Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Hafeez Aatish

b. 1942

Poems

  1. zehnoñ meñ is safar ke andhere utar na jā.eñbachchoñ kā baṛh ke hāth pakaṛ lo ke ḍar na jā.eñ
  2. kahne ke liye kyūñ koī tayyār nahīñ haiduniyā hai yahāñ kaun adākār nahīñ hai
  3. kyā ḳhabar thī ke ḳhatā yūñ bhī nishāne hoñgeye na.ī nasl ke bhī log purāne hoñge
  4. maiñ bhī zarā ḳhamosh thā tum bhī udās theik dūsre ke donoñ hī kuchh ās pās the
  5. ham jab ta.assubāt kī rau meñ nikal ga.ekitne na.e makān mohalle ke jal ga.e
  6. hañste hue aksar mujhe mahsūs huā haiā.ī hai yahīñ se kahīñ rone kī sadā bhī
  7. badan masrofet se thak gayā hainazar bhī ab bahut dhundlā ga.ī hai
  8. rāt kī āḳhirī ṭaren talakghar meñ bikhrī huī sabhī chīzeñ
  9. sūraj chhupā to rāt ke par phailte ga.ephir yūñ huā ke tez havā.oñ ke dosh se
  10. shāyad kal phir yād na ā.eāj ke sāda varaq pe likh deñ
  11. kāle bādalkal se ab tak baras rahe haiñ
  12. kitne logoñ kībā.eñ paslī meñ
  13. khiṛkī pe nazroñ ko rakheñband kareñ in darvāzoñ ko
  14. lambī rāteñ ṭūṭ chukeñbhīgā chhijā sūkh gayā
  15. mire bistar se jab uṭh karvo thoṛī dūr tak hī jā sakī thī
  16. mere pās nahīñ hai kuchh bhīsard havā.oñ se bachne ko
  17. maiñ bāhar kī be ḍhangīāvāzoñ se tang ā kar
  18. maiñ bahut der se khaṛā yūñhījāne kyā tak rahā thā sāhil par
  19. nanhī kapṛe kī ma.asūm guṛiyākāle ḍore kī chamkīlī ānkheñ
  20. ek safar dard kāle ke sāth āyā thā
  21. jāgte sote lamhoñ kī darzoñ se hotī huīmausamoñ ke badalne kī dhīmī khanak
  22. dīvāroñ kī rangat badlīīnṭoñ kī darzoñ meñ
  23. roz kī tarahpichhle pahar
  24. zard pattebarahna peṛoñ kī ḍāleñ
  25. mere kamre kī dīvār parik qatār
  26. maiñ bahut dūr seus ko āte hue dekh kar
  27. nanhe hāthoñ ne sāde kāġhaz pepahle paude se banā.e phūloñ ke
  28. ā.o phir āj hamapne sāthī ke marne kā ġham bhūl kar
  29. barq kī tez raushnī meñ sabhīapne be ma.anī harfoñ ko ḍhūñḍeñ
  30. jhulsā dene vālīdhūp se bach kar
  31. ye sote sotemujhe kyā huā ke uṭh baiṭhā