Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ismail Meeruthi

اسماعیل میرٹھی

1844–1917Born in MeerutDied in Meerut

Muhammad Ismail, known as Ismail Merathi, was a schoolteacher and educationist who taught Persian in Saharanpur and Agra before retiring in 1899. Influenced by Sir Syed Ahmad Khan's reform movement, he wrote simple poems for children about nature, animals and good conduct, and compiled Urdu and Persian school readers. His books include Reza-e-Jawahar and Kulliyat-e-Ismail. He founded a girls' school in his home town in 1909.

Writes about

  • Children's verse
  • Nature
  • Animals
  • Moral lessons

Poems

  1. ab qaum kī jo rasm hai so ol jalūlfāsid hue qā.ide to bigṛe ma.amūl
  2. apne hī dil apnoñ kā dikhāte haiñ bahutḍeṛh īnṭ kī masjideñ banāte haiñ bahut
  3. ahmad kā maqām hai maqām-e-mahmūdhai marja.a hamd aur shāyān-e-durūd
  4. ahvāl se kahā kisī ne ai nek shi.ārto ek ko do dekh rahā hai nāchār
  5. iḳhfā ke liye hai is qadar josh-o-ḳharoshyāñ hosh kā muqtazā hai bannā mad.hosh
  6. aslāf kā hissa thā agar nām-o-numūdpaṛhte phiro ab un ke mazāroñ pe durūd
  7. aksar ne hai āḳhirat kī khetī boīaksar ne hai umr justujū meñ khoī
  8. insāñ ko chāhiye na himmat hamāremaidān-e-talab meñ hāth baṛh kar māre
  9. inkār na iqrār na tasdīq na ījāba.amāl na afāl na sant na kitāb
  10. taqrīr se vo fuzūñ bayān se bāharidrāk se vo burī gumān se bāhar
  11. chakhī bhī hai tū ne dard jām-e-tauhīdyā sun hī liyā hai sirf nām tauhīd
  12. ḳhāk namnāk aur tābinda nujūmhaiñ ek hī qānūn ke yaksar mahkūm
  13. darasl kahāñ hai iḳhtilāf ahvālkuchh ranj na rāhat na masarrat na malāl
  14. duniyā ke liye haiñ sab hamāre dhandezāhir tāhir haiñ aur bātin gande
  15. dīn aur duniyā kā tafriqa hai mohmalniyyat hī pe mauqūf hai tanqīh amal
  16. shaitān kartā hai kab kisī ko gumrāhis rāz se hai ḳhudā-e-ġhālib āgāh
  17. fitrat ke mutābiq agar insāñ le kāmhaivān to haivān jamādāt hūñ rām
  18. kāṭh kī hanḍiyā chaṛhī kab bār bārkho diyā jhūṭe ne apnā etibār
  19. kartā hūñ sadā maiñ apnī shāneñ tabdīltūfān meñ thā nūh to ātish meñ ḳhalīl
  20. kis taur se kis tarah se kyūñ kar pāyādil nazar kyā surāġh-e-dilbar pāyā
  21. ma.alūm kā nām hai nishāñ hai na asargunjā.ish ilm hai bayāñ hai na ḳhabar
  22. naqqāsh se mumkin hai ke ho naqsh ḳhilāfhaiñ naqsh meñ jalva gar usī ke ausāf
  23. vāhid mutakallim kā ho jo munkirvo sirf kī istilāh meñ hai kāfir
  24. ham ālam ḳhvāb meñ haiñ yā ham haiñ ḳhvābham ḳhud vasā.il haiñ ḳhud savāl aur javāb