Poet
جمیلہ خدا بخش
Poems
- آج سنتے ہیں کہ میرے گھر وہ یار آنے کو ہےاپنے قابو میں دل بے اختیار آنے کو ہےāj sunte haiñ ke mere ghar vo yār āne ko haiapne qābū meñ dil-e-be iḳhtiyār āne ko hai
- آج قابو میں یہ مزاج نہیںبے خودی کا کوئی علاج نہیںāj qābū meñ ye mizāj nahīñbe ḳhudī kā koī ilāj nahīñ
- اس قدر ظلم و ستم اے ستم ایجاد نہ کرخاک ہم خاک نشینوں کی تو برباد نہ کرis qadar zulm-o-sitam ai sitam ījād na karḳhāk ham ḳhāk nashīnoñ kī to barbād na kar
- ایسی حالت نہ ہو کسی دل کیکیا کہوں ہائے بے بسی دل کیaisī hālat na ho kisī dil kīkyā kahūñ hā.e be basī dil kī
- اے جذب دل وہ دن تو میسر خدا کرےمیرے لیے وہ ہاتھ اٹھا کر دعا کرےai jazb-e-dil vo din to muyassar ḳhudā karemere liye vo hāth uṭhā kar duā kare
- اے صنم طالب نہیں وہ خلد سے گلزار کامبتلا کو چاہیے سایہ تری دیوار کاai sanam tālib nahīñ vo ḳhuld se gulzār kāmubtalā ko chāhiye sāya tirī dīvār kā
- بتائیں تم سے کیا ہم عاشق بیمار کس کے ہیںہمارے دیدۂ تر طالب دیدار کس کے ہیںbatā.eñ tum se kyā ham āshiq-e-bīmār kis ke haiñhamāre dīda-e-tar tālib-e-dīdār kis ke haiñ
- برہمن لے کے جو میرے لیے زنار آیااس نے سمجھا کہ یہی بت کا خریدار آیاbarahman le ke jo mere liye zunnār āyāus ne samjhā ke yahī but kā ḳharīdār āyā
- پہلو کو ترے عشق میں ویراں نہیں دیکھااس دل کو کبھی خالی از ارماں نہیں دیکھاpahlū ko tire ishq meñ vīrāñ nahīñ dekhāis dil ko kabhī ḳhālī az armāñ nahīñ dekhā
- تماشا ہو جو دل میں عکس روئے یار ہو پیداکہ اپنا عشق کا اک محرم اسرار ہو پیداtamāshā ho jo dil meñ aks-e-rū-e-yār ho paidāke apnā ishq kā ik mahram-e-asrār ho paidā
- تمہارے دید کی حسرت بہت مشکل سے نکلے گیدعا بن کر شب غم وہ ہمارے دل سے نکلے گیtumhāre dīd kī hasrat bahut mushkil se niklegīduā ban kar shab-e-ġham vo hamāre dil se niklegī
- تو ہے کعبہ میں تو پھر دل میں گزر کس کا ہےلا مکاں تیرا اگر ہے تو یہ گھر کس کا ہےtū hai ka.aba meñ to phir dil meñ guzar kis kā hailā makāñ terā agar hai to ye ghar kis kā hai
- تیرے عاشق کو طلب گل کی نہ گلزار کی تھیجوش وحشت میں ہوس وادیٔ پر خار کی تھیtere āshiq ko talab gul kī na gulzār kī thījosh-e-vahshat meñ havas vādī-e-pur ḳhār kī thī
- تیغ ابرو کا جو قتیل ہواوہ شہیدوں میں بے عدیل ہواteġh-e-abrū kā jo qatīl huāvo shahīdoñ meñ be adīl huā
- حالت تو دیکھ لی مری چشم پر آب کیساقی نہیں ہوس مجھے جام شراب کیhālat to dekh lī mirī chashm par āb kīsāqī nahīñ havas mujhe jām-e-sharāb kī
- خالی عاشق سے کبھی کوچۂ جاناں نہ رہاکون سی شب وہ تھی جس میں کوئی گریاں نہ رہاḳhālī āshiq se kabhī kūcha-e-jānāñ na rahākaun sī shab vo thī jis meñ koī giryāñ na rahā
