Poet
Gulzar
گلزارb. 1934
Poems
- آنکھوں میں جل رہا ہے پہ بجھتا نہیں دھواںاٹھتا تو ہے گھٹا سا برستا نہیں دھواںānkhoñ meñ jal rahā hai pe bujhtā nahīñ dhuāñuṭhtā to hai ghaṭā sā barastā nahīñ dhuāñ
- اوس پڑی تھی رات بہت اور کہرہ تھا گرمائش پرسیلی سی خاموشی میں آواز سنی فرمائش پرos paṛī thī rāt bahut aur kerah thā garmā.ish parsīlī sī ḳhāmoshī meñ āvāz sunī farmā.ish par
- ایسا خاموش تو منظر نہ فنا کا ہوتامیری تصویر بھی گرتی تو چھناکا ہوتاaisā ḳhāmosh to manzar na fanā kā hotāmerī tasvīr bhī girtī to chhanākā hotā
- ایک پرواز دکھائی دی ہےتیری آواز سنائی دی ہےek parvāz dikhā.ī dī haiterī āvāz sunā.ī dī hai
- بیتے رشتے تلاش کرتی ہےخوشبو غنچے تلاش کرتی ہےbīte rishte talāsh kartī haiḳhushbū ġhunche talāsh kartī hai
- بے سبب مسکرا رہا ہے چاندکوئی سازش چھپا رہا ہے چاندbe sabab muskurā rahā hai chāndkoī sāzish chhupā rahā hai chānd
- پھول نے ٹہنی سے اڑنے کی کوشش کیاک طائر کا دل رکھنے کی کوشش کیphūl ne ṭahnī se uṛne kī koshish kīik tā.ir kā dil rakhne kī koshish kī
- پھولوں کی طرح لب کھول کبھیخوشبو کی زباں میں بول کبھیphūloñ kī tarah lab khol kabhīḳhushbū kī zabāñ meñ bol kabhī
- پیڑ کے پتوں میں ہلچل ہے خبردار سے ہیںشام سے تیز ہوا چلنے کے آثار سے ہیںpeṛ ke pattoñ meñ halchal hai ḳhabardār se haiñshām se tez huā chalne ke āsār se haiñ
- تجھ کو دیکھا ہے جو دریا نے ادھر آتے ہوئےکچھ بھنور ڈوب گئے پانی میں چکراتے ہوئےtujh ko dekhā hai jo dariyā ne idhar āte huekuchh bhanvar ḍūb ga.e pānī meñ chakarāte hue
- تنکا تنکا کانٹے توڑے ساری رات کٹائی کیکیوں اتنی لمبی ہوتی ہے چاندنی رات جدائی کیtinkā tinkā kānṭe toṛe sārī rāt kaṭā.ī kīkyūñ itnī lambī hotī hai chāndnī rāt judā.ī kī
- جب بھی آنکھوں میں اشک بھر آئےلوگ کچھ ڈوبتے نظر آئےjab bhī ānkhoñ meñ ashk bhar ā.elog kuchh ḍūbte nazar ā.e
- جب بھی یہ دل اداس ہوتا ہےجانے کون آس پاس ہوتا ہےjab bhī ye dil udās hotā haijāne kaun ās pās hotā hai
- خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میںایک پرانا خط کھولا انجانے میںḳhushbū jaise log mile afsāne meñek purānā ḳhat kholā anjāne meñ
- درد ہلکا ہے سانس بھاری ہےجئے جانے کی رسم جاری ہےdard halkā hai sāns bhārī haijiye jāne kī rasm jārī hai
- دکھائی دیتے ہیں دھند میں جیسے سائے کوئیمگر بلانے سے وقت لوٹے نہ آئے کوئیdikhā.ī dete haiñ dhund meñ jaise sā.e koīmagar bulāne se vaqt lauṭe na ā.e koī
