Poet
Sahir Ludhianvi
ساحر لدھیانوی1921–1980Born in LudhianaDied in Mumbai
Abdul Hayee took the pen name Sahir Ludhianvi. He settled in Lahore in 1943, where he published his first collection, Talkhiyan, and edited magazines including Adab-e-Latif as a member of the Progressive Writers' Association. In 1949 he left for India and made his career in Bombay as a film lyricist, with songs for Pyaasa and Kabhie Kabhie. He won two Filmfare awards and the Padma Shri in 1971.
Writes about
- Social injustice
- Love
- Progressive ideals
Poems
- اب آئیں یا نہ آئیں ادھر پوچھتے چلوکیا چاہتی ہے ان کی نظر پوچھتے چلوab ā.eñ yā na ā.eñ idhar pūchhte chalokyā chāhtī hai un kī nazar pūchhte chalo
- اب کوئی گلشن نہ اجڑے اب وطن آزاد ہےروح گنگا کی ہمالہ کا بدن آزاد ہےab koī gulshan na ujṛe ab vatan āzād hairūh gangā kī himāla kā badan āzād hai
- اپنا دل پیش کروں اپنی وفا پیش کروںکچھ سمجھ میں نہیں آتا تجھے کیا پیش کروںapnā dil pesh karūñ apnī vafā pesh karūñkuchh samajh meñ nahīñ ātā tujhe kyā pesh karūñ
- اتنی حسین اتنی جواں رات کیا کریںجاگے ہیں کچھ عجیب سے جذبات کیا کریںitnī hasīn itnī javāñ rāt kyā kareñjāge haiñ kuchh ajīb se jazbāt kyā kareñ
- اس طرف سے گزرے تھے قافلے بہاروں کےآج تک سلگتے ہیں زخم رہ گزاروں کےis taraf se guzre the qāfile bahāroñ keāj tak sulagte haiñ zaḳhm rah guzāroñ ke
- اہل دل اور بھی ہیں اہل وفا اور بھی ہیںایک ہم ہی نہیں دنیا سے خفا اور بھی ہیںahl-e-dil aur bhī haiñ ahl-e-vafā aur bhī haiñek ham hī nahīñ duniyā se ḳhafā aur bhī haiñ
- بجھا دیے ہیں خود اپنے ہاتھوں محبتوں کے دیے جلا کےمری وفا نے اجاڑ دی ہیں امید کی بستیاں بسا کےbujhā diye haiñ ḳhud apne hāthoñ mohabbatoñ ke diye jalā kemirī vafā ne ujāṛ dī haiñ umīd kī bastiyāñ basā ke
- برباد محبت کی دعا ساتھ لیے جاٹوٹا ہوا اقرار وفا ساتھ لیے جاbarbād mohabbat kī duā sāth liye jāṭūṭā huā iqrār-e-vafā sāth liye jā
- بھڑکا رہے ہیں آگ لب نغمہ گر سے ہمخاموش کیا رہیں گے زمانے کے ڈر سے ہمbhaṛkā rahe haiñ āg lab-e-naġhma gar se hamḳhāmosh kyā raheñge zamāne ke ḍar se ham
- بھولے سے محبت کر بیٹھا، ناداں تھا بچارا، دل ہی تو ہےہر دل سے خطا ہو جاتی ہے، بگڑو نہ خدارا، دل ہی تو ہےbhūle se mohabbat kar baiṭhā, nādāñ thā bachārā, dil hī to haihar dil se ḳhatā ho jātī hai, bigṛo na ḳhudārā, dil hī to hai
- پربتوں کے پیڑوں پر شام کا بسیرا ہےسرمئی اجالا ہے چمپئی اندھیرا ہےparbatoñ ke peṛoñ par shām kā baserā haisurma.ī ujālā hai champa.ī andherā hai
- پونچھ کر اشک اپنی آنکھوں سے مسکراؤ تو کوئی بات بنےسر جھکانے سے کچھ نہیں ہوتا سر اٹھاؤ تو کوئی بات بنےpoñchh kar ashk apnī ānkhoñ se muskurā.o to koī bāt banesar jhukāne se kuchh nahīñ hotā sar uṭhā.o to koī bāt bane
- تری دنیا میں جینے سے تو بہتر ہے کہ مر جائیںوہی آنسو وہی آہیں وہی غم ہے جدھر جائیںtirī duniyā meñ jīne se to behtar hai ke mar jā.eñvahī ānsū vahī āheñ vahī ġham hai jidhar jā.eñ
- تم اپنا رنج و غم اپنی پریشانی مجھے دے دوتمہیں غم کی قسم اس دل کی ویرانی مجھے دے دوtum apnā ranj-o-ġham apnī pareshānī mujhe de dotumheñ ġham kī qasam is dil kī vīrānī mujhe de do
