Poet
Hafeez Aatish
b. 1942
Poems
- ذہنوں میں اس سفر کے اندھیرے اتر نہ جائیںبچوں کا بڑھ کے ہاتھ پکڑ لو کہ ڈر نہ جائیںzehnoñ meñ is safar ke andhere utar na jā.eñbachchoñ kā baṛh ke hāth pakaṛ lo ke ḍar na jā.eñ
- کہنے کے لیے کیوں کوئی تیار نہیں ہےدنیا ہے یہاں کون اداکار نہیں ہےkahne ke liye kyūñ koī tayyār nahīñ haiduniyā hai yahāñ kaun adākār nahīñ hai
- کیا خبر تھی کہ خطا یوں بھی نشانے ہوں گےیہ نئی نسل کے بھی لوگ پرانے ہوں گےkyā ḳhabar thī ke ḳhatā yūñ bhī nishāne hoñgeye na.ī nasl ke bhī log purāne hoñge
- میں بھی ذرا خموش تھا تم بھی اداس تھےاک دوسرے کے دونوں ہی کچھ آس پاس تھےmaiñ bhī zarā ḳhamosh thā tum bhī udās theik dūsre ke donoñ hī kuchh ās pās the
- ہم جب تعصبات کی رو میں نکل گئےکتنے نئے مکان محلے کے جل گئےham jab ta.assubāt kī rau meñ nikal ga.ekitne na.e makān mohalle ke jal ga.e
- ہنستے ہوئے اکثر مجھے محسوس ہوا ہےآئی ہے یہیں سے کہیں رونے کی صدا بھیhañste hue aksar mujhe mahsūs huā haiā.ī hai yahīñ se kahīñ rone kī sadā bhī