Poet
Zafar Iqbal
ظفر اقبالBorn in Bahawalnagar, 1932
Zafar Iqbal's poetry is mainly ghazal, written in a diction that departs from the traditional idiom of the form. Educated in Okara and Lahore, he practised law in Okara and then Lahore until 2003 and wrote newspaper columns for more than thirty-five years. His first collection was Aab-e-Rawan; others include Gulaftab and Ratb-o-Yabis. He received the Pride of Performance in 1999 and the Hilal-i-Imtiaz in 2014.
Writes about
- Love
- Breaking convention
- Poetic experiment
Poems
- آتش و انجماد ہے مجھ میںکیسا کیسا تضاد ہے مجھ میںātish-o-injimād hai mujh meñkaisā kaisā tazād hai mujh meñ
- آگ کا رشتہ نکل آئے کوئی پانی کے ساتھزندہ رہ سکتا ہوں ایسی ہی خوش امکانی کے ساتھāg kā rishta nikal ā.e koī pānī ke sāthzinda rah saktā hūñ aisī hī ḳhush imkānī ke sāth
- ابھی آنکھیں کھلی ہیں اور کیا کیا دیکھنے کومجھے پاگل کیا اس نے تماشا دیکھنے کوabhī ānkheñ khulī haiñ aur kyā kyā dekhne komujhe pāgal kiyā us ne tamāshā dekhne ko
- ابھی تو کرنا پڑے گا سفر دوبارہ مجھےابھی کریں نہیں آرام کا اشارہ مجھےabhī to karnā paṛegā safar dobāra mujheabhī kareñ nahīñ ārām kā ishāra mujhe
- ابھی کسی کے نہ میرے کہے سے گزرے گاوہ خود ہی ایک دن اس دائرے سے گزرے گاabhī kisī ke na mere kahe se guzregāvo ḳhud hī ek din is dā.ire se guzregā
- اپنے انکار کے برعکس برابر کوئی تھادل میں اک خواب تھا اور خواب کے اندر کوئی تھاapne inkār ke baraks barābar koī thādil meñ ik ḳhvāb thā aur ḳhvāb ke andar koī thā
- اتنا ٹھہرا ہوا ماحول بدلنا پڑ جائےباہر اپنے ہی کناروں سے اچھلنا پڑ جائےitnā ṭhahrā huā māhaul badalnā paṛ jā.ebāhar apne hī kināroñ se uchhalnā paṛ jā.e
- اٹھ اور پھر سے روانہ ہو ڈر زیادہ نہیںبہت کٹھن سہی منزل سفر زیادہ نہیںuṭh aur phir se ravāna ho ḍar ziyāda nahīñbahut kaṭhin sahī manzil safar ziyāda nahīñ
- اسی سے آئے ہیں آشوب آسماں والےجسے غبار سمجھتے تھے کارواں والےusī se ā.e haiñ āshob-e-āsmāñ vālejise ġhubār samajhte the kārvāñ vāle
- اسے منظور نہیں چھوڑ جھگڑتا کیا ہےدل ہی کم مایہ ہے اپنا تو اکڑتا کیا ہےuse manzūr nahīñ chhoṛ jhagaṛtā kyā haidil hī kam māya hai apnā to akaṛtā kyā hai
- اگر اس کھیل میں اب وہ بھی شامل ہونے والا ہےتو اپنا کام پہلے سے بھی مشکل ہونے والا ہےagar is khel meñ ab vo bhī shāmil hone vālā haitū apnā kām pahle se bhī mushkil hone vālā hai
- الزام ایک یہ بھی اٹھا لینا چاہیئےاس شہر بے اماں کو بچا لینا چاہیئےilzām ek ye bhī uṭhā lenā chāhiyeis shahr-e-be amāñ ko bachā lenā chāhiye
- ایسا وہ بے شمار و قطار انتظار تھاپہلی ہی بار دوسری بار انتظار تھاaisā vo be shumār-o-qatār intizār thāpahlī hī bār dūsrī bār-e-intizār thā
- ایسی کوئی درپیش ہوا آئی ہمارےجو ساتھ ہی پتے بھی اڑا لائی ہمارےaisī koī darpesh huā ā.ī hamārejo sāth hī patte bhī uṛā lā.ī hamāre