- تنگ آ چکے ہیں کشمکش زندگی سے ہمٹھکرا نہ دیں جہاں کو کہیں بے دلی سے ہمtang ā chuke haiñ kashmakash-e-zindagī se hamṭhukrā na deñ jahāñ ko kahīñ be dilī se ham
- توڑ لیں گے ہر اک شے سے رشتہ توڑ دینے کی نوبت تو آئےہم قیامت کے خود منتظر ہیں پر کسی دن قیامت تو آئےtoṛ leñge har ik shai se rishta toṛ dene kī naubat to ā.eham qayāmat ke ḳhud muntazir haiñ par kisī din qayāmat to ā.e
- جب کبھی ان کی توجہ میں کمی پائی گئیاز سر نو داستان شوق دہرائی گئیjab kabhī un kī tavajjoh meñ kamī pā.ī ga.īaz sar-e-nau dāstān-e-shauq dohrā.ī ga.ī
- جرم الفت پہ ہمیں لوگ سزا دیتے ہیںکیسے نادان ہیں شعلوں کو ہوا دیتے ہیںjurm-e-ulfat pe hameñ log sazā dete haiñkaise nādān haiñ sholoñ ko huā dete haiñ
- چہرے پہ خوشی چھا جاتی ہے آنکھوں میں سرور آ جاتا ہےجب تم مجھے اپنا کہتے ہو اپنے پہ غرور آ جاتا ہےchehre pe ḳhushī chhā jātī hai ānkhoñ meñ surūr ā jātā haijab tum mujhe apnā kahte ho apne pe ġhurūr ā jātā hai
- چھو لینے دو نازک ہونٹوں کو کچھ اور نہیں ہے جام ہے یہقدرت نے جو ہم کو بخشا ہے وہ سب سے حسیں انعام ہے یہchhū lene do nāzuk honṭoñ ko kuchh aur nahīñ hai jām hai yequdrat ne jo ham ko baḳhshā hai vo sab se hasīñ inām hai ye
- خودداریوں کے خون کو ارزاں نہ کر سکےہم اپنے جوہروں کو نمایاں نہ کر سکےḳhuddāriyoñ ke ḳhūn ko arzāñ na kar sakeham apne jauhrauñ ko numāyāñ na kar sake
- دور رہ کر نہ کرو بات قریب آ جاؤیاد رہ جائے گی یہ رات قریب آ جاؤdūr rah kar na karo bāt qarīb ā jā.oyād rah jā.egī ye rāt qarīb ā jā.o
- دیکھا تو تھا یوں ہی کسی غفلت شعار نےدیوانہ کر دیا دل بے اختیار نےdekhā to thā yūñ hī kisī ġhaflat shi.ār nedīvāna kar diyā dil-e-be iḳhtiyār ne
- دیکھا ہے زندگی کو کچھ اتنا قریب سےچہرے تمام لگنے لگے ہیں عجیب سےdekhā hai zindagī ko kuchh itnā qarīb sechehre tamām lagne lage haiñ ajīb se
- دیکھا ہے زندگی کو کچھ اتنے قریب سےچہرے تمام لگنے لگے ہیں عجیب سےdekhā hai zindagī ko kuchh itne qarīb sechehre tamām lagne lage haiñ ajīb se
- سزا کا حال سنائیں جزا کی بات کریںخدا ملا ہو جنہیں وہ خدا کی بات کریںsazā kā hāl sunā.eñ jazā kī bāt kareñḳhudā milā ho jinheñ vo ḳhudā kī bāt kareñ
- سنسار سے بھاگے پھرتے ہو بھگوان کو تم کیا پاؤ گےاس لوک کو بھی اپنا نہ سکے اس لوک میں بھی پچھتاؤ گےsansār se bhāge phirte ho bhagvān ko tum kyā pā.ogeis lok ko bhī apnā na sake is lok meñ bhī pachhtā.oge
- سنسار کی ہر شے کا اتنا ہی فسانہ ہےاک دھند سے آنا ہے اک دھند میں جانا ہےsansār kī har shai kā itnā hī fasāna haiik dhund se ānā hai ik dhund meñ jānā hai
- شرما کے یوں نہ دیکھ ادا کے مقام سےاب بات بڑھ چکی ہے حیا کے مقام سےsharmā ke yūñ na dekh adā ke maqām seab bāt baṛh chukī hai hayā ke maqām se
- صدیوں سے انسان یہ سنتا آیا ہےدکھ کی دھوپ کے آگے سکھ کا سایا ہےsadiyoñ se insān ye suntā āyā haidukh kī dhūp ke āge sukh kā sāyā hai
- طرب زاروں پہ کیا بیتی صنم خانوں پہ کیا گزریدل زندہ ترے مرحوم ارمانوں پہ کیا گزریtarab zāroñ pe kyā bītī sanam ḳhānoñ pe kyā guzrīdil-e-zinda tire marhūm armānoñ pe kyā guzrī
