Poet
Unknown
نامعلومPoems
- ان لبوں کی یاد آئی گل کے مسکرانے سےزخم دل ابھر آئے پھر بہار آنے سےun laboñ kī yād ā.ī gul ke muskurāne sezaḳhm-e-dil ubhar ā.e phir bahār āne se
- بہار کی دھوپ میں نظارے ہیں اس کنارےسفید پانی کے سبز دھارے ہیں اس کنارےbahār kī dhūp meñ nazāre haiñ us kināresafed pānī ke sabz dhāre haiñ us kināre
- پھروں ڈھونڈتا میکدہ توبہ توبہ مجھے آج کل اتنی فرصت نہیں ہےسلامت رہے تیری آنکھوں کی مستی مجھے مے کشی کی ضرورت نہیں ہےphirūñ ḍhūñḍtā maikada tauba tauba mujhe āj kal itnī fursat nahīñ haisalāmat rahe terī ānkhoñ kī mastī mujhe mai kashī kī zarūrat nahīñ hai
- تو نے اپنا جلوہ دکھانے کو جو نقاب منہ سے اٹھا دیاوہیں محو حیرت بے خودی مجھے آئنہ سا بنا دیاtū ne apnā jalva dikhāne ko jo naqāb muñh se uṭhā diyāvahīñ mahv-e-hairat-e-be ḳhudī mujhe ā.īna sā banā diyā
- جب خلاف مصلحت جینے کی نوبت آئی تھیڈوب مرتے ڈوب مرنے میں اگر دانائی تھیjab ḳhilāf-e-maslahat jīne kī naubat ā.ī thīḍūb marte ḍūb marne meñ agar dānā.ī thī
- حقیقت کا اگر افسانہ بن جائے تو کیا کیجےگلے مل کر بھی وہ بیگانہ بن جائے تو کیا کیجےhaqīqat kā agar afsāna ban jā.e to kyā kījegale mil kar bhī vo begāna ban jā.e to kyā kīje
- دل کی بربادی میں شامل تھی رضا آنکھوں کیاس کی پاداش میں کام آئی ضیا آنکھوں کیdil kī barbādī meñ shāmil thī razā ānkhoñ kīus kī pādāsh meñ kām ā.ī ziyā ānkhoñ kī
- زمانے میں کہیں دل کو لگانا بھی ضروری تھاغلط کچھ بھی نہیں لیکن چھپانا بھی ضروری تھاzamāne meñ kahīñ dil ko lagānā bhī zarūrī thāġhalat kuchh bhī nahīñ lekin chhupānā bhī zarūrī thā
- سحر قریب ہے تاروں کا حال کیا ہوگااب انتظار کے ماروں کا حال کیا ہوگاsahar qarīb hai tāroñ kā hāl kyā hogāab intizār ke māroñ kā hāl kyā hogā
- سدا رہے گی یہی روانی رواں ہے پانیبہاؤ اس کا ہے جاودانی رواں ہے پانیsadā rahegī yahī ravānī ravāñ hai pānībahā.o us kā hai jāvidānī ravāñ hai pānī
- فصل گل ہے سجا ہے مے خانہچل مرے دل کھلا ہے مے خانہfasl-e-gul hai sajā hai mai ḳhānachal mire dil khulā hai mai ḳhāna
- کہنا غلط غلط تو چھپانا صحیح صحیحقاصد کہا جو اس نے بتانا صحیح صحیحkahnā ġhalat ġhalat to chhupānā sahīh sahīhqāsid kahā jo us ne batānā sahīh sahīh
- گلاب آنکھیں شراب آنکھیںیہی تو ہیں لا جواب آنکھیںgulāb ānkheñ sharāb ānkheñyahī to haiñ lā javāb ānkheñ
- لا پلا دے ساقیا پیمانہ پیمانے کے بعدبات مطلب کی کروں گا ہوش آ جانے کے بعدlā pilā de sāqiyā paimāna paimāne ke ba.adbāt matlab kī karūñgā hosh ā jāne ke ba.ad