- خوں رلاتی ہے تری حسرت دیدار مجھےتیری فرقت نے کیا جان سے بیزار مجھےḳhūñ rulātī hai tirī hasrat-e-dīdār mujheterī furqat ne kiyā jān se bezār mujhe
- درد دل وہ ہے کہ راحت سے سروکار نہیںطاقت صبر نہیں قوت گفتار نہیںdard-e-dil vo hai ke rāhat se sarokār nahīñtāqat-e-sabr nahīñ quvvat-e-guftār nahīñ
- دل جو آئینہ سا نہیں ہوتایار جلوہ نما نہیں ہوتاdil jo ā.īna sā nahīñ hotāyār jalva numā nahīñ hotā
- دل ویراں بھی تھا مسکن کسی کااسی میں نور تھا روشن کسی کاdil-e-vīrāñ bhī thā maskan kisī kāisī meñ nūr thā raushan kisī kā
- دیتا ہوں دل جسے وہ کہیں بے وفا نہ ہویہ عشق میرے واسطے شاید قضا نہ ہوdetā hūñ dil jise vo kahīñ be vafā na hoye ishq mere vāste shāyad qazā na ho
- دیکھیے گل کی محبت ہمیں کیا دیتی ہےبلبل زار یہ حسرت سے صدا دیتی ہےdekhiye gul kī mohabbat hameñ kyā detī haibulbul-e-zār ye hasrat se sadā detī hai
- روبرو آنا چھپانا چھوڑ دےلن ترانی کا سنانا چھوڑ دےrūbarū ānā chhupānā chhoṛ delan tarānī kā sunānā chhoṛ de
- روح کے جانے کی قالب سے کوئی مدت نہیںصبر کر اے دل تجھے کیا صبر کی طاقت نہیںrūh ke jāne kī qālib se koī muddat nahīñsabr kar ai dil tujhe kyā sabr kī tāqat nahīñ
- زاہد کے دل میں بت ہے مسلماں نہیں رہایہ برہمن ہے صاحب ایماں نہیں رہاzāhid ke dil meñ but hai musalmāñ nahīñ rahāye barahman hai sāhab-e-īmāñ nahīñ rahā
- ستم ہے تیرے عاشق کے لئے بیمار ہو جانابڑی آفت ہے دل کے ہاتھ سے ناچار ہو جاناsitam hai tere āshiq ke liye bīmār ho jānābaṛī āfat hai dil ke hāth se nāchār ho jānā
- سمجھ کے ظلم کرو اے بتو خدا بھی ہےتمہارے جور و جفا کی کچھ انتہا بھی ہےsamajh ke zulm karo ai buto ḳhudā bhī haitumhāre jaur-o-jafā kī kuchh intihā bhī hai
- سوزش شعلۂ فرقت سے فنا ہو جانامرض غم کے لیے ہے یہ دوا ہو جاناsozish-e-shola-e-furqat se fanā ho jānāmaraz-e-ġham ke liye hai ye davā ho jānā
- شعلۂ آہ نے سیکھا ہے جلانا دل کانہیں ملتا ہے جو پہلو میں ٹھکانا دل کاshola-e-āh ne sīkhā hai jalānā dil kānahīñ miltā hai jo pahlū meñ ṭhikānā dil kā
- صبر کر صبر دل زار یہ وحشت کیا ہےدشت پر خار میں جانے کی ضرورت کیا ہےsabr kar sabr dil-e-zār ye vahshat kyā haidasht pur ḳhār meñ jāne kī zarūrat kyā hai
- طاقت صبر ترے بے سر و ساماں میں نہیںاستقامت اسے اس عالم امکاں میں نہیںtāqat-e-sabr tire be sar-o-sāmāñ meñ nahīñistiqāmat use is ālam-e-imkāñ meñ nahīñ
- عشق بتاں کا جب سے مجھے ڈھنگ آ گیاہاتھوں سے میرے دست جنوں تنگ آ گیاishq-e-butāñ kā jab se mujhe ḍhang ā gayāhāthoñ se mere dast-e-junūñ tang ā gayā
- عشق کو دل میں چھپا لیتے ہیں کامل کیوں کران پر آسان ہوا کرتی ہے مشکل کیوں کرishq ko dil meñ chhupā lete haiñ kāmil kyūñ karun par āsān huā kartī hai mushkil kyūñ kar
- فصل گل دیکھ کے افزوں ہوئی وحشت اپنیلے چلے دیکھیے کس جا مجھے قسمت اپنیfasl-e-gul dekh ke afzūñ huī vahshat apnīle chale dekhiye kis jā mujhe qismat apnī
