Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Gulzar

گلزار

b. 1934

Poems

  1. āṭh hī balyun umr zamīñ kī hogī shāyadaisā hī andāza hai kuchh sā.ins kā
  2. ik adākār hūñ maiñmaiñ adākār hūñ nāñ
  3. bārish hotī hai to pānī ko bhī lag jāte haiñ pā.oñdar-o-dīvār se ṭakrā ke guzartā hai galī se
  4. bas ik lamha kā jhagṛā thādar-o-dīvār par aise chhanāke se girī āvāz jaise kānch girtā hai
  5. billī mārāñ ke mohalle kī vo pechīda dalīloñ kī sī galiyāñsāmne ṭāl kī nukkaṛ pe baṭeroñ ke qasīde
  6. ḳhalā.oñ meñ tairte jazīroñ pe champa.ī dhūpdekh kaise baras rahī hai!
  7. dūr sunsān se sāhil ke qarībek javāñ peṛ ke pās
  8. rāt ko aksar hotā hai parvāne ā karṭebal laimp ke gard ikaṭṭhe ho jāte haiñ
  9. sārā din meñ ḳhūn meñ lat pat rahtā hūñsāre din meñ sūkh sūkh ke kālā paṛ jātā hai ḳhūn
  10. shahtūt kī shāḳh pe baiṭhā koībantā hai resham ke tāge
  11. sub.h se shām huī aur hiran mujh ko chhalāve detāsāre jangal meñ pareshān kiye ghūm rahā hai ab tak
  12. sub.h sub.h ik ḳhvāb kī dastak par darvāza kholā' dekhāsarhad ke us pār se kuchh mehmān ā.e haiñ
  13. mirī dahlīz par baiṭhī huī zānū pe sar rakheye shab afsos karne ā.ī hai ke mere ghar pe
  14. maiñ bhī is hāl meñ baiṭhā thājahāñ parde pe ik film ke kirdār
  15. na jāne kis kī ye ḍā.irī haina nām hai, na pata hai koī:
  16. vaqt kī ānkh pe piṭī bāñdh ke khel rahe the ānkh michaulīrāt aur din aur chānd aur maiñ
  17. ye kaisā ishq hai urdū zabāñ kā,mazā ghultā hai lafzoñ kā zabāñ par