- متاع کوثر و زمزم کے پیمانے تری آنکھیںفرشتوں کو بنا دیتی ہیں دیوانے تری آنکھیںmatā-e-kausar-o-zamzam ke paimāne tirī ānkheñfarishtoñ ko banā detī haiñ dīvāne tirī ānkheñ
- محبت ہی نہ جو سمجھے وہ ظالم پیار کیا جانےنکلتی دل کے تاروں سے جو ہے جھنکار کیا جانےmohabbat hī na jo samjhe vo zālim pyār kyā jānenikaltī dil ke tāroñ se jo hai jhankār kyā jāne
- مست نظروں سے اللہ بچائے مہ جمالوں سے اللہ بچائےہر بلا سر پہ آ جائے میری حسن والوں سے اللہ بچائےmast nazroñ se allāh bachā.e mah jamāloñ se allāh bachā.ehar balā sar pe ā jā.e merī husn vāloñ se allāh bachā.e
- میری آنکھوں کو بخشے ہیں آنسو دل کو داغ الم دے گئے ہیںاس عنایت پہ قربان جاؤں پیار مانگا تھا غم دے گئے ہیںmerī ānkhoñ ko baḳhshe haiñ ānsū dil ko dāġh-e-alam de ga.e haiñis ināyat pe qurbān jā.ūñ pyār māñgā thā ġham de ga.e haiñ
- مئے فراغت کا آخری دور چل رہا تھاسبو کنارے وصال کا چاند ڈھل رہا تھاmai-e-farāġhat kā āḳhirī dūr chal rahā thāsubū kināre visāl kā chānd ḍhal rahā thā
- نیکیوں کے زمرے میں بھی یہ کام کر جاؤمسکرا کے تھوڑا سا میرے زخم بھر جاؤnekiyoñ ke zumre meñ bhī ye kām kar jā.omuskurā ke thoṛā sā mere zaḳhm bhar jā.o
- بلبل کا بچہکھاتا تھا کھچڑیbulbul kā bachchakhātā thā khichṛī
- بنایا ہے ہم نے یہ لکڑی کا گھوڑاسڑا سڑ سڑا سڑ لگاتے ہیں کوڑاbanāyā hai ham ne ye lakṛī kā ghoṛāsaṛā saṛ saṛā saṛ lagāte haiñ koṛā
- سنو سہیلی کہوں پہیلیہے جو کوئی بوجھےsuno sahelī kahūñ pahelīhai jo koī būjhe
- پھول چاہتے تھے، مگر ہاتھ آئے پتھر
- وفا کے پیمان سب بھلا کرجفائیں کرتے وفا کے قاتلvafā ke paimān sab bhulā karjafā.eñ karte vafā ke qātil
- تمہیں لائی ہے میرے روبروساعت چمکنے کیtumheñ lā.ī hai mere rūbarūsā.at chamakne kī
- یہاں سورج چمکتا ہےندی کے صاف پانی میںyahāñ sūraj chamaktā hainadī ke sāf pānī meñ
- زمین گونگی ہو رہی ہےپرندے چپ سادھےzamīn-e-gūngī ho rahī haiparinde chup sādhe
- ستارےاب نمو کی آگ مدھم ہوتی جاتی ہےsitāreab numū kī āg maddham hotī jātī hai
- ستارےتو نے دیکھی ہے فضا سارے زمانوں کیsitāretū ne dekhī hai fazā sāre zamānoñ kī
- ستارےکتنی شدت سے چمکتا ہے بدن تیراsitārekitnī shiddat se chamaktā hai badan terā
- اب میں سمجھا ترے رخسار پہ تل کا مطلبدولت حسن پہ دربان بٹھا رکھا ہےab maiñ samjhā tire ruḳhsār pe til kā matlabdaulat-e-husn pe darbān biṭhā rakhā hai
- اس بھروسے پہ کر رہا ہوں گناہبخش دینا تو تیری فطرت ہےis bharose pe kar rahā hūñ gunāhbaḳhsh denā to terī fitrat hai
- ان کے ہونے سے بخت ہوتے ہیںباپ گھر کے درخت ہوتے ہیںun ke hone se baḳht hote haiñbāp ghar ke daraḳht hote haiñ
