Poet
Shah Hatim
شیخ ظہور الدین حاتم1699–1783Born in DelhiDied in Delhi
Shaikh Zahuruddin Hatim, known as Shah Hatim, was a soldier by profession and an early poet of the Delhi school during the reign of Muhammad Shah. He turned to Urdu verse after the divan of Wali reached Delhi, and later began clearing unfamiliar words from the poetic language. His work is collected in a large Diwan and a shorter selection from it named Diwanzada. Sauda was among his pupils.
Writes about
- Love
- Language reform
- Classical ghazal
Poems
- آب حیات جا کے کسو نے پیا تو کیامانند خضر جگ میں اکیلا جیا تو کیاāb-e-hayāt jā ke kisū ne piyā to kyāmānind-e-ḳhizr jag meñ akelā jiyā to kyā
- آج دل بر کے نام کو رٹ رٹرو دیا لا علاج ہو پٹ پٹāj dil bar ke nām ko riṭ riṭro diyā lā ilāj ho paṭ paṭ
- آگے کیا تم سا جہاں میں کوئی محبوب نہ تھاکیا تمہیں خوب بنے اور کوئی خوب نہ تھاāge kyā tum sā jahāñ meñ koī mahbūb na thākyā tumheñ ḳhūb bane aur koī ḳhūb na thā
- آئی عید و دل میں نہیں کچھ ہوائے عیداے کاش میرے پاس تو آتا بجائے عیدā.ī e.id-o-dil meñ nahīñ kuchh havā-e-e.idai kāsh mere pās to ātā bajā.e e.id
- ابر میں یاد یار آوے ہےگریہ بے اختیار آوے ہےabr meñ yād-e-yār āve haigirya be iḳhtiyār āve hai
- اب کی چمن میں گل کا نے نام و نے نشاں ہےفریاد بلبلاں ہے یا شہرۂ خزاں ہےab kī chaman meñ gul kā ne nām-o-ne nishāñ haifariyād bulbulāñ hai yā shohra-e-ḳhizāñ hai
- احسان ترا دل مرا کیا یاد کرے گاجو خاک کو اس کی نہ تو برباد کرے گاehsān tirā dil mirā kyā yād karegājo ḳhāk ko us kī na to barbād karegā
- اس دکھ میں ہائے یار یگانے کدھر گئےسب چھوڑ ہم کو غم میں نہ جانے کدھر گئےis dukh meñ hā.e yār yagāne kidhar ga.esab chhoṛ ham ko ġham meñ na jāne kidhar ga.e
- اس دور کے اثر کا جو پوچھو بیاں نہیںہے کون سی زمیں کہ جہاں آسماں نہیںis daur ke asar kā jo pūchho bayāñ nahīñhai kaun sī zamīñ ke jahāñ āsmāñ nahīñ
- اس زمانے میں نہ ہو کیوں کر ہمارا دل اداسدیکھ کر احوال عالم اڑتے جاتے ہیں حواسis zamāne meñ na ho kyūñ kar hamārā dil udāsdekh kar ahvāl ālam uṛte jāte haiñ havās
- اس کی قدرت کی دید کرتا ہوںروز نو روز عید کرتا ہوںus kī qudrat kī dīd kartā hūñroz-e-nau roz-e-e.id kartā hūñ
- اس واسطے نکلوں ہوں ترے کوچے سے بچ بچہر ایک مچاتا ہے مجھے دیکھ کے کچ کچis vāste niklūñ hūñ tire kūche se bach bachhar ek machātā hai mujhe dekh ke kach kach
- اوقات شیخ گو کہ سجود و قیام ہےمیرے کنے تو ایک خدا ہی کا نام ہےauqāt shaiḳh go ke sujūd-o-qayām haimere kanne to ek ḳhudā hī kā nām hai
- ایک تو تری دولت تھا ہی دل یہ سودائیتس اوپر قیامت ہے بے کسی و تنہائیek to tirī daulat thā hī dil ye saudā.ītis ūpar qayāmat hai be kisī-o-tanhā.ī
