Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Gulzar

گلزار

b. 1934

Poems

  1. do saundhe saundhe se jism jis vaqtek muṭṭhī meñ so rahe the
  2. dhundlā.ī huī shām thīalsā.ī huī sī
  3. dhūp lage ākāsh pe jabdin meñ chānd nazar āyā thā
  4. dekho āhista chalo aur bhī āhista zarādekhnā soch sambhal kar zarā pā.oñ rakhnā
  5. rāt bhar sard havā chaltī rahīrāt bhar ham ne alā.o tāpā
  6. rāt chup chāp dabe pā.oñ chale jātī hairāt ḳhāmosh hai rotī nahīñ hañstī bhī nahīñ
  7. rāt kal gahrī nīnd meñ thī jabek tāza safed kainvas par
  8. rūh dekhī hai?kabhī rūh ko mahsūs kyā hai?
  9. sāns lenā bhī kaisī ādat haijiye jānā bhī kyā rivāyat hai
  10. kis qadar sīdhā, sahl, sāf hai rasta dekhona kisī shāḳh kā sāya hai, na dīvār kī ṭek
  11. kandhe jhuk jāte haiñ jab bojh se is lambe safar kehānp jātā hūñ maiñ jab chaṛhte hue tez chaṛhānaiñ
  12. lakṛī kī kāṭhī kāṭhī pe ghoṛāghoṛe kī dam pe jo mārā hathauṛā
  13. mujh ko bhī tarkīb sikhā koī yār julāheaksar tujh ko dekhā hai ke tānā bante
  14. maiñ kā.ināt meñ sayyāroñ meñ bhaṭaktā thādhueñ meñ dhūl meñ uljhī huī kiran kī tarah
  15. nazm uljhī huī hai sīne meñmisre aṭke hue haiñ honṭoñ par
  16. vaqt ko āte na jāte na guzarte dekhāna utarte hue dekhā kabhī ilhām kī sūrat
  17. vo jo shāyar thā, chup sā rahtā thābahkī bahkī sī bāteñ kartā thā
  18. yād hai ik dinmerī mez pe baiṭhe baiṭhe
  19. ṭukṛā ik nazm kādin bhar merī sānsoñ meñ saraktā hī rahā
  20. kitābeñ jhāñktī haiñ band almārī ke shīshoñ sebaṛī hasrat se taktī haiñ
  21. mere kapṛoñ meñ ṭangā haiterā ḳhush rang libās!
  22. āṭh hī balyun umr zamīñ kī hogī shāyadaisā hī andāza hai kuchh sā.ins kā
  23. ik adākār hūñ maiñmaiñ adākār hūñ nāñ
  24. bārish hotī hai to pānī ko bhī lag jāte haiñ pā.oñdar-o-dīvār se ṭakrā ke guzartā hai galī se
  25. bas ik lamha kā jhagṛā thādar-o-dīvār par aise chhanāke se girī āvāz jaise kānch girtā hai
  26. billī mārāñ ke mohalle kī vo pechīda dalīloñ kī sī galiyāñsāmne ṭāl kī nukkaṛ pe baṭeroñ ke qasīde
  27. ḳhalā.oñ meñ tairte jazīroñ pe champa.ī dhūpdekh kaise baras rahī hai!
  28. dūr sunsān se sāhil ke qarībek javāñ peṛ ke pās
  29. rāt ko aksar hotā hai parvāne ā karṭebal laimp ke gard ikaṭṭhe ho jāte haiñ
  30. sārā din meñ ḳhūn meñ lat pat rahtā hūñsāre din meñ sūkh sūkh ke kālā paṛ jātā hai ḳhūn
  31. shahtūt kī shāḳh pe baiṭhā koībantā hai resham ke tāge
  32. sub.h se shām huī aur hiran mujh ko chhalāve detāsāre jangal meñ pareshān kiye ghūm rahā hai ab tak
  33. sub.h sub.h ik ḳhvāb kī dastak par darvāza kholā' dekhāsarhad ke us pār se kuchh mehmān ā.e haiñ
  34. mirī dahlīz par baiṭhī huī zānū pe sar rakheye shab afsos karne ā.ī hai ke mere ghar pe
  35. maiñ bhī is hāl meñ baiṭhā thājahāñ parde pe ik film ke kirdār
  36. na jāne kis kī ye ḍā.irī haina nām hai, na pata hai koī:
  37. vaqt kī ānkh pe piṭī bāñdh ke khel rahe the ānkh michaulīrāt aur din aur chānd aur maiñ
  38. ye kaisā ishq hai urdū zabāñ kā,mazā ghultā hai lafzoñ kā zabāñ par
  39. jab dostī hotī hai to dostī hotī haiaur dostī meñ koī ehsān nahīñ hotā