Poet
Wali Uzlat
ولی عزلت1692–1775
Poems
- آج دل بے قرار ہے میراکس کے پہلو میں یار ہے میراāj dil be qarār hai merākis ke pahlū meñ yār hai merā
- ارے الٹے زمانے مجھ پہ کیا سیدھا ستم لایانین میرے تھے پی کا گھر سو روئے ہجر دکھلایاare ulṭe zamāne mujh pe kyā sīdhā sitam lāyānain mere the pī kā ghar so rū-e-hijr dikhlāyā
- اسیری بے مزہ لگتی ہے بن صیاد کیا کیجےقفس کے کنج میں تنہا عبث فریاد کیا کیجےasīrī be maza lagtī hai ban sayyād kyā kījeqafas ke kunj meñ tanhā abas fariyād kyā kīje
- اگر میں معجزے کو خاکساری کے عیاں کرتابگولے سا بنا اور ہی زمیں و آسماں کرتاagar maiñ mojize ko ḳhāksārī ke ayāñ kartābagūle sā banā aur hī zamīñ-o-āsmāñ kartā
- اے ناصح چشم تر سے مت کر آنسو پاک رہنے دےارے بے درد رونے میں مجھے بے باک رہنے دےai nāseh chashm-e-tar se mat kar ānsū pāk rahne deare be dard rone meñ mujhe be bāk rahne de
- اے یار مجھ افسردۂ ہجراں کو پہنچ تواے رشک مسیحا تن بے جاں کو پہنچ توai yār mujh afsurda-e-hijrāñ ko pahuñch toai rashk-e-masīhā tan-e-be jāñ ko pahuñch to
- بندے ہیں تیری چھب کے مہ سے جمال والےسب گل سے گال والے سنبل سے بال والےbande haiñ terī chhab ke mah se jamāl vālesab gul se gāl vāle sumbul se bāl vāle
- بہار آدھی گزر گئی ہائے ہم قیدی ہیں زنداں کےگئے کچھ اور کچھ جاتے ہیں دن چاک گریباں کےbahār ādhī guzar ga.ī hā.e ham qaidī haiñ zindāñ kega.e kuchh aur kuchh jāte haiñ din chāk-e-garebāñ ke
- بہار آئی بتنگ آیا دل وحشت پناہ اپناکروں کیا ہے یہی چاک گریباں دستگاہ اپناbahār ā.ī batang āyā dil vahshat panāh apnākarūñ kyā hai yahī chāk-e-garebāñ dastgāh apnā
- بہار آئی جنوں لے گا ہمارا امتحاں دیکھیںنمک دے گا دل زخمی کو شور بلبلاں دیکھیںbahār ā.ī junūñ legā hamārā imtihāñ dekheñnamak degā dil-e-zaḳhmī ko shor-e-bulbulāñ dekheñ
- پھر آئی فصل گل اے یار دیکھیے کیا ہوجنوں کا دل میں چبھا خار دیکھیے کیا ہوphir ā.ī fasl-e-gul ai yār dekhiye kyā hojunūñ kā dil meñ chubhā ḳhār dekhiye kyā ho
- پھونک دے ہے منہ ترا ہر صاف دل کے تن میں آگسامنے خورشید کے لگتی ہے جو درپن میں آگphūñk de hai muñh tirā har sāf dil ke tan meñ āgsāmne ḳhurshīd ke lagtī hai jo darpan meñ āg
- تجھ سے بوسہ میں نہ مانگا کبھو ڈرتے ڈرتےدیکھیے آب بقا پاؤں گا مرتے مرتےtujh se bosa meñ na māñgā kabhū ḍarte ḍartedekhiye āb-e-baqā pā.ūñgā marte marte
- تجھ قبا پر گلاب کا بوٹادل بلبل گویا ابھی ٹوٹاtujh qabā par gulāb kā būṭādil-e-bulbul goyā abhī ṭūṭā
- ترے لب بن ہے دل میں شعلہ زن مل جس کو کہتے ہیںنشے کی موت کی ہچکی ہے قلقل جس کو کہتے ہیںtire lab ban hai dil meñ shola zan mil jis ko kahte haiñnashe kī maut kī hichkī hai qulqul jis ko kahte haiñ
- تیرہ بختوں کو کرے ہے نالۂ غمگیں خرابجس طرح ہو جا صبا سے کاکل مشکیں خرابtīra baḳhtoñ ko kare hai nāla-e-ġhamgīñ ḳharābjis tarah ho jā sabā se kākul-e-mushkīñ ḳharāb
- جاتی رہیں کدھر وہ محبت کی بانیاںاک آشنا رہیں تری باتیں بگانیاںjātī raheñ kidhar vo mohabbat kī bāniyāñik āshnā raheñ tirī bāteñ buganiyāñ
