Poet
Badr Shamsi
Poems
- آخر شب جو فضاؤں میں چھڑا ہوتا ہےوہ بھی کیا نغمۂ بے ساز و صدا ہوتا ہےāḳhir-e-shab jo fazā.oñ meñ chhuṛā hotā haivo bhī kyā naġhma-e-be sāz-o-sadā hotā hai
- اب ان کا غم بھی ہمیں دل کشا سا لگتا ہےیہ اجنبی تو ہمیں آشنا سا لگتا ہےab un kā ġham bhī hameñ dil kushā sā lagtā haiye ajnabī to hameñ āshnā sā lagtā hai
- اب دل میں وہ رعنائیٔ احساس نہیں ہےکس پھول میں ورنہ تری بو باس نہیں ہےab dil meñ vo ra.anā.ī-e-ehsās nahīñ haikis phūl meñ varna tirī bū bās nahīñ hai
- بیتے لمحوں کی خوشبوئیں زخموں کی سوغات ملیتنہائی کے سونے پن میں یادوں کی بارات ملیbīte lamhoñ kī ḳhushbūeñ zaḳhmoñ kī sauġhāt milītanhā.ī ke sone pan meñ yādoñ kī bārāt milī
- پھر اس نگاہ کا نشتر مری تلاش میں ہےسکون دل کا پیمبر مری تلاش میں ہےphir us nigāh kā nashtar mirī talāsh meñ haisukūn-e-dil kā payambar mirī talāsh meñ hai
- پیمان وفا توڑ کے جانے کے لئے آآ دل کی لگی اور بڑھانے کے لئے آpaimān-e-vafā toṛ ke jāne ke liye āā dil kī lagī aur baṛhāne ke liye ā
- تصویر مسرت ہے کہ غم کھوئے ہوئے ہیںکچھ اشک سر دیدۂ نم کھوئے ہوئے ہیںtasvīr masarrat hai ke ġham khoe hue haiñkuchh ashk-e-sar dīda-e-nam khoe hue haiñ
- تم اپنے ساتھ مری چشم تر بھی لے جاؤسفر طویل ہے اک ہم سفر بھی لے جاؤtum apne sāth mirī chashm-e-tar bhī le jā.osafar tavīl hai ik ham safar bhī le jā.o
- جواب عرض تمنا تو میرا اپنا تھاتری صدا میں بھی لہجہ تو میرا اپنا تھاjavāb-e-arz-e-tamannā to merā apnā thātirī sadā meñ bhī lahja to merā apnā thā
- جو چاند کو آغوش میں لینے پہ اڑا تھاہر چند وہ بچہ تھا مگر دل کا بڑا تھاjo chānd ko āġhosh meñ lene pe uṛā thāhar chand vo bachcha thā magar dil kā baṛā thā
- چپکے چپکے کون یہ دل پر کرم فرمائے ہےدرد سے تسکین ملتی ہے سکوں تڑپائے ہےchupke chupke kaun ye dil par karam farmā.e haidard se taskīn miltī hai sukūñ taṛpā.e hai
- دل جن کو پوجتا تھا وہ غم جاگتے رہےکل رات بت کدے میں صنم جاگتے رہےdil jin ko pūjtā thā vo ġham jāgte rahekal rāt but kade meñ sanam jāgte rahe
- دل کے ہر زخم کو ہونٹوں پہ سجایا جائےکیا ضروری ہے کہ حال اپنا سنایا جائےdil ke har zaḳhm ko honṭoñ pe sajāyā jā.ekyā zarūrī hai ke hāl apnā sunāyā jā.e
- سکون دل کی طلب میں جو بے قرار نہیںوہ اپنے درد محبت سے شرمسار نہیںsukūn-e-dil kī talab meñ jo be qarār nahīñvo apne dard-e-mohabbat se sharmsār nahīñ
- شمع جلے ہے محفل محفل خاک بسر پروانہ ہےاس دنیا میں درد پرایا سچ ہے کس نے جانا ہےsham.a jale hai mahfil mahfil ḳhāk basar parvāna haiis duniyā meñ dard parāyā sach hai kis ne jānā hai
- کتنا عجیب شہر تمنا دکھائی دےہے اتنی روشنی کہ اندھیرا دکھائی دےkitnā ajīb shahr-e-tamannā dikhā.ī dehai itnī raushnī ke andherā dikhā.ī de
- کرم ہوا بھی تو کتنے تکلفات کے بعدعطا ہوا غم جاناں غم حیات کے بعدkaram huā bhī to kitne takallufāt ke ba.adatā huā ġham jānāñ ġham-e-hayāt ke ba.ad
- گزری ہوئی بہار کا کوئی پتا نہیںاس پیڑ میں تو ایک بھی پتا ہرا نہیںguzrī huī bahār kā koī patā nahīñis peṛ meñ to ek bhī pattā harā nahīñ
- میرے غم کی منزل میں جیسے وہ بھی ٹھہرے ہیںخواب جو نہیں دیکھے کس قدر سنہرے ہیںmere ġham kī manzil meñ jaise vo bhī ṭhahre haiñḳhvāb jo nahīñ dekhe kis qadar sunahre haiñ
- میں اس سے بچھڑا تو پھر کس قدر اکیلی تھیوہ چاندنی جو کبھی میرے ساتھ کھیلی تھیmaiñ us se bichhṛā to phir kis qadar akelī thīvo chāndnī jo kabhī mere sāth khelī thī
- میں چراغ شب ہستی ہوں ضیا کیا مانگوںزندہ رہنا ہے تو چلنے کے سوا کیا مانگوںmaiñ charāġh-e-shab-e-hastī hūñ ziyā kyā māñgūñzinda rahnā hai to chalne ke sivā kyā māñgūñ
- نادیدہ منزلوں کے پیمبر بہت ملےہم کو ہماری راہ کے پتھر بہت ملےnādīda manziloñ ke payambar bahut mileham ko hamārī rāh ke patthar bahut mile
- نظر بچا کے نظر سے گزر گیا وہ شخصمرے وجود میں لیکن اتر گیا وہ شخصnazar bachā ke nazar se guzar gayā vo shaḳhsmire vajūd meñ lekin utar gayā vo shaḳhs
- وہ چاندنی وہ چاند سا پیکر اتار دےپہلو میں کوئی خواب کا منظر اتار دےvo chāndnī vo chānd sā paikar utār depahlū meñ koī ḳhvāb kā manzar utār de
- ہر لمحہ بحر وقت کی طغیانیوں میں ہوںٹھہروں کہاں کہ بہتے ہوئے پانیوں میں ہوںhar lamha bahr vaqt kī tuġhyāniyoñ meñ hūñṭhahrūñ kahāñ ke bahte hue pāniyoñ meñ hūñ
- ہمیں سے توڑ کے رشتہ سفر پہ نکلا ہےہمارا سایہ اکیلا سفر پہ نکلا ہےhameñ se toṛ ke rishta safar pe niklā haihamārā sāya akelā safar pe niklā hai
- یوں بچھڑ جاؤں گا تم سے میں نے یہ سوچا نہ تھاقربتوں میں فاصلوں کا کوئی اندازہ نہ تھاyūñ bichhaṛ jā.ūñgā tum se maiñ ne ye sochā na thāqurbatoñ meñ fāsloñ kā koī andāza na thā