- ایک مدت سے طلب گار ہوں کن کا ان کاتشنۂ حسرت دیدار ہوں کن کا ان کاek muddat se talab gār hūñ kin kā un kātishna-e-hasrat-e-dīdār hūñ kin kā un kā
- اے دل نہ کر تو فکر پڑے گا بلا کے ہاتھآئینہ ہو کے جا کے لگ اب دل ربا کے ہاتھai dil na kar to fikr paṛegā balā ke hāthā.īna ho ke jā ke lag ab dil rubā ke hāth
- باغ میں تو کبھو جو ہنستا ہےغنچۂ دل مرا بکستا ہےbāġh meñ to kabhū jo hañstā haiġhuncha-e-dil mirā biksatā hai
- بندہ اگر جہاں میں بجائے خدا نہیںلیکن نظر کرو تو خدا سے جدا نہیںbanda agar jahāñ meñ bajā.e ḳhudā nahīñlekin nazar karo to ḳhudā se judā nahīñ
- بے ترے جان نہ تھی جان مری جان کے بیچآن کر پھر کے جلایا تو مجھے آن کے بیچbe tire jān na thī jān mirī jān ke bīchān kar phir ke jalāyā to mujhe ān ke bīch
- پھر خبر اس فصل میں یارو بہار آنے کی ہےاب بجز زنجیر کیا تدبیر دیوانے کی ہےphir ḳhabar is fasl meñ yāro bahār āne kī haiab bajuz zanjīr kyā tadbīr dīvāne kī hai
- ترا دل یار اگر مائل کرے ہےتو جان اب تجھ کو صاحب دل کرے ہےtirā dil yār agar mā.il kare haitū jān ab tujh ko sāhab dil kare hai
- تری بھواں کی تیغ جب آئی نظر مجھےکرنا ہوا ضرور میاں ترک سر مجھےtirī bhuvāñ kī teġh jab ā.ī nazar mujhekarnā huā zarūr miyāñ tark-e-sar mujhe
- تری جو زلف کا آیا خیال آنکھوں میںوہیں کھٹکنے لگا بال بال آنکھوں میںtirī jo zulf kā āyā ḳhayāl ānkhoñ meñvahīñ khaṭakne lagā bāl bāl ānkhoñ meñ
- تمہارے عشق میں ہم ننگ و نام بھول گئےجہاں میں کام تھے جتنے تمام بھول گئےtumhāre ishq meñ ham nang-o-nām bhūl ga.ejahāñ meñ kām the jitne tamām bhūl ga.e
- توبہ زاہد کی توبہ تلی ہےچلے بیٹھے تو شیخ چلی ہےtauba zāhid kī tauba tillī haichale baiṭhe to shaiḳh chalī hai
- تو جو کہتا ہے بولتا کیا ہےامر ربی ہے روح مولا ہےtū jo kahtā hai boltā kyā haiamar rabī hai rūh maulā hai
- تو دیکھ اسے سب جا آنکھوں کے اٹھا پردےمانند سویدا کے دل بیچ اسے گھر دےtū dekh use sab jā ānkhoñ ke uṭhā pardemānind-e-suvaidā ke dil bīch use ghar de
- تو صبح دم نہ نہا بے حجاب دریا میںپڑے گا شور کہ ہے آفتاب دریا میںtū sub.h dam na nahā be hijāb dariyā meñpaṛegā shor ke hai āftāb dariyā meñ
- تھا پاس ابھی کدھر گیا دلیہ خانہ خراب گھر گیا دلthā pās abhī kidhar gayā dilye ḳhāna ḳharāb ghar gayā dil
- جب آپ سے ہی گزر گئے ہمپھر کس سے کہیں کدھر گئے ہمjab āp se hī guzar ga.e hamphir kis se kahīñ kidhar ga.e ham
- جب سے تمہاری آنکھیں عالم کو بھائیاں ہیںتب سے جہاں میں تم نے دھومیں مچائیاں ہیںjab se tumhārī ānkheñ ālam ko bhā.iyāñ haiñtab se jahāñ meñ tum ne dhūmeñ machāyāñ haiñ
- جب وہ عالی دماغ ہنستا ہےغنچہ کھلتا ہے باغ ہنستا ہےjab vo ālī dimāġh hañstā haiġhuncha khultā hai bāġh hañstā hai
