Poet
Ismail Meeruthi
اسماعیل میرٹھی1844–1917Born in MeerutDied in Meerut
Muhammad Ismail, known as Ismail Merathi, was a schoolteacher and educationist who taught Persian in Saharanpur and Agra before retiring in 1899. Influenced by Sir Syed Ahmad Khan's reform movement, he wrote simple poems for children about nature, animals and good conduct, and compiled Urdu and Persian school readers. His books include Reza-e-Jawahar and Kulliyat-e-Ismail. He founded a girls' school in his home town in 1909.
Writes about
- Children's verse
- Nature
- Animals
- Moral lessons
Poems
- آیا ہوں میں جانب عدم ہستی سےپیدا ہے بلند پائے گی پستی سےāyā hūñ maiñ jānib-e-adam hastī sepaidā hai buland pā.egī pastī se
- اسراف سے احتراز اگر فرماتےکیوں گردش ایام کی سیلی کھاتےisrāf se ehtirāz agar farmātekyūñ gardish ayyām kī sīlī khāte
- افسردگی اور گرم جوشی بھی غلطگم گشتگی اور خود فروشی بھی غلطafsurdagī aur garm joshī bhī ġhalatgum gashtagī aur ḳhud faroshī bhī ġhalat
- اک عالم خواب خلق پر طاری ہےیہ خواب میں کارخانہ سب جاری ہےik ālam ḳhvāb ḳhalq par tārī haiye ḳhvāb meñ kārḳhāna sab jārī hai
- الحق کہ نہیں ہے غیر ہرگز موجودجب تک کہ ہے وہم غیر حق ہے مفقودalhaq ke nahīñ hai ġhair hargiz maujūdjab tak ke hai vahm-e-ġhair haq hai mafqūd
- اے بار خدا یہ شور و غوغا کیا ہےکیا چیز طلب ہے اور تمنا کیا ہےai bār-e-ḳhudā ye shor-o-ġhauġhā kyā haikyā chīz talab hai aur tamannā kyā hai
- اے بے خبری کی نیند سونے والوراحت طلبی میں وقت کھونے والوai be ḳhabarī kī nīnd sone vālorāhat talbī meñ vaqt khone vālo
- با ایں ہمہ سادگی ہے پرکاری بھیشوخی بھی ہے اس میں عیاری بھیbā aiñ hama sādgī hai parkārī bhīshoḳhī bhī hai is meñ ayyārī bhī
- بدلا نہیں کوئی بھیس ناچاری سےہر رنگ ہے اختیار سرکاری سےbadlā nahīñ koī bhes nāchārī sehar rang hai iḳhtiyār sarkārī se
- برہان و دلیل عین گمراہی ہےنفی و اثبات محض جاں کا ہی ہےburhān-o-dalīl ain gumrāhī hainafī-o-isbāt mahz jāñ kā hī hai
- بندہ ہوں تو اک خدا بناؤں اپناخالق ہوں تو اک جہاں دکھاؤں اپناbanda hūñ to ik ḳhudā banā.ūñ apnāḳhāliq hūñ to ik jahāñ dikhā.ūñ apnā
- بے کار نہ وقت کو گزارو یارویوں سست پڑے پڑے نہ ہمت ہاروbe kār na vaqt ko guzāro yāroyūñ sust paṛe paṛe na himmat hāro
- پانی میں ہے آگ کا لگانا دشواربہتے دریا کو پھیر لانا دشوارpānī meñ hai āg kā lagānā dushvārbahte dariyā ko pher lānā dushvār
- پر شور الفت کی ندا ہے اب بھیجو تھی وہی آن اور ادا ہے اب بھیpur shor ulfat kī nidā hai ab bhījo thī vahī ān aur adā hai ab bhī
