Poet
Unknown
نامعلومPoems
- ان لبوں کی یاد آئی گل کے مسکرانے سےزخم دل ابھر آئے پھر بہار آنے سےun laboñ kī yād ā.ī gul ke muskurāne sezaḳhm-e-dil ubhar ā.e phir bahār āne se
- بہار کی دھوپ میں نظارے ہیں اس کنارےسفید پانی کے سبز دھارے ہیں اس کنارےbahār kī dhūp meñ nazāre haiñ us kināresafed pānī ke sabz dhāre haiñ us kināre
- پھروں ڈھونڈتا میکدہ توبہ توبہ مجھے آج کل اتنی فرصت نہیں ہےسلامت رہے تیری آنکھوں کی مستی مجھے مے کشی کی ضرورت نہیں ہےphirūñ ḍhūñḍtā maikada tauba tauba mujhe āj kal itnī fursat nahīñ haisalāmat rahe terī ānkhoñ kī mastī mujhe mai kashī kī zarūrat nahīñ hai
- تو نے اپنا جلوہ دکھانے کو جو نقاب منہ سے اٹھا دیاوہیں محو حیرت بے خودی مجھے آئنہ سا بنا دیاtū ne apnā jalva dikhāne ko jo naqāb muñh se uṭhā diyāvahīñ mahv-e-hairat-e-be ḳhudī mujhe ā.īna sā banā diyā
- جب خلاف مصلحت جینے کی نوبت آئی تھیڈوب مرتے ڈوب مرنے میں اگر دانائی تھیjab ḳhilāf-e-maslahat jīne kī naubat ā.ī thīḍūb marte ḍūb marne meñ agar dānā.ī thī
- حقیقت کا اگر افسانہ بن جائے تو کیا کیجےگلے مل کر بھی وہ بیگانہ بن جائے تو کیا کیجےhaqīqat kā agar afsāna ban jā.e to kyā kījegale mil kar bhī vo begāna ban jā.e to kyā kīje
- دل کی بربادی میں شامل تھی رضا آنکھوں کیاس کی پاداش میں کام آئی ضیا آنکھوں کیdil kī barbādī meñ shāmil thī razā ānkhoñ kīus kī pādāsh meñ kām ā.ī ziyā ānkhoñ kī
- زمانے میں کہیں دل کو لگانا بھی ضروری تھاغلط کچھ بھی نہیں لیکن چھپانا بھی ضروری تھاzamāne meñ kahīñ dil ko lagānā bhī zarūrī thāġhalat kuchh bhī nahīñ lekin chhupānā bhī zarūrī thā
- سحر قریب ہے تاروں کا حال کیا ہوگااب انتظار کے ماروں کا حال کیا ہوگاsahar qarīb hai tāroñ kā hāl kyā hogāab intizār ke māroñ kā hāl kyā hogā
- سدا رہے گی یہی روانی رواں ہے پانیبہاؤ اس کا ہے جاودانی رواں ہے پانیsadā rahegī yahī ravānī ravāñ hai pānībahā.o us kā hai jāvidānī ravāñ hai pānī
- فصل گل ہے سجا ہے مے خانہچل مرے دل کھلا ہے مے خانہfasl-e-gul hai sajā hai mai ḳhānachal mire dil khulā hai mai ḳhāna
- کہنا غلط غلط تو چھپانا صحیح صحیحقاصد کہا جو اس نے بتانا صحیح صحیحkahnā ġhalat ġhalat to chhupānā sahīh sahīhqāsid kahā jo us ne batānā sahīh sahīh
- گلاب آنکھیں شراب آنکھیںیہی تو ہیں لا جواب آنکھیںgulāb ānkheñ sharāb ānkheñyahī to haiñ lā javāb ānkheñ
- لا پلا دے ساقیا پیمانہ پیمانے کے بعدبات مطلب کی کروں گا ہوش آ جانے کے بعدlā pilā de sāqiyā paimāna paimāne ke ba.adbāt matlab kī karūñgā hosh ā jāne ke ba.ad
- متاع کوثر و زمزم کے پیمانے تری آنکھیںفرشتوں کو بنا دیتی ہیں دیوانے تری آنکھیںmatā-e-kausar-o-zamzam ke paimāne tirī ānkheñfarishtoñ ko banā detī haiñ dīvāne tirī ānkheñ
- محبت ہی نہ جو سمجھے وہ ظالم پیار کیا جانےنکلتی دل کے تاروں سے جو ہے جھنکار کیا جانےmohabbat hī na jo samjhe vo zālim pyār kyā jānenikaltī dil ke tāroñ se jo hai jhankār kyā jāne
- مست نظروں سے اللہ بچائے مہ جمالوں سے اللہ بچائےہر بلا سر پہ آ جائے میری حسن والوں سے اللہ بچائےmast nazroñ se allāh bachā.e mah jamāloñ se allāh bachā.ehar balā sar pe ā jā.e merī husn vāloñ se allāh bachā.e
- میری آنکھوں کو بخشے ہیں آنسو دل کو داغ الم دے گئے ہیںاس عنایت پہ قربان جاؤں پیار مانگا تھا غم دے گئے ہیںmerī ānkhoñ ko baḳhshe haiñ ānsū dil ko dāġh-e-alam de ga.e haiñis ināyat pe qurbān jā.ūñ pyār māñgā thā ġham de ga.e haiñ
- مئے فراغت کا آخری دور چل رہا تھاسبو کنارے وصال کا چاند ڈھل رہا تھاmai-e-farāġhat kā āḳhirī dūr chal rahā thāsubū kināre visāl kā chānd ḍhal rahā thā
- نیکیوں کے زمرے میں بھی یہ کام کر جاؤمسکرا کے تھوڑا سا میرے زخم بھر جاؤnekiyoñ ke zumre meñ bhī ye kām kar jā.omuskurā ke thoṛā sā mere zaḳhm bhar jā.o