- دن کچھ ایسے گزارتا ہے کوئیجیسے احساں اتارتا ہے کوئیdin kuchh aise guzārtā hai koījaise ehsāñ utārtā hai koī
- ذکر آئے تو مرے لب سے دعائیں نکلیںشمع جلتی ہے تو لازم ہے شعاعیں نکلیںzikr ā.e to mire lab se duā.eñ nikleñsham.a jaltī hai to lāzim hai shuā.eñ nikleñ
- ذکر ہوتا ہے جہاں بھی مرے افسانے کاایک دروازہ سا کھلتا ہے کتب خانے کاzikr hotā hai jahāñ bhī mire afsāne kāek darvāza sā khultā hai kutub ḳhāne kā
- رکے رکے سے قدم رک کے بار بار چلےقرار دے کے ترے در سے بے قرار چلےruke ruke se qadam ruk ke bār bār chaleqarār de ke tire dar se be qarār chale
- زندگی یوں ہوئی بسر تنہاقافلہ ساتھ اور سفر تنہاzindagī yūñ huī basar tanhāqāfila sāth aur safar tanhā
- سہما سہما ڈرا سا رہتا ہےجانے کیوں جی بھرا سا رہتا ہےsahmā sahmā ḍarā sā rahtā haijāne kyūñ jī bharā sā rahtā hai
- شام سے آج سانس بھاری ہےبے قراری سی بے قراری ہےshām se āj sāns bhārī haibe qarārī sī be qarārī hai
- شام سے آنکھ میں نمی سی ہےآج پھر آپ کی کمی سی ہےshām se ānkh meñ namī sī haiāj phir āp kī kamī sī hai
- صبر ہر بار اختیار کیاہم سے ہوتا نہیں ہزار کیاsabr har bār iḳhtiyār kiyāham se hotā nahīñ hazār kiyā
- کانچ کے پیچھے چاند بھی تھا اور کانچ کے اوپر کائی بھیتینوں تھے ہم وہ بھی تھے اور میں بھی تھا تنہائی بھیkānch ke pīchhe chānd bhī thā aur kānch ke ūpar kā.ī bhītīnoñ the ham vo bhī the aur maiñ bhī thā tanhā.ī bhī
- کوئی اٹکا ہوا ہے پل شایدوقت میں پڑ گیا ہے بل شایدkoī aṭkā huā hai pal shāyadvaqt meñ paṛ gayā hai bal shāyad
- کوئی خاموش زخم لگتی ہےزندگی ایک نظم لگتی ہےkoī ḳhāmosh zaḳhm lagtī haizindagī ek nazm lagtī hai
- کہیں تو گرد اڑے یا کہیں غبار دکھےکہیں سے آتا ہوا کوئی شہسوار دکھےkahīñ to gard uṛe yā kahīñ ġhubār dikhekahīñ se ātā huā koī shahsavār dikhe
- کھلی کتاب کے صفحے الٹتے رہتے ہیںہوا چلے نہ چلے دن پلٹتے رہتے ہیںkhulī kitāb ke safhe ulaṭṭe rahte haiñhavā chale na chale din palaṭṭe rahte haiñ
- گرم لاشیں گریں فصیلوں سےآسماں بھر گیا ہے چیلوں سےgarm lāsheñ gireñ fasīloñ seāsmāñ bhar gayā hai chīloñ se
- گلوں کو سننا ذرا تم صدائیں بھیجی ہیںگلوں کے ہاتھ بہت سی دعائیں بھیجی ہیںguloñ ko sunnā zarā tum sadā.eñ bhejī haiñguloñ ke hāth bahut sī duā.eñ bhejī haiñ
- مجھے اندھیرے میں بے شک بٹھا دیا ہوتامگر چراغ کی صورت جلا دیا ہوتاmujhe andhere meñ be shak biṭhā diyā hotāmagar charāġh kī sūrat jalā diyā hotā
- وہ خط کے پرزے اڑا رہا تھاہواؤں کا رخ دکھا رہا تھاvo ḳhat ke purze uṛā rahā thāhavā.oñ kā ruḳh dikhā rahā thā