- کاٹوں گا شب تڑپ کر رو کر سحر کروں گافرقت میں تیری جاناں یوں ہی بسر کروں گاkāṭūñgā shab taṛap kar ro kar sahar karūñgāfurqat meñ terī jānāñ yūñ hī basar karūñgā
- کر دیا زلف پریشاں سا پریشاں مجھ کودشت میں چھوڑ گیا ہے دل ناداں مجھ کوkar diyā zulf-e-pareshāñ sā pareshāñ mujh kodasht meñ chhoṛ gayā hai dil-e-nādāñ mujh ko
- کون سی شے میں ترا نور نہیںکس جگہ پر ترا ظہور نہیںkaun sī shai meñ tirā nūr nahīñkis jagah par tirā zuhūr nahīñ
- کہاں لے جائے گی دیکھوں یہ میری آرزو مجھ کولیے پھرتی ہے ہر جانب تمہاری جستجو مجھ کوkahāñ le jā.egī dekhūñ ye merī ārzū mujh koliye phirtī hai har jānib tumhārī justujū mujh ko
- کہو تو آج دل بے قرار کیسے ہوشب الم کے ستائے نزار کیسے ہوkaho to āj dil-e-be qarār kaise hoshab-e-alam ke satā.e nizār kaise ho
- کیا جب صبر فرقت میں تو پھر ذکر بتاں کیسابہ آہ و زاریاں کیسی ہیں یہ شور فغاں کیساkiyā jab sabr furqat meñ to phir zikr-e-butāñ kaisāba āh-o-zāriyāñ kaisī haiñ ye shor-e-fuġhāñ kaisā
- کیا خبر تھی یار کے آتے ہی آفت آئے گیقامت زیبا میں پوشیدہ قیامت آئے گیkyā ḳhabar thī yār ke āte hī āfat ā.egīqāmat-e-zebā meñ poshīda qayāmat ā.egī
- کیسی ہے آہ اپنی طبیعت بھری ہوئیآنکھوں میں اشک اشک میں حسرت بھری ہوئیkaisī hai āh apnī tabī.at bharī huīānkhoñ meñ ashk ashk meñ hasrat bharī huī
- گرنے کا بہت ڈر ہے اے دل نہ پھسل جانااس بام محبت پر مشکل ہے سنبھل جاناgirne kā bahut ḍar hai ai dil na phisal jānāis bām-e-mohabbat par mushkil hai sambhal jānā
- گو شمع ہوں پہ محفل جاناں سے دور ہوںمیں عندلیب ہوں پہ گلستاں سے دور ہوںgo sham.a hūñ pe mahfil jānāñ se dūr hūñmaiñ andalīb hūñ pe gulistāñ se dūr hūñ
- لیا ہے عشق نے کیا انتخاب کر کے مجھےچنا جو بزم میں جام شراب کر کے مجھےliyā hai ishq ne kyā intiḳhāb kar ke mujhechunā jo bazm meñ jām-e-sharāb kar ke mujhe
- مرتے مرتے یہ ہم نے کام کیاجان دے کر وفا کا نام کیاmarte marte ye ham ne kām kiyājān de kar vafā kā nām kiyā
- مشکل ہے کہ پہلو سے جدا دل نہیں ہوتااور میرے ستانے سے وہ غافل نہیں ہوتاmushkil hai ke pahlū se judā dil nahīñ hotāaur mere satāne se vo ġhāfil nahīñ hotā
- ممکن نہیں دوا ہے اس آزار کے لیےبہتر ہے موت عاشق بیمار کے لیےmumkin nahīñ davā hai is āzār ke liyebehtar hai maut āshiq-e-bīmār ke liye
- میں عاشق ہوں مجھے مقتل میں اپنا نام کرنا ہےڈرے گا خنجر قاتل سے کیا وہ جس کو مرنا ہےmaiñ āshiq hūñ mujhe maqtal meñ apnā nām karnā haiḍaregā ḳhanjar-e-qātil se kyā vo jis ko marnā hai
- نعش اس عاشق ناشاد کی اٹھوانے دواب اسے زیر زمیں چین سے سو جانے دوna.ash is āshiq-e-nāshād kī uṭhvāne doab use zer-e-zamīñ chain se so jāne do