- تاریک ہے رات اور دنیا ذخارطوفان بپا ہے اور کشتی بے کارtārīk hai rāt aur duniyā zaḳhḳhārtūfān bapā hai aur kashtī be kār
- توحید کی راہ میں ہے ویرانۂ سختآزادی و بے تعلقی ہے یک لختtauhīd kī rāh meñ hai vīrāna-e-saḳhtāzādī-o-be ta.alluqī hai yak laḳht
- تھا رنگ بہار بے نوائی کہ نہ تھاظاہر تھا زوال انتہائی کہ نہ تھاthā rang-e-bahār-e-be navā.ī ke na thāzāhir thā zavāl intihā.ī ke na thā
- تیزی نہیں منجملۂ اوصاف کمالکچھ عیب نہیں اگر چلو دھیمی چالtezī nahīñ minjumla-e-ausāf-e-kamālkuchh aib nahīñ agar chalo dhīmī chāl
- جب تک کہ سبق ملاپ کا یاد رہابستی میں ہر ایک شخص دل شاد رہاjab tak ke sabaq milāp kā yād rahābastī meñ har ek shaḳhs dil shād rahā
- جب گوئے زمیں نے اس پہ ڈالا سایہتو ماہ شب چار دہم گہنایاjab goe zamīñ ne us pe ḍālā sāyatū māh-e-shab-e-chār dahum gahnāyā
- جس درجہ ہو مشکلات کی طغیانیہو اہل ہم کو اور بھی آسانیjis darja ho mushkilāt kī tuġhyānīho ahl ham ko aur bhī āsānī
- جو تیز قدم تھے وہ گئے دور نکلدیکھے بھالے بہت مقامات و محلjo tez qadam the vo ga.e dūr nikaldekhe bhāle bahut maqāmāt-o-mahal
- جو چاہئے وہ تو ہے ازل سے موجودحاصل ہے مراد اور مہیا مقصودjo chāhiye vo to hai azal se maujūdhāsil hai murād aur mahiyā maqsūd
- جو صاحب مکرمت تھے اور دانش مندوہ لوگ تو ہو گئے زمیں کے پیوندjo sāhab makramat the aur dānish mandvo log to ho ga.e zamīñ ke paivand
- چوپائے کی طرح تو کتابوں سے نہ لدحاصل ہے کتاب کا فقط علم و خردchaupā.e kī tarah to kitāboñ se na ladhāsil hai kitāb kā faqat ilm-o-ḳhirad
- حقا کہ بلند ہے مقام اکبرتوقیع سخن ہے اب بہ نام اکبرhaqqā ke buland hai maqām akbartauqī suḳhan hai ab ba nām akbar
- حق ہے تو کہاں ہے پھر مجال باطلحق ہے تو عبث ہے احتمال باطلhaq hai to kahāñ hai phir majāl-e-bātilhaq hai to abas hai ehtimāl-e-bātil
- دنیا کا نہ کھا فریب ویراں ہے یہراحت سے نہ دل لگا کہ مہماں ہے یہduniyā kā na khā fareb-e-vīrāñ hai yerāhat se na dil lagā ke mehmāñ hai ye
- دنیا کو نہ تو قبلۂ حاجات سمجھجز ذکر خدا سب کو خرافات سمجھduniyā ko na to qibla-e-hājāt samajhjuz zikr-e-ḳhudā sab ko ḳhurāfāt samajh
- دیکھا تو کہیں نظر نہ آیا ہرگزڈھونڈا تو کہیں پتا نہ پایا ہرگزdekhā to kahīñ nazar na āyā hargizḍhūñḍā to kahīñ patā na pāyā hargiz
- ڈھونڈا کرے کوئی لاکھ کیا ملتا ہےدن کا کہیں رات کو پتا ملتا ہےḍhūñḍā kare koī lākh kyā miltā haidin kā kahīñ rāt ko patā miltā hai
- ساقی و شراب و جام و پیمانہ کیاشمع و گل و عندلیب و پروانہ کیاsāqī-o-sharāb-o-jām-o-paimāna kyāsham.a-o-gul-o-andalīb-o-parvāna kiyā