- ایک بوسے کے طلب گار ہیں ہماور مانگیں تو گنہ گار ہیں ہمek bose ke talab gār haiñ hamaur māñgeñ to gunah gār haiñ ham
- اے آسمان تیرے خدا کا نہیں ہے خوفڈرتے ہیں اے زمین ترے آدمی سے ہمai āsmān tere ḳhudā kā nahīñ hai ḳhaufḍarte haiñ ai zamīn tire ādmī se ham
- بے چین اس قدر تھا کہ سویا نہ رات بھرپلکوں سے لکھ رہا تھا ترا نام چاند پرbe chain is qadar thā ke soyā na rāt bharpalkoñ se likh rahā thā tirā nām chānd par
- پلکوں کی حد کو توڑ کے دامن پہ آ گرااک اشک میرے صبر کی توہین کر گیاpalkoñ kī had ko toṛ ke dāman pe ā girāik ashk mere sabr kī tauhīn kar gayā
- پیتا ہوں جتنی اتنی ہی بڑھتی ہے تشنگیساقی نے جیسے پیاس ملا دی شراب میںpītā hūñ jitnī itnī hī baṛhtī hai tishnagīsāqī ne jaise pyās milā dī sharāb meñ
- پیمانہ کہے ہے کوئی مے خانہ کہے ہےدنیا تری آنکھوں کو بھی کیا کیا نہ کہے ہےpaimāna kahe hai koī mai ḳhāna kahe haiduniyā tirī ānkhoñ ko bhī kyā kyā na kahe hai
- تم ہنسو تو دن نکلے چپ رہو تو راتیں ہیںکس کا غم کہاں کا غم سب فضول باتیں ہیںtum hañso to din nikle chup raho to rāteñ haiñkis kā ġham kahāñ kā ġham sab fuzūl bāteñ haiñ
- تنہائیاں تمہارا پتہ پوچھتی رہیںشب بھر تمہاری یاد نے سونے نہیں دیاtanhā.iyāñ tumhārā pata pūchhtī raheñshab bhar tumhārī yād ne sone nahīñ diyā
- جان لینی تھی صاف کہہ دیتےکیا ضرورت تھی مسکرانے کیjān lenī thī sāf kah detekyā zarūrat thī muskurāne kī
- جن کے کردار سے آتی ہو صداقت کی مہکان کی تدریس سے پتھر بھی پگھل سکتے ہیںjin ke kirdār se ātī ho sadāqat kī mahakun kī tadrīs se patthar bhī pighal sakte haiñ
- چہرہ کھلی کتاب ہے عنوان جو بھی دوجس رخ سے بھی پڑھو گے مجھے جان جاؤ گےchehra khulī kitāb hai unvān jo bhī dojis ruḳh se bhī paṛhoge mujhe jān jā.oge
- حسین چہرے کی تابندگی مبارک ہوتجھے یہ سالگرہ کی خوشی مبارک ہوhasīn chehre kī tābindagī mubārak hotujhe ye sālgira kī ḳhushī mubārak ho
- خدا کرے نہ ڈھلے دھوپ تیرے چہرہ کیتمام عمر تری زندگی کی شام نہ ہوḳhudā kare na ḍhale dhūp tere chehra kītamām umr tirī zindagī kī shām na ho
- دل ٹوٹنے سے تھوڑی سی تکلیف تو ہوئیلیکن تمام عمر کو آرام ہو گیاdil ṭūṭne se thoṛī sī taklīf to huīlekin tamām umr ko ārām ho gayā
- دل میں طوفان ہو گیا برپاتم نے جب مسکرا کے دیکھ لیاdil meñ tūfān ho gayā barpātum ne jab muskurā ke dekh liyā
- دنیا میں وہی شخص ہے تعظیم کے قابلجس شخص نے حالات کا رخ موڑ دیا ہوduniyā meñ vahī shaḳhs hai ta.azīm ke qābiljis shaḳhs ne hālāt kā ruḳh moṛ diyā ho