Poet
Zafar Iqbal
ظفر اقبالBorn in Bahawalnagar, 1932
Zafar Iqbal's poetry is mainly ghazal, written in a diction that departs from the traditional idiom of the form. Educated in Okara and Lahore, he practised law in Okara and then Lahore until 2003 and wrote newspaper columns for more than thirty-five years. His first collection was Aab-e-Rawan; others include Gulaftab and Ratb-o-Yabis. He received the Pride of Performance in 1999 and the Hilal-i-Imtiaz in 2014.
Writes about
- Love
- Breaking convention
- Poetic experiment
Poems
- خامشی اچھی نہیں انکار ہونا چاہئےیہ تماشا اب سر بازار ہونا چاہئےḳhāmushī achchhī nahīñ inkār honā chāhiyeye tamāshā ab sar-e-bāzār honā chāhiye
- خوش بہت پھرتے ہیں وہ گھر میں تماشا کر کےکام نکلا تو ہے ان کا مجھے رسوا کر کےḳhush bahut phirte haiñ vo ghar meñ tamāshā kar kekām niklā to hai un kā mujhe rusvā kar ke
- خوشی ملی تو یہ عالم تھا بدحواسی کاکہ دھیان ہی نہ رہا غم کی بے لباسی کاḳhushī milī to ye ālam thā bad.havāsī kāke dhyān hī na rahā ġham kī be libāsī kā
- دریا دور نہیں اور پیاسا رہ سکتا ہوںاس سے ملے بغیر بھی زندہ رہ سکتا ہوںdariyā dūr nahīñ aur pyāsā rah saktā hūñus se mile baġhair bhī zinda rah saktā hūñ
- دریائے تند موج کو صحرا بتائیےسیدھا بھی ہو سوال تو الٹا بتائیےdariyā-e-tund mauj ko sahrā batā.iyesīdhā bhī ho savāl to ulṭā batā.iye
- دل کا یہ دشت عرصۂ محشر لگا مجھےمیں کیا بلا ہوں رات بڑا ڈر لگا مجھےdil kā ye dasht-e-arsa-e-mahshar lagā mujhemaiñ kyā balā hūñ rāt baṛā ḍar lagā mujhe
- دل کو رہین بند قبا مت کیا کروہے لا علاج اس کی دوا مت کیا کروdil ko rahīn band-e-qabā mat kiyā karohai lā ilāj us kī davā mat kiyā karo
- دن پر سوچ سلگتی ہے یا کبھی رات کے بارے میںکوئی بات نکل آتی ہے کائنات کے بارے میںdin par soch sulagtī hai yā kabhī rāt ke bāre meñkoī bāt nikal ātī hai kā.ināt ke bāre meñ
- دیکھو تو کچھ زیاں نہیں کھونے کے باوجودہوتا ہے اب بھی عشق نہ ہونے کے باوجودdekho to kuchh ziyāñ nahīñ khone ke bāvajūdhotā hai ab bhī ishq na hone ke bāvajūd
- رخ زیبا ادھر نہیں کرتاچاہتا ہے مگر نہیں کرتاruḳh-e-zebā idhar nahīñ kartāchāhtā hai magar nahīñ kartā
- رفتہ رفتہ لگ چکے تھے ہم بھی دیواروں کے ساتھحشر اپنا بھی یہی تھا ہم بھی تھے ساروں کے ساتھrafta rafta lag chuke the ham bhī dīvāroñ ke sāthhashr apnā bhī yahī thā ham bhī the sāroñ ke sāth
- رہ رہ کے زبانی کبھی تحریر سے ہم نےقائل کیا اس کو اسی تدبیر سے ہم نےrah rah ke zabānī kabhī tahrīr se ham neqā.il kiyā us ko isī tadbīr se ham ne
- زندہ بھی خلق میں ہوں مرا بھی ہوا ہوں میںہوں مختلف بھی اس میں پھنسا بھی ہوا ہوں میںzinda bhī ḳhalq meñ hūñ mirā bhī huā hūñ maiñhūñ muḳhtalif bhī is meñ phañsā bhī huā hūñ maiñ
- سفر کٹھن ہی سہی جان سے گزرنا کیاجو چل پڑے ہیں تو اب راہ میں ٹھہرنا کیاsafar kaṭhin hī sahī jān se guzarnā kyājo chal paṛe haiñ to ab rāh meñ ṭhaharnā kiyā