- عاجز ہے خیال اور تفکر حیراںبے سود یقیں ہے اور بے ہودہ گماںājiz hai ḳhayāl aur tafakkur hairāñbe sūd yaqīñ hai aur be hoda gumāñ
- عید رمضاں ہے آج با عیش و سرورہم کو بھی ادائے تہنیت ہے منظورe.id ramzāñ hai āj bā aish-o-surūrham ko bhī adā-e-tahniyat hai manzūr
- عید قرباں ہے آج اے اہل ہمہمایسی عیدیں ہزار دیکھو پیہمe.id qurbāñ hai āj ai ahl-e-hamhamaisī e.ideñ hazār dekho paiham
- قلاش ہے قوم تو پڑھے گی کیوں کرپسماندہ ہے اب تو پھر بڑھے گی کیوں کرqallāsh hai qaum to paṛhegī kyūñ karpasmānda hai ab to phir baṛhegī kyūñ kar
- کافر کو ہے بندگی بتوں کی غم خوارمومن کے لئے بھی ہے خدائے غفارkāfir ko hai bandagī butoñ kī ġham ḳhvārmomin ke liye bhī hai ḳhudā-e-ġhaffār
- کہتے ہیں جو اہل عقل ہیں دور اندیشمخلوق کو ہے عدم کا رستہ درپیشkahte haiñ jo ahl-e-aql haiñ dūr andeshmaḳhlūq ko hai adam kā rasta darpesh
- کہتے ہیں سبھی مسدام اللہ اللہکرتے ہیں برائے نام اللہ اللہkahte haiñ sabhī misdām allāh allāhkarte haiñ barā-e-nām allāh allāh
- کیا کہتے ہیں اس میں مفتیان اسلامجب بیع مساجد سے نہیں چلتا کامkyā kahte haiñ is meñ muftīin islāmjab bai masājid se nahīñ chaltā kām
- کیفیت و ذوق اور ذکر و اوراددین و اسلام اور کفر و الحادkaifiyat-o-zauq aur zikr-o-aurāddīn-o-islām aur kufr-o-ilhād
- گر جور و جفا کرے تو انعام سمجھجس کام سے وہ خوش ہو اسے کام سمجھgar jaur-o-jafā kare to inām samajhjis kām se vo ḳhush ho use kām samajh
- گر روح نہ پابند تعین ہوتییوں درد فراق سے نہ ہر دم روتیgar rūh na pāband-e-ta.ayyun hotīyūñ dard-e-firāq se na har dam rotī
- گر نیک دلی سے کچھ بھلائی کی ہےیا بد منشی سے کچھ برائی کی ہےgar nek dilī se kuchh bhalā.ī kī haiyā bad munshī se kuchh burā.ī kī hai
- لاکھوں چیزیں بنا کے بھیجیں انگریزسب کرتے ہیں دندان ہوس ان پر تیزlākhoñ chīzeñ banā ke bhejeñ angrezsab karte haiñ dandān havas un par tez
- مجموعۂ خار و گل ہے زیب گلزارنیکی و بدی ہے جلوہ گاہ اظہارmajmūa-e-ḳhār-o-gul hai zeb-e-gulzārnekī-o-badī hai jalva gāh-e-iz.hār
- مقصود ہے قید جستجو سے باہروہ گل ہے دلیل رنگ و بو سے باہرmaqsūd hai qaid-e-justujū se bāharvo gul hai dalīl rang-o-bū se bāhar
- مکشوف ہوا کہ دید حیرانی ہےمعلوم ہوا کہ علم نادانی ہےmakshūf huā ke dīd hairānī haima.alūm huā ke ilm nādānī hai
- ہر خواہش و عرض و التجا سے توبہہر فکر سے ذکر سے دعا سے توبہhar ḳhvāhish-o-arz-o-iltijā se taubahar fikr se zikr se duā se tauba
- ہوتی نہیں فکر سے کوئی افزائشچپکے رہنے میں ہے بڑی آسائشhotī nahīñ fikr se koī afzā.ishchupke rahne meñ hai baṛī āsā.ish