Poet
Mohsin Naqvi
محسن نقوی1947–1996
Poems
- آپ کی آنکھ سے گہرا ہے مری روح کا زخمآپ کیا سوچ سکیں گے مری تنہائی کوāp kī ānkh se gahrā hai mirī rūh kā zaḳhmāp kyā soch sakeñge mirī tanhā.ī ko
- اب کے بارش میں تو یہ کار زیاں ہونا ہی تھااپنی کچی بستیوں کو بے نشاں ہونا ہی تھاab ke bārish meñ to ye kār-e-ziyāñ honā hī thāapnī kachchī bastiyoñ ko be nishāñ honā hī thā
- اب وہ طوفاں ہے نہ وہ شور ہواؤں جیسادل کا عالم ہے ترے بعد خلاؤں جیساab vo tūfāñ hai na vo shor havā.oñ jaisādil kā ālam hai tire ba.ad ḳhalā.oñ jaisā
- اب یہ سوچوں تو بھنور ذہن میں پڑ جاتے ہیںکیسے چہرے ہیں جو ملتے ہی بچھڑ جاتے ہیںab ye sochūñ to bhanvar zehn meñ paṛ jāte haiñkaise chehre haiñ jo milte hī bichhaṛ jāte haiñ
- اتنی مدت بعد ملے ہوکن سوچوں میں گم پھرتے ہوitnī muddat ba.ad mile hokin sochoñ meñ gum phirte ho
- اجڑ اجڑ کے سنورتی ہے تیرے ہجر کی شامنہ پوچھ کیسے گزرتی ہے تیرے ہجر کی شامujaṛ ujaṛ ke sañvartī hai tere hijr kī shāmna pūchh kaise guzartī hai tere hijr kī shām
- اجڑے ہوئے لوگوں سے گریزاں نہ ہوا کرحالات کی قبروں کے یہ کتبے بھی پڑھا کرujṛe hue logoñ se gurezāñ na huā karhālāt kī qabroñ ke ye katbe bhī paṛhā kar
- اشک اپنا کہ تمہارا نہیں دیکھا جاتاابر کی زد میں ستارا نہیں دیکھا جاتاashk apnā ke tumhārā nahīñ dekhā jātāabr kī zad meñ sitārā nahīñ dekhā jātā
- اگرچہ میں اک چٹان سا آدمی رہا ہوںمگر ترے بعد حوصلہ ہے کہ جی رہا ہوںagarche meñ ik chaṭān sā ādmī rahā hūñmagar tire ba.ad hausla hai ke jī rahā hūñ
- ایک پل میں زندگی بھر کی اداسی دے گیاوہ جدا ہوتے ہوئے کچھ پھول باسی دے گیاek pal meñ zindagī bhar kī udāsī de gayāvo judā hote hue kuchh phūl bāsī de gayā
- بچھڑ کے مجھ سے یہ مشغلہ اختیار کرناہوا سے ڈرنا بجھے چراغوں سے پیار کرناbichhaṛ ke mujh se ye mashġhala iḳhtiyār karnāhavā se ḍarnā bujhe charāġhoñ se pyār karnā
- بنام طاقت کوئی اشارہ نہیں چلے گااداس نسلوں پہ اب اجارہ نہیں چلے گاbanām tāqat koī ishāra nahīñ chalegāudās nasloñ pe ab ijāra nahīñ chalegā
- بھڑکائیں مری پیاس کو اکثر تری آنکھیںصحرا مرا چہرا ہے سمندر تری آنکھیںbhiṛkā.eñ mirī pyās ko aksar tirī ānkheñsahrā mirā chehrā hai samundar tirī ānkheñ
- پھر وہی میں ہوں وہی شہر بدر سناٹامجھ کو ڈس لے نہ کہیں خاک بسر سناٹاphir vahī maiñ hūñ vahī shahr badar sannāṭāmujh ko ḍas le na kahīñ ḳhāk basar sannāṭā
- ترے بدن سے جو چھو کر ادھر بھی آتا ہےمثال رنگ وہ جھونکا نظر بھی آتا ہےtire badan se jo chhū kar idhar bhī ātā haimisāl-e-rang vo jhonkā nazar bhī ātā hai