- سمٹنے کی ہوس کیا تھی بکھرنا کس لیے ہےوہ جینا کس کی خاطر تھا یہ مرنا کس لیے ہےsimaṭne kī havas kyā thī bikharnā kis liye haivo jīnā kis kī ḳhātir thā ye marnā kis liye hai
- سوچتا ہوں کہ اپنی رضا کے لیے چھوڑ دوںوہ جو کہتا ہے اس کو خدا کے لیے چھوڑ دوںsochtā hūñ ke apnī razā ke liye chhoṛ dūñvo jo kahtā hai us ko ḳhudā ke liye chhoṛ dūñ
- صرف آنکھیں تھیں ابھی ان میں اشارے نہیں تھےدل پہ موسم یہ محبت نے اتارے نہیں تھےsirf ānkheñ thīñ abhī un meñ ishāre nahīñ thedil pe mausam ye mohabbat ne utāre nahīñ the
- طلسم ہوشربا میں پتنگ اڑتی ہےکسی عقب کی ہوا میں پتنگ اڑتی ہےtilism-e-hoshrubā meñ patang uṛtī haikisī aqab kī havā meñ patang uṛtī hai
- ظفرؔ فسانوں کہ داستانوں میں رہ گئے ہیںہم اپنے گزرے ہوئے زمانوں میں رہ گئے ہیںzafar fasānoñ ke dāstānoñ meñ rah ga.e haiñham apne guzre hue zamānoñ meñ rah ga.e haiñ
- عجب کوئی زور بیاں ہو گیا ہوںرکا ہوں تو پھر سے رواں ہو گیا ہوںajab koī zor-e-bayāñ ho gayā hūñrukā hūñ to phir se ravāñ ho gayā hūñ
- کب وہ ظاہر ہوگا اور حیران کر دے گا مجھےجتنی بھی مشکل میں ہوں آسان کر دے گا مجھےkab vo zāhir hogā aur hairān kar degā mujhejitnī bhī mushkil meñ hūñ āsān kar degā mujhe
- کبھی اول نظر آنا کبھی آخر ہونااور وقفوں سے مرا غائب و حاضر ہوناkabhī avval nazar ānā kabhī āḳhir honāaur vaqfoñ se mirā ġhā.ib-o-hāzir honā
- کچھ اس نے سوچا تو تھا مگر کام کر دیا تھاجو میرے خوابوں کو اتنے رنگوں سے بھر دیا تھاkuchh us ne sochā to thā magar kām kar diyā thājo mere ḳhvāboñ ko itne rangoñ se bhar diyā thā
- کچھ بھی نہ اس کی زینت و زیبائی سے ہواجتنا فساد ہے مری یکتائی سے ہواkuchh bhī na us kī zīnat-o-zebā.ī se huājitnā fasād hai mirī yaktā.ī se huā
- کچھ دنوں سے جو طبیعت مری یکسو کم ہےدل ہے بھر پور مگر آنکھ میں آنسو کم ہےkuchh dinoñ se jo tabī.at mirī yakso kam haidil hai bhar por magar ānkh meñ ānsū kam hai
- کچھ سبب ہی نہ بنے بات بڑھا دینے کاکھیل کھیلا ہوا یہ اس کو بھلا دینے کاkuchh sabab hī na bane bāt baṛhā dene kākhel khelā huā ye us ko bhalā dene kā
- کچھ نہیں سمجھا ہوں اتنا مختصر پیغام تھاکیا ہوا تھی جس ہوا کے ہاتھ پر پیغام تھاkuchh nahīñ samjhā hūñ itnā muḳhtasar paiġhām thākyā huā thī jis havā ke hāth par paiġhām thā
- کس نئے خواب میں رہتا ہوں ڈبویا ہوا میںایک مدت ہوئی جاگا نہیں سویا ہوا میںkis na.e ḳhvāb meñ rahtā hūñ ḍuboyā havā meñek muddat huī jāgā nahīñ soyā havā meñ
- کسی نئی طرح کی روانی میں جا رہا تھاچراغ تھا کوئی اور پانی میں جا رہا تھاkisī na.ī tarah kī ravānī meñ jā rahā thācharāġh thā koī aur pānī meñ jā rahā thā
- کشتی ہوس ہواؤں کے رخ پر اتار دےکھوئے ہوؤں سے مل یہ دلدر اتار دےkashtī havas havā.oñ ke ruḳh par utār dekhoe huoñ se mil ye daliddar utār de
- کفر سے یہ جو منور مری پیشانی ہےظاہر اس سے بھی مرا جذبۂ ایمانی ہےkufr se ye jo munavvar mirī peshānī haizāhir us se bhī mirā jazba-e-īmānī hai
- کوئی کنایہ کہیں اور بات کرتے ہوئےکوئی اشارہ ذرا دور سے گزرتے ہوئےkoī kināya kahīñ aur bāt karte huekoī ishāra zarā dūr se guzarte hue