- جس کو دیکھا سو یہاں دشمن جاں ہے اپنادل کو جانے تھے ہم اپنا سو کہاں ہے اپناjis ko dekhā so yahāñ dushman-e-jāñ hai apnādil ko jāne the ham apnā so kahāñ hai apnā
- جس کوں پی کا خیال ہوتا ہےاوس کوں جینا محال ہوتا ہےjis kūñ pī kā ḳhayāl hotā haios kūñ jīnā muhāl hotā hai
- جس نے آدم کے تئیں جاں بخشاخضر کو چشمۂ حیواں بخشاjis ne ādam ke ta.īñ jāñ baḳhshāḳhizr ko chashma-e-haivāñ baḳhshā
- جلوہ گر فانوس تن میں ہے ہمارا من چراغبے بتی اور تیل یہ ہے روز و شب روشن چراغjalva gar fānūs tan meñ hai hamārā man charāġhbe battī aur tel ye hai roz-o-shab-e-raushan charāġh
- جنبش دل نہیں بے جا تو کدھر بھولا ہےکوئی لڑکا اسے گہوارہ سمجھ جھولا ہےjumbish-e-dil nahīñ be jā to kidhar bhūlā haikoī laṛkā use gahvāra samajh jhūlā hai
- جو کوئی کہ یار و آشنا ہےرخصت کی مری اسے دعا ہےjo koī ke yār-o-āshnā hairuḳhsat kī mirī use duā hai
- جو مرے ہم عصر ہم صحبت تھے سو سب مر گئےاپنی اپنی عمر کا پیمانہ ہر یک بھر گئےjo mire ham asr ham sohbat the so sab mar ga.eapnī apnī umr kā paimāna har yak bhar ga.e
- جو مے خانہ میں جاتا تھا قدم رکھتے جھجھکتا تھاکہ ساغر آنکھ دکھلاتا تھا اور شیشہ بھبھکتا تھاjo mai ḳhāna meñ jātā thā qadam rakhte jhunjhuktā thāke sāġhar ānkh dikhlātā thā aur shīsha bhabhkatā thā
- جی ترستا ہے یار کی خاطراوس سیں بوس و کنار کی خاطرjī tarastā hai yār kī ḳhātiros sīñ bos-o-kanār kī ḳhātir
- چمن میں دہر کے ہر گل ہے کان کی صورتہر ایک غنچہ ہے اس میں زبان کی صورتchaman meñ dahr ke har gul hai kān kī sūrathar ek ġhuncha hai is meñ zabān kī sūrat
- درد دل میری آہ سے پوچھوسبب اس کی نگاہ سے پوچھوdard-e-dil merī āh se pūchhosabab us kī nigāh se pūchho
- دل مرا آج یار میں ہے گاکس خزاں میں بہار میں ہے گاdil mirā āj yār meñ hai gākis ḳhizāñ meñ bahār meñ hai gā
- دنیا خیال و خواب ہے میری نگاہ میںآباد سب خراب ہے میری نگاہ میںduniyā ḳhayāl-o-ḳhvāb hai merī nigāh meñābād sab ḳharāb hai merī nigāh meñ
- دورا ہے جب سے بزم میں تیری شراب کابازار گرم ہے مرے دل کے کباب کاdorā hai jab se bazm meñ terī sharāb kābāzār garm hai mire dil ke kabāb kā
- دہن ہے تنگ شکر اور شکر ترا ہے کلاملباں ہیں پستہ زنخ سیب و چشم ہیں بادامdahan hai tang shakar aur shakar tirā hai kalāmlubāñ haiñ pista zanaḳh seb-o-chashm haiñ bādām
- دیکھ بنیاد رب کی آدم ہےجان لے گا اگر تو محرم ہےdekh buniyād rab kī ādam haijān legā agar to mahram hai
- دیکھتے سجدے میں آتا ہے جو کرتا ہے نگاہتیرے ابرو کی ہے محراب مگر بیت اللہdekhte sajde meñ ātā hai jo kartā hai nigāhtere abrū kī hai mehrāb magar bīt allāh
- دیکھنا اس کی تجلی کا جسے منظور ہےسنگ ریزہ بھی نظر میں اس کی کوہ طور ہےdekhnā us kī tajallī kā jise manzūr haisang reza bhī nazar meñ us kī koh-e-tūr hai