- جب تن نہ رہا میرا ہوں واصل جانانہدیوار کے گرنے سے ہم سایا ہو ہم خانہjab tan na rahā merā hūñ vāsil-e-jānānadīvār ke girne se ham sāyā ho ham ḳhāna
- جب سے دلبر نے آنکھ پھیرا ہےمجھ کو دوران سر نے گھیرا ہےjab se dilbar ne ānkh pherā haimujh ko daurān-e-sar ne gherā hai
- جپے ہے ورد سا تجھ سے صنم کے نام کو شیخنماز توڑ اٹھے تیرے رام رام کو شیخjape hai vird sā tujh se sanam ke nām ko shaiḳhnamāz toṛ uṭhe tere rām rām ko shaiḳh
- جن دنوں ہم اس شب حظ کے سیہ کاروں میں تھےاس ایاغ چشم کے پیوستہ مے خواروں میں تھےjin dinoñ ham is shab-e-haz ke siyah kāroñ meñ theis ayāġh-e-chashm ke paivasta mai ḳhvāroñ meñ the
- جنوں آور شب مہتاب تھی پی کی تمنا میںکہ بہہ کر ریل میں اشکوں کے ہم تھے سیر دریا میںjunūñ āvar shab-e-mahtāb thī pī kī tamannā meñke bah kar rel meñ ashkoñ ke ham the sair-e-dariyā meñ
- جو عاشق ہو اسے صحرا میں چل جانے سے کیا نسبتجز اپنی دھول اڑانا اور ویرانے سے کیا نسبتjo āshiq ho use sahrā meñ chal jāne se kyā nisbatjuz apnī dhūl uṛānā aur vīrāne se kyā nisbat
- جوں گل ازبسکہ جنوں ہے مرا سامان کے ساتچاک کرتا ہوں میں سینے کو گریبان کے ساتjūñ gul azbaskeh junūñ hai mirā sāmān ke sātchāk kartā hūñ maiñ sīne ko garebān ke sāt
- خدا شاہد بتو دو جگ سے یہ سودا ہے نروالامیں دو بادام چشم لطف پر دل بیچنے والاḳhudā shāhid buto do jag se ye saudā hai nirvālāmaiñ do bādām chashm-e-lutf par dil bechne vālā
- خدا کسی کوں کسی ساتھ آشنا نہ کرےوگرنہ یار کوں عاشق سوں بے وفا نہ کرےḳhudā kisī kūñ kisī sāth āshnā na karevagarna yār kūñ āshiq sūñ be vafā na kare
- خدا ہی پہنچے فریادوں کو ہم سے بے نصیبوں کےہمارے دل کباب اور تو پئے پیالے رقیبوں کےḳhudā hī pahuñche fariyādoñ ko ham se be nasīboñ kehamāre dil-e-kabāb aur to piye pyāle raqīboñ ke
- خط نے آ کر کی ہے شاید رحم فرمانے کی عرضتب تو اب سنتا ہے ہنس کر مجھ سے دیوانے کی عرضḳhat ne ā kar kī hai shāyad rahm farmāne kī arztab to ab suntā hai hañs kar mujh se dīvāne kī arz
- خنک جوشی نہ کرتے جوں صبا گر یہ بتاں ہم سےتو مثل غنچۂ گل دل نہ جاتا رائیگاں ہم سےḳhunuk joshī na karte jūñ sabā gar ye butāñ ham setū misl-e-ġhuncha-e-gul dil na jātā rā.īgāñ ham se
- دلوں میں رہئے جہاں کے ولے خدا کے ڈھبکہ ہو جہاں پہ نہ ظاہر یہ ہے مرا مذہبdiloñ meñ rahiye jahāñ ke vale ḳhudā ke ḍhabke ho jahāñ pe na zāhir ye hai mirā maz.hab
- شتاب کھو گئی پیری جوانی دو دن کیچھپی سحر میں شب کامرانی دو دن کیshitāb kho ga.ī pīrī javānī do din kīchhupī sahar meñ shab kāmrānī do din kī
- عبث توڑا مرا دل ناز سکھلانے کے کام آتایہ آئینہ تھا اس خودبیں کو اترانے کے کام آتاabas toṛā mirā dil nāz sukhlāne ke kām ātāye ā.īna thā is ḳhudbīñ ko itrāne ke kām ātā
- غنچۂ دل مرا کھا کر گل خنداں میرابوئے گل سا ہے اڑاتا مجھے جاناں میراġhuncha-e-dil mirā khā kar gul-e-ḳhandāñ merābū-e-gul sā hai uṛātā mujhe jānāñ merā