- ایک ہی بار نہیں ہے وہ دوبارہ کم ہےمیں وہ دریا ہوں جسے اپنا کنارہ کم ہےek hī bār nahīñ hai vo dobāra kam haimaiñ vo dariyā hūñ jise apnā kināra kam hai
- ایک ہی نقش ہے جتنا بھی جہاں رہ جائےآگ اڑتی پھرے ہر سو کہ دھواں رہ جائےek hī naqsh hai jitnā bhī jahāñ rah jā.eāg uṛtī phire har sū ke dhuāñ rah jā.e
- ایماں کے ساتھ خامی ایماں بھی چاہئےعزم سفر کیا ہے تو ساماں بھی چاہئےīmāñ ke sāth ḳhāmī īmāñ bhī chāhiyeazm-e-safar kyā hai to sāmāñ bhī chāhiye
- بات ایسی بھی کوئی نہیں کہ محبت بہت زیادہ ہےلیکن ہم دونوں سے اس کی طاقت بہت زیادہ ہےbāt aisī bhī koī nahīñ ke mohabbat bahut ziyāda hailekin ham donoñ se us kī tāqat bahut ziyāda hai
- بجلی گری ہے کل کسی اجڑے مکان پررونے لگوں کہ ہنس پڑوں اس داستان پرbijlī girī hai kal kisī ujṛe makān parrone lagūñ ke hañs paṛūñ is dāstān par
- بدلہ یہ لیا حسرت اظہار سے ہم نےآغاز کیا اپنے ہی انکار سے ہم نےbadla ye liyā hasrat-e-iz.hār se ham neāġhāz kiyā apne hī inkār se ham ne
- بس ایک بار کسی نے گلے لگایا تھاپھر اس کے بعد نہ میں تھا نہ میرا سایا تھاbas ek bār kisī ne gale lagāyā thāphir is ke ba.ad na maiñ thā na merā sāyā thā
- بظاہر صحت اچھی ہے جو بیماری زیادہ ہےاسی خاطر بڑھاپے میں ہوس کاری زیادہ ہےbazāhir sehhat achchhī hai jo bīmārī ziyāda haiisī ḳhātir buṛhāpe meñ havas kārī ziyāda hai
- بکھر بکھر گئے الفاظ سے ادا نہ ہوئےیہ زمزمے جو کسی درد کی دوا نہ ہوئےbikhar bikhar ga.e alfāz se adā na hueye zamzame jo kisī dard kī davā na hue
- بہت سلجھی ہوئی باتوں کو بھی الجھائے رکھتے ہیںجو ہے کام آج کا کل تک اسے لٹکائے رکھتے ہیںbahut suljhī huī bātoñ ko bhī uljhā.e rakhte haiñjo hai kām āj kā kal tak use laṭkā.e rakhte haiñ
- بھول بیٹھا تھا مگر یاد بھی خود میں نے کیاوہ محبت جسے برباد بھی خود میں نے کیاbhūl baiṭhā thā magar yād bhī ḳhud maiñ ne kiyāvo mohabbat jise barbād bhī ḳhud maiñ ne kiyā
- بینائی سے باہر کبھی اندر مجھے دیکھےممکن ہی نہیں ہے وہ برابر مجھے دیکھےbīnā.ī se bāhar kabhī andar mujhe dekhemumkin hī nahīñ hai vo barābar mujhe dekhe
- بے وفائی کرکے نکلوں یا وفا کر جاؤں گاشہر کو ہر ذائقے سے آشنا کر جاؤں گاbe vafā.ī karke niklūñ yā vafā kar jā.ūñgāshahr ko har zā.iqe se āshnā kar jā.ūñgā
- پائے ہوئے اس وقت کو کھونا ہی بہت ہےنیند آئے تو اس حال میں سونا ہی بہت ہےpā.e hue is vaqt ko khonā hī bahut hainīnd ā.e to is hāl meñ sonā hī bahut hai
- پتا چلا کوئی گرداب سے گزرتے ہوئےنہ بند ہوتے ہوئے باب سے گزرتے ہوئےpatā chalā koī girdāb se guzarte huena band hote hue bāb se guzarte hue
- پریوں ایسا روپ ہے جس کا لڑکوں ایسا ناؤںسارے دھندے چھوڑ چھاڑ کے چلیے اس کے گاؤںpariyoñ aisā rūp hai jis kā laṛkoñ aisā nā.ūñsāre dhande chhoṛ chhāṛ ke chaliye us ke gā.oñ
- پھر کوئی شکل نظر آنے لگی پانی پرسخت مشکل میں ہوں اس طرح کی آسانی پرphir koī shakl-e-nazar āne lagī pānī parsaḳht mushkil meñ hūñ is tarah kī āsānī par
- پیدا یہ غبار کیوں ہوا ہےاور آخری بار کیوں ہوا ہےpaidā ye ġhubār kyūñ huā haiaur āḳhirī bār kyūñ huā hai
