Poet
Yasmeen Hameed
b. 1951
Poems
- اتنے آسودہ کنارے نہیں اچھے لگتےایک ہی جیسے نظارے نہیں اچھے لگتےitne āsūda kināre nahīñ achchhe lagteek hī jaise nazāre nahīñ achchhe lagte
- افق تک میرا صحرا کھل رہا ہےکہیں دریا سے دریا مل رہا ہےufuq tak merā sahrā khul rahā haikahīñ dariyā se dariyā mil rahā hai
- اک بے پناہ رات کا تنہا جواب تھاچھوٹا سا اک دیا جو سر احتساب تھاik be panāh rāt kā tanhā javāb thāchhoṭā sā ik diyā jo sar-e-ehtisāb thā
- ایک اک حرف سمیٹو مجھے تحریر کرومیری یکسوئی کو آمدۂ زنجیر کروek ik harf sameṭo mujhe tahrīr karomerī yaksoī ko āmada-e-zanjīr karo
- پردہ آنکھوں سے ہٹانے میں بہت دیر لگیہمیں دنیا نظر آنے میں بہت دیر لگیparda ānkhoñ se haṭāne meñ bahut der lagīhameñ duniyā nazar āne meñ bahut der lagī
- تعلق کے بہاؤ کا مقدم استعارہ کس جگہ ہےمرے گہرے سمندر تیری وحشت کا کنارہ کس جگہ ہےta.alluq ke bahā.o kā maqdam isti.āra kis jagah haimire gahre samundar terī vahshat kā kināra kis jagah hai
- جاگتے سوتے ہوئے لکھتے ہیںشعر ہم روتے ہوئے لکھتے ہیںjāgte sote hue likhte haiñsher ham rote hue likhte haiñ
- خلش ہے خواب ہے آدھی کہانی ہےہماری بات تو بس آنی جانی ہےḳhalish hai ḳhvāb hai ādhī kahānī haihamārī bāt to bas ānī jānī hai
- دریا کی روانی وہی دہشت بھی وہی ہےاور ڈوبتے لمحات کی صورت بھی وہی ہےdariyā kī ravānī vahī dahshat bhī vahī haiaur ḍūbte lamhāt kī sūrat bhī vahī hai
- دولت درد سمیٹو کہ بکھرنے کو ہےرات کا آخری لمحہ بھی گزرنے کو ہےdaulat-e-dard sameṭo ke bikharne ko hairāt kā āḳhirī lamha bhī guzarne ko hai
- راستے کی سمت اکثر دیکھتے رہتے ہیں کیوںخاک اپنے فیصلوں کی چھانتے رہتے ہیں کیوںrāste kī samt aksar dekhte rahte haiñ kyūñḳhāk apne faisloñ kī chhānte rahte haiñ kyūñ
- رسائی کا قرینہ آنکھ میں ہےزہے قسمت مدینہ آنکھ میں ہےrasā.ī kā qarīna ānkh meñ haizahe qismat madīna ānkh meñ hai
- رہ بے سائباں سے کوئی رشتہ جوڑ کر دیکھوںمیں اپنے شہر کی ساری فصیلیں توڑ کر دیکھوںrah-e-be sā.ibāñ se koī rishta joṛ kar dekhūñmaiñ apne shahr kī sārī fasīleñ toṛ kar dekhūñ
- سانحہ قسمتوں کے دریچوں میں لپکے گا چھپ جائے گا بات ٹل جائے گیسب مسافر گھروں کو پلٹ جائیں گے غم کی وحشت خوشی میں بدل جائے گیsāneha qismatoñ ke darīchoñ meñ lapkegā chhup jā.egā bāt ṭal jā.egīsab musāfir gharoñ ko palaṭ jā.eñge ġham kī vahshat ḳhushī meñ badal jā.egī
- سبک ہوتی ہوا سے تیز چلنا چاہتی ہوںمیں اک جلتے دیے کے ساتھ جلنا چاہتی ہوںsubuk hotī havā se tez chalnā chāhtī hūñmaiñ ik jalte diye ke sāth jalnā chāhtī hūñ
- شجر ہوں دھوپ کی زد پر کسی کا سائباں ہوںکسی بھی وقت مٹ سکتا ہے جو ایسا نشاں ہوںshajar hūñ dhūp kī zad par kisī kā sā.ibāñ hūñkisī bhī vaqt miṭ saktā hai jo aisā nishāñ hūñ