- غیر آہ سرد نہیں داغوں کے جانے کا علاججز صبا کیا ہے چراغوں کے بجھانے کا علاجġhair āh-e-sard nahīñ dāġhoñ ke jāne kā ilājjuz sabā kyā hai charāġhoñ ke bujhāne kā ilāj
- فصل گل میں نئیں بگھولے اٹھتے ویرانوں کے بیچخاک دیوانوں کی وجدی ہے بیابانوں کے بیچfasl-e-gul meñ na.īñ baghūle uṭhte vīrānoñ ke bīchḳhāk dīvānoñ kī vajdī hai bayābānoñ ke bīch
- کر رہے ہیں مجھ سے تجھ بن دیدۂ نمناک جنگداغ دل جوں شمع کرتے ہیں جدا بے باک جنگkar rahe haiñ mujh se tujh bin dīda-e-namnāk jangdāġh-e-dil jūñ sham.a karte haiñ judā be bāk jang
- کفر مومن ہے نہ کرنا دلبراں سے اختلاطکر لیا کعبے نے بھی کے دن بتاں سے اختلاطkufr-e-momin hai na karnā dilbarāñ se iḳhtilātkar liyā ka.abe ne bhī ke din butāñ se iḳhtilāt
- گرد باد افسوس کا جنگل سے ہے پیدا ہنوزہات ملتا ماتم مجنوں سے ہے صحرا ہنوزgard-e-bād afsos kā jangal se hai paidā hanozhāt miltā mātam-e-majnūñ se hai sahrā hanoz
- گر میرے لہو رونے کا باران بنے گاکوچہ ترا رشک چمنستان بنے گاgar mere lahū rone kā bārān banegākūcha tirā rashk-e-chamanistān banegā
- گل رہے نہیں نام کو سرکش ہیں خاراں العیاذکھٹکے ہے آنکھوں میں یہ سونا گلستاں العیاذ
- گھر یار کا ہم سے دور پڑا گئی ہم سے راحت ایک طرفدل ایک طرف آہ ایک طرف ملنے کی حسرت ایک طرفghar yār kā ham se dūr paṛā ga.ī ham se rāhat ek tarafdil ek taraf āh ek taraf milne kī hasrat ek taraf
- ماہ کامل ہو مقابل یار کے رو سے چے خوشخم ہو دم مارے ہلال اس تیغ ابرو سے چے خوشmāh-e-kāmil ho muqābil yār ke ro se che ḳhushḳham ho dam māre hilāl is teġh-e-abrū se che ḳhush
- مرے نزع کو مت اس سے کہو ہوا سو ہواکہ دل دہندہ جیو یا مرو ہوا سو ہواmire naza.a ko mat us se kaho huā so huāke dil dahinda jiyo yā maro huā so huā
- مغز بہار اس برس اس بن بچا نہ تھاچین جبیں بن ایک گل اب کی ہنسا نہ تھاmaġhz-e-bahār is baras is ban bachā na thāchain-e-jabīñ ban ek gul ab kī hañsā na thā
- موسم گل میں ہیں دیوانوں کے بازار کئیشور بلبل کئی زنجیر کی جھنکار کئیmausam-e-gul meñ haiñ dīvānoñ ke bāzār ka.īshor-e-bulbul ka.ī zanjīr kī jhankār ka.ī
- میں وہ مجنوں ہوں کہ آباد نہ اجڑا سمجھوںمشت خاک اپنی اڑا کر اسے صحرا سمجھوںmaiñ vo majnūñ hūñ ke ābād na ujṛā samjhūñmusht-e-ḳhāk apnī uṛā kar use sahrā samjhūñ
- ننگ نہیں مجھ کو تڑپنے سے سنبھل جانے کاڈر ہے اس خنجر مژگاں کے پھسل جانے کاnang nahīñ mujh ko taṛapne se sambhal jāne kāḍar hai is ḳhanjar-e-mizhgāñ ke phisal jāne kā
- نہ شوخیوں سے کرے ہیں وہ چشم گلگوں رقصکہ ان کے پینے سے کرتا ہے واں مرا خوں رقصna shoḳhiyoñ se kare haiñ vo chashm-e-gulgūñ raqske un ke pīne se kartā hai vāñ mirā ḳhūñ raqs
- نین میں خوں بھر آیا دل میں خار غم چھپا شایدہوا اس دم وہ تیغ ابرو کسی سے آشنا شایدnain meñ ḳhūñ bhar āyā dil meñ ḳhār-e-ġham chhupā shāyadhavā is dam vo teġh-e-abrū kisī se āshnā shāyad
- وقت بوسے کے مرا منہ اس کے لب سے جوں جڑاگرد غم ہوئی دل میں میٹھی جیسے شکر کا پڑاvaqt bose ke mirā muñh us ke lab se jūñ juṛāgard-e-ġham huī dil meñ mīṭhī jaise shukr kā paṛā