- جب سے اس نے شہر کو چھوڑا ہر رستہ سنسان ہوااپنا کیا ہے سارے شہر کا اک جیسا نقصان ہواjab se us ne shahr ko chhoṛā har rasta sunsān huāapnā kyā hai sāre shahr kā ik jaisā nuqsān huā
- جب ہجر کے شہر میں دھوپ اتری میں جاگ پڑا تو خواب ہوامری سوچ خزاں کی شاخ بنی ترا چہرہ اور گلاب ہواjab hijr ke shahr meñ dhūp utrī meñ jāg paṛā to ḳhvāb huāmirī soch ḳhizāñ kī shāḳh banī tirā chehra aur gulāb huā
- جگنو گہر چراغ اجالے تو دے گیاوہ خود کو ڈھونڈنے کے حوالے تو دے گیاjugnū guhar charāġh ujāle to de gayāvo ḳhud ko ḍhūñḍne ke havāle to de gayā
- خمار موسم خوشبو حد چمن میں کھلامری غزل کا خزانہ ترے بدن میں کھلاḳhumār mausam ḳhushbū had chaman meñ khulāmirī ġhazal kā ḳhazāna tire badan meñ khulā
- خود اپنے دل میں خراشیں اتارنا ہوں گیابھی تو جاگ کے راتیں گزارنا ہوں گیḳhud apne dil meñ ḳharāsheñ utārnā hoñgīabhī to jāg ke rāteñ guzārnā hoñgī
- ذکر شب فراق سے وحشت اسے بھی تھیمیری طرح کسی سے محبت اسے بھی تھیzikr-e-shab-e-firāq se vahshat use bhī thīmerī tarah kisī se mohabbat use bhī thī
- زباں رکھتا ہوں لیکن چپ کھڑا ہوںمیں آوازوں کے بن میں گھر گیا ہوںzabāñ rakhtā hūñ lekin chup khaṛā hūñmaiñ āvāzoñ ke ban meñ ghar gayā hūñ
- زخم کے پھول سے تسکین طلب کرتی ہےبعض اوقات مری روح غضب کرتی ہےzaḳhm ke phūl se taskīn-e-talab kartī haiba.az auqāt mirī rūh ġhazab kartī hai
- سارے لہجے ترے بے زماں ایک میںاس بھرے شہر میں رائیگاں ایک میںsāre lahje tire be zamāñ ek maiñis bhare shahr meñ rā.īgāñ ek maiñ
- سانسوں کے اس ہنر کو نہ آساں خیال کرزندہ ہوں ساعتوں کو میں صدیوں میں ڈھال کرsānsoñ ke is hunar ko na āsāñ ḳhayāl karzinda hūñ sā.atoñ ko maiñ sadiyoñ meñ ḍhāl kar
- عجیب خوف مسلط تھا کل حویلی پرلہو چراغ جلاتی رہی ہتھیلی پرajīb ḳhauf musallat thā kal havelī parlahū charāġh jalātī rahī hathelī par
- عذاب دید میں آنکھیں لہو لہو کر کےمیں شرمسار ہوا تیری جستجو کر کےazāb-e-dīd meñ ānkheñ lahū lahū kar kemaiñ sharmsār huā terī justujū kar ke
- غزلوں کی دھنک اوڑھ مرے شعلہ بدن توہے میرا سخن تو مرا موضوع سخن توġhazloñ kī dhanak oṛh mire shola badan tohai merā suḳhan to mirā mauzū-e-suḳhan to
- فضا کا حبس شگوفوں کو باس کیا دے گابدن دریدہ کسی کو لباس کیا دے گاfazā kā habs shagūfoñ ko bās kyā degābadan darīda kisī ko libās kyā degā
- قتل چھپتے تھے کبھی سنگ کی دیوار کے بیچاب تو کھلنے لگے مقتل بھرے بازار کے بیچqatl chhupte the kabhī sang kī dīvār ke bīchab to khulne lage maqtal bhare bāzār ke bīch