- ہاتھ چھوٹیں بھی تو رشتے نہیں چھوڑا کرتےوقت کی شاخ سے لمحے نہیں توڑا کرتےhāth chhūṭeñ bhī to rishte nahīñ chhoṛā kartevaqt kī shāḳh se lamhe nahīñ toṛā karte
- ہر ایک غم نچوڑ کے ہر اک برس جیےدو دن کی زندگی میں ہزاروں برس جیےhar ek ġham nichoṛ ke har ik baras jiyedo din kī zindagī meñ hazāroñ baras jiye
- ہم تو کتنوں کو مہ جبیں کہتےآپ ہیں اس لیے نہیں کہتےham to kitnoñ ko mah jabīñ kahteāp haiñ is liye nahīñ kahte
- ہوا کے سینگ نہ پکڑو کھدیڑ دیتی ہےزمیں سے پیڑوں کے ٹانکے ادھیڑ دیتی ہےhavā ke sīng na pakṛo khadeṛ detī haizamīñ se peṛoñ ke ṭānke adheṛ detī hai
- آدمی بلبلہ ہے پانی کااور پانی کی بہتی سطح پرādmī balbila hai pānī kāaur pānī kī bahtī sat.h par
- اپنی مرضی سے تو مذہب بھی نہیں اس نے چنا تھااس کا مذہب تھا جو ماں باپ سے ہی اس نے وراثت میں لیا تھاapnī marzī se to maz.hab bhī nahīñ us ne chunā thāus kā maz.hab thā jo māñ bāp se hī us ne virāsat meñ liyā thā
- ایک پشیمانی رہتی ہےالجھن اور گرانی بھیek pashemānī rahtī haiuljhan aur girānī bhī
- ایک ہی خواب کئی بار یوں ہی دیکھا میں نےتو نے ساڑی میں اڑس لی ہیں مری چابیاں گھر کیek hī ḳhvāb ka.ī bār yūñ hī dekhā maiñ netū ne sāṛī meñ uṛas lī haiñ mirī chābiyāñ ghar kī
- برف پگھلے گی جب پہاڑوں سےاور وادی سے کہرا سمٹے گاbarf pighlegī jab pahāṛoñ seaur vādī se kohrā simṭegā
- پورے کا پورا آکاش گھما کر بازی دیکھی میں نے!کالے گھر میں سورج رکھ کےpūre kā pūrā ākāsh ghumā kar bāzī dekhī maiñ ne!kāle ghar meñ sūraj rakh ke
- پومپیئے دفن تھا صدیوں سے جہاںایک تہذیب تھی پوشیدہ وہاںpompī.e dafn thā sadiyoñ se jahāñek tahzīb thī poshīda vahāñ
- تمہارے ہونٹوں کی ٹھنڈی ٹھنڈی تلاوتیںجھک کے میری آنکھوں کو چھو رہی ہیںtumhāre honṭoñ kī ṭhanḍī ṭhanḍī tilāvateñjhuk ke merī ānkhoñ ko chhū rahī haiñ
- جی میں آتا ہے کہ اس کان سے سوراخ کروںکھینچ کر دوسری جانب سے نکالوں اس کوjī meñ ātā hai ke is kān se sūrāḳh karūñkhīñch kar dūsrī jānib se nikālūñ us ko
- چار تنکے اٹھا کے جنگل سےایک بالی اناج کی لے کرchār tinke uṭhā ke jangal seek bālī anāj kī le kar
- چاند کیوں ابر کی اس میلی سی گٹھری میں چھپا تھااس کے چھپتے ہی اندھیروں کے نکل آئے تھے ناخنchānd kyūñ abr kī is mailī sī gaṭhrī meñ chhupā thāus ke chhupte hī andheroñ ke nikal ā.e the nāḳhun
- دل میں ایسے ٹھہر گئے ہیں غمجیسے جنگل میں شام کے سائےdil meñ aise ṭhahar ga.e haiñ ġhamjaise jangal meñ shām ke sā.e