Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zafar Iqbal

ظفر اقبال

Born in Bahawalnagar, 1932

Zafar Iqbal's poetry is mainly ghazal, written in a diction that departs from the traditional idiom of the form. Educated in Okara and Lahore, he practised law in Okara and then Lahore until 2003 and wrote newspaper columns for more than thirty-five years. His first collection was Aab-e-Rawan; others include Gulaftab and Ratb-o-Yabis. He received the Pride of Performance in 1999 and the Hilal-i-Imtiaz in 2014.

Writes about

  • Love
  • Breaking convention
  • Poetic experiment

Poems

  1. ātish-o-injimād hai mujh meñkaisā kaisā tazād hai mujh meñ
  2. āg kā rishta nikal ā.e koī pānī ke sāthzinda rah saktā hūñ aisī hī ḳhush imkānī ke sāth
  3. abhī ānkheñ khulī haiñ aur kyā kyā dekhne komujhe pāgal kiyā us ne tamāshā dekhne ko
  4. abhī to karnā paṛegā safar dobāra mujheabhī kareñ nahīñ ārām kā ishāra mujhe
  5. abhī kisī ke na mere kahe se guzregāvo ḳhud hī ek din is dā.ire se guzregā
  6. apne inkār ke baraks barābar koī thādil meñ ik ḳhvāb thā aur ḳhvāb ke andar koī thā
  7. itnā ṭhahrā huā māhaul badalnā paṛ jā.ebāhar apne hī kināroñ se uchhalnā paṛ jā.e
  8. uṭh aur phir se ravāna ho ḍar ziyāda nahīñbahut kaṭhin sahī manzil safar ziyāda nahīñ
  9. usī se ā.e haiñ āshob-e-āsmāñ vālejise ġhubār samajhte the kārvāñ vāle
  10. use manzūr nahīñ chhoṛ jhagaṛtā kyā haidil hī kam māya hai apnā to akaṛtā kyā hai
  11. agar is khel meñ ab vo bhī shāmil hone vālā haitū apnā kām pahle se bhī mushkil hone vālā hai
  12. ilzām ek ye bhī uṭhā lenā chāhiyeis shahr-e-be amāñ ko bachā lenā chāhiye
  13. aisā vo be shumār-o-qatār intizār thāpahlī hī bār dūsrī bār-e-intizār thā
  14. aisī koī darpesh huā ā.ī hamārejo sāth hī patte bhī uṛā lā.ī hamāre
  15. ek hī bār nahīñ hai vo dobāra kam haimaiñ vo dariyā hūñ jise apnā kināra kam hai
  16. ek hī naqsh hai jitnā bhī jahāñ rah jā.eāg uṛtī phire har sū ke dhuāñ rah jā.e
  17. īmāñ ke sāth ḳhāmī īmāñ bhī chāhiyeazm-e-safar kyā hai to sāmāñ bhī chāhiye
  18. bāt aisī bhī koī nahīñ ke mohabbat bahut ziyāda hailekin ham donoñ se us kī tāqat bahut ziyāda hai
  19. bijlī girī hai kal kisī ujṛe makān parrone lagūñ ke hañs paṛūñ is dāstān par
  20. badla ye liyā hasrat-e-iz.hār se ham neāġhāz kiyā apne hī inkār se ham ne
  21. bas ek bār kisī ne gale lagāyā thāphir is ke ba.ad na maiñ thā na merā sāyā thā
  22. bazāhir sehhat achchhī hai jo bīmārī ziyāda haiisī ḳhātir buṛhāpe meñ havas kārī ziyāda hai
  23. bikhar bikhar ga.e alfāz se adā na hueye zamzame jo kisī dard kī davā na hue
  24. bahut suljhī huī bātoñ ko bhī uljhā.e rakhte haiñjo hai kām āj kā kal tak use laṭkā.e rakhte haiñ
  25. bhūl baiṭhā thā magar yād bhī ḳhud maiñ ne kiyāvo mohabbat jise barbād bhī ḳhud maiñ ne kiyā
  26. bīnā.ī se bāhar kabhī andar mujhe dekhemumkin hī nahīñ hai vo barābar mujhe dekhe
  27. be vafā.ī karke niklūñ yā vafā kar jā.ūñgāshahr ko har zā.iqe se āshnā kar jā.ūñgā
  28. pā.e hue is vaqt ko khonā hī bahut hainīnd ā.e to is hāl meñ sonā hī bahut hai
  29. patā chalā koī girdāb se guzarte huena band hote hue bāb se guzarte hue
  30. pariyoñ aisā rūp hai jis kā laṛkoñ aisā nā.ūñsāre dhande chhoṛ chhāṛ ke chaliye us ke gā.oñ
  31. phir koī shakl-e-nazar āne lagī pānī parsaḳht mushkil meñ hūñ is tarah kī āsānī par
  32. paidā ye ġhubār kyūñ huā haiaur āḳhirī bār kyūñ huā hai
  33. tire rāstoñ se jabhī guzar nahīñ kar rahāke maiñ apnī umr abhī basar nahīñ kar rahā
  34. tire laboñ pe agar surḳhī-e-vafā hī nahīñto ye banā.o ye saj dhaj tujhe ravā hī nahīñ
  35. taqāzā ho chukī hai aur tamannā ho rahā haike sīdhā chāhtā hūñ aur ulṭā ho rahā hai
  36. thaknā bhī lāzmī thā kuchh kām karte kartekuchh aur thak gayā hūñ ārām karte karte
  37. jism ke regzār meñ shām-o-sahar sadā karūñmanzil-e-jāñ to dūr hai tai yahī fāslā karūñ
  38. jis ne nafrat hī mujhe dī na zafar pyār diyāmaiñ ne sab kuchh use kyūñ hār diyā vār diyā
  39. jo banda-e-ḳhudā thā ḳhudā hone vālā haikyā kuchh abhī to jalva numā hone vālā hai
  40. jo nāravā thā us ko ravā karne āyā hūñmaiñ qarz dūsroñ kā adā karne āyā hūñ
  41. jahāñ lamha-e-shām bikher diyāvahīñ ik paiġhām bikher diyā
  42. jahāñ mere na hone kā nishāñ phailā huā haisamajhtā hūñ ġhubār-e-āsmāñ phailā huā hai
  43. jahāñ nigār-e-sahar pairahan utārtī haivahīñ pe rāt sitāroñ kā khel hārtī hai
  44. jaisī ab hai isī hālat meñ nahīñ rah saktāmaiñ hamesha to mohabbat meñ nahīñ rah saktā
  45. chalo itnī to āsānī rahegīmileñge aur pareshānī rahegī
  46. chamaktī vusatoñ meñ jo gul-e-sahrā khulā haikoī kah de agar pahle kabhī aisā khulā hai
  47. chamkegā abhī mere ḳhayālāt se āgevo naqsh ke thā dāġh mulāqāt se āge
  48. chhupā huā jo numūdār se nikal āyāye farq bhī tire inkār se nikal āyā
  49. had ho chukī hai sharm shakebā.ī ḳhatm hobehtar hai ab duā kī pazīrā.ī ḳhatm ho
  50. husn ke inkār se bhī kuchh to parda rah gayāmaiñ bhī kāfī mutma.in hūñ vo bhī achchhā rah gayā