- عقائد وہم ہیں مذہب خیال خام ہے ساقیازل سے ذہن انساں بستۂ اوہام ہے ساقیaqā.id vahm haiñ maz.hab ḳhayāl-e-ḳhām hai sāqīazal se zehn-e-insāñ basta-e-auhām hai sāqī
- فن جو نادار تک نہیں پہنچاابھی معیار تک نہیں پہنچاfan jo nādār tak nahīñ pahuñchāabhī meyār tak nahīñ pahuñchā
- کبھی خود پہ کبھی حالات پہ رونا آیابات نکلی تو ہر اک بات پہ رونا آیاkabhī ḳhud pe kabhī hālāt pe ronā āyābāt niklī to har ik bāt pe ronā āyā
- کیا جانیں تری امت کس حال کو پہنچے گیبڑھتی چلی جاتی ہے تعداد اماموں کیkyā jāneñ tirī ummat kis hāl ko pahuñchegībaṛhtī chalī jātī hai ta.adād imāmoñ kī
- گلشن گلشن پھولدامن دامن دھولgulshan gulshan phūldāman dāman dhūl
- لب پہ پابندی تو ہے احساس پر پہرا تو ہےپھر بھی اہل دل کو احوال بشر کہنا تو ہےlab pe pābandī to hai ehsās par pahrā to haiphir bhī ahl-e-dil ko ahvāl-e-bashar kahnā to hai
- محبت ترک کی میں نے گریباں سی لیا میں نےزمانے اب تو خوش ہو زہر یہ بھی پی لیا میں نےmohabbat tark kī maiñ ne garebāñ sī liyā maiñ nezamāne ab to ḳhush ho zahr ye bhī pī liyā maiñ ne
- مرے دل میں آج کیا ہے تو کہے تو میں بتا دوںتیری زلف پھر سنواروں تری مانگ پھر سجا دوںmire dil meñ āj kyā hai to kahe to maiñ batā dūñterī zulf phir sañvārūñ tirī māñg phir sajā dūñ
- ملتی ہے زندگی میں محبت کبھی کبھیہوتی ہے دلبروں کی عنایت کبھی کبھیmiltī hai zindagī meñ mohabbat kabhī kabhīhotī hai dilbaroñ kī ināyat kabhī kabhī
- میری تقدیر میں جلنا ہے تو جل جاؤں گاتیرا وعدہ تو نہیں ہوں جو بدل جاؤں گاmerī taqdīr meñ jalnā hai to jal jā.ūñgāterā va.ada to nahīñ hūñ jo badal jā.ūñgā
- میں زندگی کا ساتھ نبھاتا چلا گیاہر فکر کو دھوئیں میں اڑاتا چلا گیاmaiñ zindagī kā sāth nibhātā chalā gayāhar fikr ko dhueñ meñ uṛātā chalā gayā
- میں زندہ ہوں یہ مشتہر کیجیےمرے قاتلوں کو خبر کیجیےmaiñ zinda hūñ ye mushtahar kījiyemire qātiloñ ko ḳhabar kījiye
- نہ تو زمیں کے لئے ہے نہ آسماں کے لیےترا وجود ہے اب صرف داستاں کے لیےna to zamīñ ke liye hai na āsmāñ ke liyetirā vajūd hai ab sirf dāstāñ ke liye
- ہر چند مری قوت گفتار ہے محبوسخاموش مگر طبع خود آرا نہیں ہوتیhar chand mirī quvvat-e-guftār hai mahbūsḳhāmosh magar tab-e-ḳhud ārā nahīñ hotī
- ہر طرح کے جذبات کا اعلان ہیں آنکھیںشبنم کبھی شعلہ کبھی طوفان ہیں آنکھیںhar tarah ke jazbāt kā elān haiñ ānkheñshabnam kabhī shola kabhī tūfān haiñ ānkheñ
- ہر قدم مرحلۂ دار و صلیب آج بھی ہےجو کبھی تھا وہی انساں کا نصیب آج بھی ہےhar qadam marhala-e-dār-o-salīb āj bhī haijo kabhī thā vahī insāñ kā nasīb āj bhī hai
- ہم آپ کی آنکھوں میں اس دل کو بسا دیں توہم موند کے پلکوں کو اس دل کو سزا دیں توham āp kī ānkhoñ meñ is dil ko basā deñ toham mūnd ke palkoñ ko is dil ko sazā deñ to
- ہوس نصیب نظر کو کہیں قرار نہیںمیں منتظر ہوں مگر تیرا انتظار نہیںhavas nasīb nazar ko kahīñ qarār nahīñmaiñ muntazir hūñ magar terā intizār nahīñ
- یہ زلف اگر کھل کے بکھر جائے تو اچھااس رات کی تقدیر سنور جائے تو اچھاye zulf agar khul ke bikhar jā.e to achchhāis rāt kī taqdīr sañvar jā.e to achchhā