Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Badnam Nazar

1941–2023

Poems

  1. bāġh-e-dil meñ koī ġhuncha na khulā tere ba.adbhūl kar ā.ī na us samt sabā tere ba.ad
  2. ṭapakte sholoñ kī barsāt meñ nahā.ūñgāab ā gayā hūñ to is shahr se na jā.ūñgā
  3. jo jhuk ke milte the jalsoñ meñ mehrbāñ kī tarahhue haiñ sar pe musallat vo āsmāñ kī tarah
  4. hayāt ḍhūñḍ rahā hūñ qazā kī rāhoñ meñpanāh māñgne āyā hūñ be panāhoñ meñ
  5. dil-o-jāñ ke fasāne kyā hue sabmohabbat ke tarāne kyā hue sab
  6. dīvār-o-dar kā nām thā koī makāñ na thāmaiñ jis zamīn par thā vahāñ āsmāñ na thā
  7. zindagī ik zahr thī is zahr ko pīnā paṛāmuskurā kar dostoñ ke darmiyāñ jīnā paṛā
  8. zahr piye mad.hosh andherī rātnāgin sī ḳhāmosh andherī rāt
  9. sar-e-falak hai ke zer-e-zamīñ pata na chalātirā vajūd to hai par kahīñ pata na chalā
  10. ālam-e-ḳhvāb bahar hāl sajā.e rakhiyegardaneñ jā.eñ magar sar ko bachā.e rakhiye
  11. kahīñ pyār kā koī rishta to hogākisī ko kabhī tum ne chāhā to hogā
  12. kyā huā jo dushmanoñ ke darmiyāñ ḳhanjar chaledostoñ meñ bhī to aksar tanz ke patthar chale
  13. girtī dīvāroñ pe kuchh parchhā.iyāñ rahne lageñghar ko vīrāñ dekh kar tanhā.iyāñ rahne lageñ
  14. gum shuda mausam kā ānkhoñ meñ koī sapnā sā thābādaloñ ke uṛte ṭukṛoñ meñ tirā chehrā sā thā
  15. mirī nigāh kī kirnoñ se jab nahā jā.etum us ko dekho to bas dekhte rahā jā.e
  16. merī āvāz se āvāz milāne vālehaiñ kahāñ shahr meñ tūfān uṭhāne vāle
  17. har ek chehra yahāñ dard kī kitāb lagetumhārā shahr to ik shahr iztirāb lage
  18. yūñ to hamāre shahr meñ qānūn bhī nahīñqānūn kā sire se magar ḳhūn bhī nahīñ
  19. ye sang-o-ḳhisht kī bārish ye zindagī kā badanlahū lahū nazar ātā hai ādmī kā badan