- کٹھن تنہائیوں سے کون کھیلا میں اکیلابھرا اب بھی مرے گاؤں کا میلہ میں اکیلاkaṭhin tanhā.iyoñ se kaun khelā meñ akelābharā ab bhī mire gā.oñ kā mela meñ akelā
- کس نے سنگ خامشی پھینکا بھرے بازار پراک سکوت مرگ طاری ہے در و دیوار پرkis ne sang-e-ḳhāmushī pheñkā bhare bāzār parik sukūt-e-marg tārī hai dar-o-dīvār par
- لبوں پہ حرف رجز ہے زرہ اتار کے بھیمیں جشن فتح مناتا ہوں جنگ ہار کے بھیlaboñ pe harf rajaz hai zira utār ke bhīmaiñ jashn-e-fat.h manātā hūñ jang hār ke bhī
- معرکہ اب کے ہوا بھی تو پھر ایسا ہوگاتیرے دریا پہ مری پیاس کا پہرہ ہوگاmārka ab ke huā bhī to phir aisā hogātere dariyā pe mirī pyās kā pahra hogā
- میں چپ رہا کہ زہر یہی مجھ کو راس تھاوہ سنگ لفظ پھینک کے کتنا اداس تھاmaiñ chup rahā ke zahr yahī mujh ko rās thāvo sang lafz pheñk ke kitnā udās thā
- میں دل پہ جبر کروں گا تجھے بھلا دوں گامروں گا خود بھی تجھے بھی کڑی سزا دوں گاmaiñ dil pe jabr karūñgā tujhe bhulā dūñgāmarūñgā ḳhud bhī tujhe bhī kaṛī sazā dūñgā
- میں کل تنہا تھا خلقت سو رہی تھیمجھے خود سے بھی وحشت ہو رہی تھیmaiñ kal tanhā thā ḳhilqat so rahī thīmujhe ḳhud se bhī vahshat ho rahī thī
- نیا ہے شہر نئے آسرے تلاش کروںتو کھو گیا ہے کہاں اب تجھے تلاش کروںnayā hai shahr na.e āsre talāsh karūñtū kho gayā hai kahāñ ab tujhe talāsh karūñ
- وہ دلاور جو سیہ شب کے شکاری نکلےوہ بھی چڑھتے ہوئے سورج کے پجاری نکلےvo dilāvar jo siyah shab ke shikārī niklevo bhī chaṛhte hue sūraj ke pujārī nikle
- ہر ایک شب یوں ہی دیکھیں گی سوئے در آنکھیںتجھے گنوا کے نہ سوئیں گی عمر بھر آنکھیںhar ek shab yūñ hī dekheñgī sū-e-dar ānkheñtujhe gañvā ke na soeñgī umr bhar ānkheñ
- ہم جو پہنچے سر مقتل تو یہ منظر دیکھاسب سے اونچا تھا جو سر نوک سناں پر دیکھاham jo pahuñche sar-e-maqtal to ye manzar dekhāsab se ūnchā thā jo sar nok-e-sināñ par dekhā
- ہوائے ہجر میں جو کچھ تھا اب کے خاک ہواکہ پیرہن تو گیا تھا بدن بھی چاک ہواhavā-e-hijr meñ jo kuchh thā ab ke ḳhāk huāke pairahan to gayā thā badan bhī chāk huā
- یہ دل یہ پاگل دل مرا کیوں بجھ گیا آوارگیاس دشت میں اک شہر تھا وہ کیا ہوا آوارگیye dil ye pāgal dil mirā kyūñ bujh gayā āvārgīis dasht meñ ik shahr thā vo kyā huā āvārgī
- یہ کہہ گئے ہیں مسافر لٹے گھروں والےڈریں ہوا سے پرندے کھلے پروں والےye kah ga.e haiñ musāfir luṭe gharoñ vāleḍareñ havā se parinde khule paroñ vāle