- کھڑکیاں کس طرح کی ہیں اور در کیسا ہے وہسوچتا ہوں جس میں وہ رہتا ہے گھر کیسا ہے وہkhiṛkiyāñ kis tarah kī haiñ aur dar kaisā hai vosochtā hūñ jis meñ vo rahtā hai ghar kaisā hai vo
- کھڑی ہے شام کہ خواب سفر رکا ہوا ہےیقین کیوں نہیں آتا اگر رکا ہوا ہےkhaṛī hai shām ke ḳhvāb-e-safar rukā huā haiyaqīn kyūñ nahīñ ātā agar rukā huā hai
- کھینچ لائی ہے یہاں لذت آزار مجھےجہاں پانی نہ ملے آج وہاں مار مجھےkhīñch lā.ī hai yahāñ lazzat-e-āzār mujhejahāñ pānī na mile āj vahāñ mār mujhe
- کیسی رکی ہوئی تھی روانی مری طرفٹھہرا ہوا تھا اپنا ہی پانی مری طرفkaisī rukī huī thī ravānī mirī tarafṭhahrā huā thā apnā hī pānī mirī taraf
- گرنے کی طرح کا نہ سنبھلنے کی طرح کاسارا وہ سفر خواب میں چلنے کی طرح کاgirne kī tarah kā na sambhalne kī tarah kāsārā vo safar ḳhvāb meñ chalne kī tarah kā
- لب پہ تکریم تمنائے سبک پائی ہےپس دیوار وہی سلسلہ پیمائی ہےlab pe takrīm-e-tamannā-e-subuk pā.ī haipas-e-dīvār vahī silsila paimā.ī hai
- لرزش پردۂ اظہار کا مطلب کیا ہےہے یہ دیوار تو دیوار کا مطلب کیا ہےlarzish-e-parda-e-iz.hār kā matlab kyā haihai ye dīvār to dīvār kā matlab kyā hai
- لہر کی طرح کنارے سے اچھل جانا ہےدیکھتے دیکھتے ہاتھوں سے نکل جانا ہےlahr kī tarah kināre se uchhal jānā haidekhte dekhte hāthoñ se nikal jānā hai
- مرے نشان بہت ہیں جہاں بھی ہوتا ہوںمگر دراصل وہیں بے نشاں بھی ہوتا ہوںmire nishān bahut haiñ jahāñ bhī hotā hūñmagar darasl vahīñ be nishāñ bhī hotā hūñ
- مسترد ہو گیا جب تیرا قبولا ہوا میںیاد کیا آؤں گا اس طرح سے بھولا ہوا میںmustarad ho gayā jab terā qabolā havā meñyād kyā ā.ūñgā is tarah se bhūlā havā meñ
- مقبول عوام ہو گیا میںگویا کہ تمام ہو گیا میںmaqbūl avām ho gayā maiñgoyā ke tamām ho gayā maiñ
- ملا تو منزل جاں میں اتارنے نہ دیاوہ کھو گیا تو کسی نے پکارنے نہ دیاmilā to manzil-e-jāñ meñ utārne na diyāvo kho gayā to kisī ne pukārne na diyā
- ملوں اس سے تو ملنے کی نشانی مانگ لیتا ہوںتکلف برطرف پیاسا ہوں پانی مانگ لیتا ہوںmilūñ us se to milne kī nishānī māñg letā hūñtakalluf bartaraf pyāsā hūñ pānī māñg letā hūñ
- موسم کا ہاتھ ہے نہ ہوا ہے خلاؤں میںپھر اس نے کیا طلسم رکھا ہے خلاؤں میںmausam kā hāth hai na huā hai ḳhalā.oñ meñphir us ne kyā tilism rakhā hai ḳhalā.oñ meñ
- میرے اندر وہ میرے سوا کون تھامیں تو تھا ہی مگر دوسرا کون تھاmere andar vo mere sivā kaun thāmaiñ to thā hī magar dūsrā kaun thā
- میں بھی شریک مرگ ہوں مر میرے سامنےمیری صدا کے پھول بکھر میرے سامنےmaiñ bhī sharīk-e-marg hūñ mar mere sāmnemerī sadā ke phūl bikhar mere sāmne
- میں زرد آگ نہ پانی کے سرد ڈر میں رہارہا تو سوئی ہوئی خاک کے خطر میں رہاmaiñ zard āg na pānī ke sard ḍar meñ rahārahā to soī huī ḳhāk ke ḳhatar meñ rahā
- میں نے کب دعویٰ کیا تھا سر بسر باقی ہوں میںپیش خدمت ہوں تمہارے جس قدر باقی ہوں میںmaiñ ne kab da.avā kiyā thā sar basar bāqī hūñ maiñpesh-e-ḳhidmat hūñ tumhāre jis qadar bāqī hūñ maiñ