak ke safar meñ ham bhī haiñqafas nasīb sahī bāl-o-par maiñ ham bhī haiñ
  11. sūraj ko kyā pata hai kidhar dhūp chāhiyeāngan baṛā hai apne bhī ghar dhūp chāhiye
  12. shām kā rang jo gahrā huā ā.īne meñik sitāra sā chamakne lagā ā.īne meñ
  13. lahje ko phūl lafz ko jugnū agar kareñvaqt-e-ravāñ ke sāth ma.ānī safar kareñ
  14. nasība jāg uṭhā aur muqaddar ban gayā apnājahāñ dīvār hai us kī vahīñ ghar ban gayā apnā
  15. vo chingāriyoñ ko huā de gayāsamundar thā lekin ye kyā de gayā
  16. havā bahut tez chal rahī hai charāġh-e-jāñ phir bhī jal rahā haiye kaun hai jo hamāre pīchhe havā ke ham rāh chal rahā hai
  17. zahmat kaun-o-makāñ khīñch rahā hai koītīrgī vusat-e-aflāk se miṭ jā.egī
  18. kitāb-e-zīst hozulmāt ho
  19. āsmāñ rāhatoñ kī javāñ sej thāraushnī pūchhtī hai ke maiñ
  20. parinderāt kī shāḳhoñ pe baiṭhe haiñ
  21. chhat pe dīvāroñ pe dar parkhiṛkiyoñ meñ
  22. lakaṛ.hārechalo is shahr se
  23. maiñ zinda hūñke ik ātashdāñ ke andar
  24. vahāñ bhā.o achchhā milā thākoī chār chhe līnath kī
  25. vo badbū dār zahrīlā dhuāñ haijis se bantī aur bigaṛtī haiñ
  26. ujāloñ ko maiñ neye kahte sunā hai
  27. idhar ā.ozarā aur qarīb
  28. jahāñ meñ hūñvahāñ
  29. chānd aur sūraj keṭukṛe ṭukṛe kar denā ho
  30. ḳhūn meñ tumhāre haiñkaun se jis meñ kam
  31. rākh kā ḍher huā jātā hai derīna mohabbat kā alā.otīrgī chhāne ko hai sā.e ye manḍlāte haiñ
  32. raushniyoñ se ghireek bahut baṛe maidān meñ
  33. shahr vīrāñ ke makīnoye suno
  34. mirī ānkheñaṭī haiñ gard se phir bhī
  35. mere andar ta.affun zada ek lāsh thījise
  36. nahīñ ye maiñ nahīñ hūñmaiñ nahīñ hūñ
  37. vo dīroz kī shāmkab lauṭ kar ā sakī hai
  38. vo kaun thesahāb the kitāb the
  39. vo lashkaraur vo hāthī
  40. har patthar meñ chhupī huī ik maut hai jo soch rahī haisūraj ke ā.īne meñ jo shakl bhī hai
  41. huākuchh aisī chalī
  42. ye kāġhaz kī dīvāreñna merī panāh gāh haiñ