- ترے راستوں سے جبھی گزر نہیں کر رہاکہ میں اپنی عمر ابھی بسر نہیں کر رہاtire rāstoñ se jabhī guzar nahīñ kar rahāke maiñ apnī umr abhī basar nahīñ kar rahā
- ترے لبوں پہ اگر سرخی وفا ہی نہیںتو یہ بناؤ یہ سج دھج تجھے روا ہی نہیںtire laboñ pe agar surḳhī-e-vafā hī nahīñto ye banā.o ye saj dhaj tujhe ravā hī nahīñ
- تقاضا ہو چکی ہے اور تمنا ہو رہا ہےکہ سیدھا چاہتا ہوں اور الٹا ہو رہا ہےtaqāzā ho chukī hai aur tamannā ho rahā haike sīdhā chāhtā hūñ aur ulṭā ho rahā hai
- تھکنا بھی لازمی تھا کچھ کام کرتے کرتےکچھ اور تھک گیا ہوں آرام کرتے کرتےthaknā bhī lāzmī thā kuchh kām karte kartekuchh aur thak gayā hūñ ārām karte karte
- جسم کے ریگزار میں شام و سحر صدا کروںمنزل جاں تو دور ہے طے یہی فاصلا کروںjism ke regzār meñ shām-o-sahar sadā karūñmanzil-e-jāñ to dūr hai tai yahī fāslā karūñ
- جس نے نفرت ہی مجھے دی نہ ظفرؔ پیار دیامیں نے سب کچھ اسے کیوں ہار دیا وار دیاjis ne nafrat hī mujhe dī na zafar pyār diyāmaiñ ne sab kuchh use kyūñ hār diyā vār diyā
- جو بندۂ خدا تھا خدا ہونے والا ہےکیا کچھ ابھی تو جلوہ نما ہونے والا ہےjo banda-e-ḳhudā thā ḳhudā hone vālā haikyā kuchh abhī to jalva numā hone vālā hai
- جو ناروا تھا اس کو روا کرنے آیا ہوںمیں قرض دوسروں کا ادا کرنے آیا ہوںjo nāravā thā us ko ravā karne āyā hūñmaiñ qarz dūsroñ kā adā karne āyā hūñ
- جہاں لمحۂ شام بکھیر دیاوہیں اک پیغام بکھیر دیاjahāñ lamha-e-shām bikher diyāvahīñ ik paiġhām bikher diyā
- جہاں میرے نہ ہونے کا نشاں پھیلا ہوا ہےسمجھتا ہوں غبار آسماں پھیلا ہوا ہےjahāñ mere na hone kā nishāñ phailā huā haisamajhtā hūñ ġhubār-e-āsmāñ phailā huā hai
- جہاں نگار سحر پیرہن اتارتی ہےوہیں پہ رات ستاروں کا کھیل ہارتی ہےjahāñ nigār-e-sahar pairahan utārtī haivahīñ pe rāt sitāroñ kā khel hārtī hai
- جیسی اب ہے اسی حالت میں نہیں رہ سکتامیں ہمیشہ تو محبت میں نہیں رہ سکتاjaisī ab hai isī hālat meñ nahīñ rah saktāmaiñ hamesha to mohabbat meñ nahīñ rah saktā
- چلو اتنی تو آسانی رہے گیملیں گے اور پریشانی رہے گیchalo itnī to āsānī rahegīmileñge aur pareshānī rahegī
- چمکتی وسعتوں میں جو گل صحرا کھلا ہےکوئی کہہ دے اگر پہلے کبھی ایسا کھلا ہےchamaktī vusatoñ meñ jo gul-e-sahrā khulā haikoī kah de agar pahle kabhī aisā khulā hai
- چمکے گا ابھی میرے خیالات سے آگےوہ نقش کہ تھا داغ ملاقات سے آگےchamkegā abhī mere ḳhayālāt se āgevo naqsh ke thā dāġh mulāqāt se āge
- چھپا ہوا جو نمودار سے نکل آیایہ فرق بھی ترے انکار سے نکل آیاchhupā huā jo numūdār se nikal āyāye farq bhī tire inkār se nikal āyā
- حد ہو چکی ہے شرم شکیبائی ختم ہوبہتر ہے اب دعا کی پذیرائی ختم ہوhad ho chukī hai sharm shakebā.ī ḳhatm hobehtar hai ab duā kī pazīrā.ī ḳhatm ho
- حسن کے انکار سے بھی کچھ تو پردہ رہ گیامیں بھی کافی مطمئن ہوں وہ بھی اچھا رہ گیاhusn ke inkār se bhī kuchh to parda rah gayāmaiñ bhī kāfī mutma.in hūñ vo bhī achchhā rah gayā