Poet
Badnam Nazar
1941–2023
Poems
- باغ دل میں کوئی غنچہ نہ کھلا تیرے بعدبھول کر آئی نہ اس سمت صبا تیرے بعدbāġh-e-dil meñ koī ġhuncha na khulā tere ba.adbhūl kar ā.ī na us samt sabā tere ba.ad
- ٹپکتے شعلوں کی برسات میں نہاؤں گااب آ گیا ہوں تو اس شہر سے نہ جاؤں گاṭapakte sholoñ kī barsāt meñ nahā.ūñgāab ā gayā hūñ to is shahr se na jā.ūñgā
- جو جھک کے ملتے تھے جلسوں میں مہرباں کی طرحہوئے ہیں سر پہ مسلط وہ آسماں کی طرحjo jhuk ke milte the jalsoñ meñ mehrbāñ kī tarahhue haiñ sar pe musallat vo āsmāñ kī tarah
- حیات ڈھونڈ رہا ہوں قضا کی راہوں میںپناہ مانگنے آیا ہوں بے پناہوں میںhayāt ḍhūñḍ rahā hūñ qazā kī rāhoñ meñpanāh māñgne āyā hūñ be panāhoñ meñ
- دل و جاں کے فسانے کیا ہوئے سبمحبت کے ترانے کیا ہوئے سبdil-o-jāñ ke fasāne kyā hue sabmohabbat ke tarāne kyā hue sab
- دیوار و در کا نام تھا کوئی مکاں نہ تھامیں جس زمین پر تھا وہاں آسماں نہ تھاdīvār-o-dar kā nām thā koī makāñ na thāmaiñ jis zamīn par thā vahāñ āsmāñ na thā
- زندگی اک زہر تھی اس زہر کو پینا پڑامسکرا کر دوستوں کے درمیاں جینا پڑاzindagī ik zahr thī is zahr ko pīnā paṛāmuskurā kar dostoñ ke darmiyāñ jīnā paṛā
- زہر پیے مدہوش اندھیری راتناگن سی خاموش اندھیری راتzahr piye mad.hosh andherī rātnāgin sī ḳhāmosh andherī rāt
- سر فلک ہے کہ زیر زمیں پتہ نہ چلاترا وجود تو ہے پر کہیں پتہ نہ چلاsar-e-falak hai ke zer-e-zamīñ pata na chalātirā vajūd to hai par kahīñ pata na chalā
- عالم خواب بہر حال سجائے رکھیےگردنیں جائیں مگر سر کو بچائے رکھیےālam-e-ḳhvāb bahar hāl sajā.e rakhiyegardaneñ jā.eñ magar sar ko bachā.e rakhiye
- کہیں پیار کا کوئی رشتہ تو ہوگاکسی کو کبھی تم نے چاہا تو ہوگاkahīñ pyār kā koī rishta to hogākisī ko kabhī tum ne chāhā to hogā
- کیا ہوا جو دشمنوں کے درمیاں خنجر چلےدوستوں میں بھی تو اکثر طنز کے پتھر چلےkyā huā jo dushmanoñ ke darmiyāñ ḳhanjar chaledostoñ meñ bhī to aksar tanz ke patthar chale
- گرتی دیواروں پہ کچھ پرچھائیاں رہنے لگیںگھر کو ویراں دیکھ کر تنہائیاں رہنے لگیںgirtī dīvāroñ pe kuchh parchhā.iyāñ rahne lageñghar ko vīrāñ dekh kar tanhā.iyāñ rahne lageñ
- گم شدہ موسم کا آنکھوں میں کوئی سپنا سا تھابادلوں کے اڑتے ٹکڑوں میں ترا چہرا سا تھاgum shuda mausam kā ānkhoñ meñ koī sapnā sā thābādaloñ ke uṛte ṭukṛoñ meñ tirā chehrā sā thā
- مری نگاہ کی کرنوں سے جب نہا جائےتم اس کو دیکھو تو بس دیکھتے رہا جائےmirī nigāh kī kirnoñ se jab nahā jā.etum us ko dekho to bas dekhte rahā jā.e
- میری آواز سے آواز ملانے والےہیں کہاں شہر میں طوفان اٹھانے والےmerī āvāz se āvāz milāne vālehaiñ kahāñ shahr meñ tūfān uṭhāne vāle
- ہر ایک چہرہ یہاں درد کی کتاب لگےتمہارا شہر تو اک شہر اضطراب لگےhar ek chehra yahāñ dard kī kitāb lagetumhārā shahr to ik shahr iztirāb lage
- یوں تو ہمارے شہر میں قانون بھی نہیںقانون کا سرے سے مگر خون بھی نہیںyūñ to hamāre shahr meñ qānūn bhī nahīñqānūn kā sire se magar ḳhūn bhī nahīñ
- یہ سنگ و خشت کی بارش یہ زندگی کا بدنلہو لہو نظر آتا ہے آدمی کا بدنye sang-o-ḳhisht kī bārish ye zindagī kā badanlahū lahū nazar ātā hai ādmī kā badan
- آنکھیں میری کیا ڈھونڈھتی ہیںپانی میں یا چٹانوں میںānkheñ merī kyā ḍhūñḍhtī haiñpānī meñ yā chaṭānoñ meñ
- سوچتی پتیوں کی جڑیں کھوکھلی ہو چکی ہیںکون سائے میں بیٹھاsochtī pattiyoñ kī juṛeñ khokhlī ho chukī haiñkaun sā.e meñ baiṭhā
- لغت سے الفاظ کو چراؤںکوئی محبت کا گیت بن کرluġhat se alfāz ko churā.ūñkoī mohabbat kā gīt ban kar
- میری شکایت کرنے والےیاد تو ہوگا تم کو بھیmerī shikāyat karne vāleyād to hogā tum ko bhī
- یاد کے سمندر میںجب کوئی جہاز آ کرyād ke samundar meñjab koī jahāz ā kar
- یاد کے سمندر میںچیخ جیسی کوئی شےyād ke samundar meñchīḳh jaisī koī shai
- خدا سو گیا تھامگر رات پہرے پہ تھیḳhudā so gayā thāmagar rāt pahre pe thī
- زندگی شمع کی صورت ہو خدایا میریمانگتا تھا یہ دعاzindagī sham.a kī sūrat ho ḳhudāyā merīmāñgtā thā ye duā
- کبھی آنچ اٹھےکبھی برف پگھلےkabhī ānch uṭhekabhī barf pighle
- زخم خوردہ ہنسی کی صداآنکھوں کے روزن سے گھر میں اترتی رہیzaḳhm ḳhurda hañsī kī sadāānkhoñ ke rauzan se ghar meñ utartī rahī
- میں اپنے قہقہے بکھیرتا رہامگر نہ قبر سے کوئی اٹھاmaiñ apne qahqahe bikhertā rahāmagar na qabr se koī uṭhā
- میں جب ٹھرا پی کر بہکوںاپنے آپ سے باہر نکلوںmaiñ jab ṭhirā pī kar bahkūñapne āp se bāhar niklūñ
- وسیع آسمان میں اڑامگر نہ رک سکاvasī āsmān meñ uṛāmagar na ruk sakā