گر نیک دلی سے کچھ بھلائی کی ہے
Ismail Meeruthi (1844–1917)گر نیک دلی سے کچھ بھلائی کی ہے
یا بد منشی سے کچھ برائی کی ہے
اپنے ہی لئے ہے سب نہ اوروں کے لئے
اپنے ہاتھوں نے جو کمائی کی ہے
gar nek dili se kuchh bhalai ki hai
ya bad munshi se kuchh burai ki hai
apne hi liye hai sab na auron ke liye
apne hathon ne jo kamai ki hai