- عطائے ابر سے انکار کرنا چاہیئے تھامیں صحرا تھی مجھے اقرار کرنا چاہیئے تھاatā-e-abr se inkār karnā chāhiye thāmaiñ sahrā thī mujhe iqrār karnā chāhiye thā
- قیاس و یاس کی حد سے نکل کرچلی جاؤں کہیں چہرہ بدل کرqayās-o-yās kī had se nikal karchalī jā.ūñ kahīñ chehra badal kar
- کتنا مشکل تھا یہ رستہ کون لکھے گاپوری بات اور پورا قصہ کون لکھے گاkitnā mushkil thā ye rasta kaun likhegāpūrī bāt aur pūrā qissa kaun likhegā
- کوئی پوچھے مرے مہتاب سے میرے ستاروں سےچھلکتا کیوں نہیں سیلاب میں پانی کناروں سےkoī pūchhe mire mahtāb se mere sitāroñ sechhalaktā kyūñ nahīñ sailāb meñ pānī kināroñ se
- کوئی سایہ سا لپٹ جاتا ہے دل سے آ کرکھڑکیاں کھولنی پڑتی ہیں مجھے گھبرا کرkoī sāya sā lipaṭ jātā hai dil se ā karkhiṛkiyāñ kholnī paṛtī haiñ mujhe ghabrā kar
- کیا ہوا کوئی سوچتا بھی نہیںاور کہنے کو کچھ ہوا بھی نہیںkyā huā koī sochtā bhī nahīñaur kahne ko kuchh huā bhī nahīñ
- مثال عکس مرے آئنے میں ڈھلتا رہاوہ خد و خال بھی اپنے مگر بدلتا رہاmisāl aks mire ā.īne meñ ḍhaltā rahāvo ḳhad-o-ḳhāl bhī apne magar badaltā rahā
- مجھے آگہی کا نشاں سمجھ کے مٹاؤ متیہ چراغ جلنے لگا ہے اس کو بجھاؤ متmujhe āgahī kā nishāñ samajh ke miṭā.o matye charāġh jalne lagā hai us ko bujhā.o mat
- مسلسل ایک ہی تصویر چشم تر میں رہیچراغ بجھ بھی گیا روشنی سفر میں رہیmusalsal ek hī tasvīr chashm-e-tar meñ rahīcharāġh bujh bhī gayā raushnī safar meñ rahī
- ہم نے کسی کو عہد وفا سے رہا کیااپنی رگوں سے جیسے لہو کو جدا کیاham ne kisī ko ahd-e-vafā se rahā kiyāapnī ragoñ se jaise lahū ko judā kiyā
- ہمیں خبر تھی بچانے کا اس میں یارا نہیںسو ہم بھی ڈوب گئے اور اسے پکارا نہیںhameñ ḳhabar thī bachāne kā is meñ yārā nahīñso ham bhī ḍūb ga.e aur use pukārā nahīñ
- یہ دنیا دور تک کا سلسلہ نئیںہمیں اس کے لئے کچھ سوچنا نئیںye duniyā dūr tak kā silsila na.īñhameñ us ke liye kuchh sochnā na.īñ
- تمہارے پھول تازہ ہیںمری سب انگلیوں پر اگ رہے ہیںtumhāre phūl tāza haiñmirī sab ungliyoñ par ug rahe haiñ
- میں اپنی کھوج میں گم تھیکہ میں کیا ہوںmaiñ apnī khoj meñ gum thīke maiñ kyā hūñ
- وہ ہنس مکھ اور حسیں لڑکیجو اب تک مجھ میں زندہ ہےvo hañs mukh aur hasīñ laṛkījo ab tak mujh meñ zinda hai
- اندھیرے سےکشید صبح کیandhere sekashīd sub.h kī
- جو بار آور نہیں ہوتاوہ لمحہ کیسا ہوتا ہےjo bār āvar nahīñ hotāvo lamha kaisā hotā hai
- گئی رتوں کی کہانیاں ہیںنشانیاں ہیںga.ī rutoñ kī kahāniyāñ haiñnishāniyāñ haiñ
- میں ہمیشہ سوچتی تھیآنسو اور دردmaiñ hamesha sochtī thīānsū aur dard